Rajveer confronts Luthras

1K 73 35
                                    

(HAPPY BHAI DOOJ/ BHAI FOTA❤️💞❤️💞❤️💞❤️ to all my dear readers. Thank you very much dear for giving me soooooo much love in the last part❤️❤️❤️❤️❤️❤️I am overwhelmed with your comments❤️😊Hope you all would like today's part. )

Scene starts in Luthra Mansion,
There stood Rajveer and Karan both at cloud nine of their anger. Just a few mins ago it was a happy moment for Karan and the Luthras after knowing that Rajveer was their family member but as soon as Rajveer started asking about Shaurya's whereabouts.....Karan's love changed into anger and Rajveer's anger gave a tough fight to Karan's which shocked as well as made everyone feel happy about Rajveer.

Karan(angrily): Toh tumhara kehna hain ki vo nalayak Shaurya humari wajah se kahi chala gaya hain?
Rajveer(angrily): Haan....aap sabki aur especially aapki wajah se Mr.Karan Luthra.
Karan(angrily): Aisa kehne ki tumhari himmat bhi kaise hui?
Rajveer(with a smirk)(angrily): Maa hamesha kehti hain ki sahi baat bolne se kabhi nahi darna chahiye.
Karan(angrily): Zaroor uss Shaurya ne hi tumhare dimaag mein zaher ghola hain. Iss ladke ki.......
Rajveer(angrily): Shaurya ke khilaaf ek shabd nahi Mr.Luthra.
Karan(angrily): Kyun? Aisa bhi kya ukhaad liya hain uss Shaurya ne jo tum uski itni tarfdaari kar rahe ho?
Rajveer(angrily): Aapse toh zyada hi ukhada hain zindagi mein sir......
Karan(angrily): What do you mean Rajveer?
Rajveer(angrily): I mean.........that mere bhai ne.....sabse zyada nafrat, sabse zyada taane aur sabse zyada dukh saha hain iss ghar mein.....
Kareena: Kya bakwaas hain? Shaurya ko ghar mein kisi ne bhi waise nazar se nahi dekha hain.....hamesha use khush rakhne ki kosish ki hain.
Rajveer: Accha? Toh bua dadi....aap na zara yaad karke bataiye...infact....aap sab...including you Mr.Karan Luthra....aap sab yeh yaad karke bataiye ki last time kab aapne Shaurya ke saath wakt bitaya tha?
Karan: Pichle saal hi toh..........nahi....pichle nahi...umm........vo Halloween ke din....nahi.......
Karan and everyone else started thinking but no one could figure out when the last time they all spent time together with Shaurya and gave him the love and attention he deserved.
Rajveer: Kya hua Mr.Luthra? Yaad nahi aaya?
Karan: Umm.....bhale hi humne uske saath wakt nahi bitaya lekin usko humne hamesha khush rakha hain.....
Rakhi: Haan....humne......
Rajveer: Accha? Toh mujhe zara na sab yeh soch kar bataiye ki Shaurya last time dil khol kar kab hasa tha.
Everyone started figuring out the moments but reality struck them when they could find none. A strange kind if suffocation embraced their hearts and with each passing second and questions of Rajveer.....the Luthras left weak at their knees, their eyes welled up with tears as all the bad memories flashed in their mind, which were the only one spent with Shaurya and their hearts started paining thinking about what Shaurya might have been through in these years...all lonely.

Karan looked at Rajveer teary eyed as Rajveer spoke.
Rajveer(teary eyed): Ek bhi nahi......not a single moment...right Mr.Luthra?
Karan didn't said anything as his throat had dried up all and he had no arguments left to satisfy his guilty self and protect the deeds of him and his family.
Rajveer(teary eyed): Zara sochiye sir...ek masoom sa baccha....jisko sirf apne gharwalon ka pyaar chahiye.....uss bacche ko aap sabne itna rulaya ki usne 10 saal jaise umar mein sabse pyaar aur apnapann expect karna hi chod diya? Kyun? Kya vo sach mein ek aisa bachpan deserve karta tha sir? Nahi na......toh fir kyun aap sabne kabhi uski baat...uske jazbaat samajhne ki kosish nahi ki? Kyun?

All the words of Rajveer pierced the Luthras' hearts. They themselves couldn't realize when their love for Preeta, Shrishti and Rajveer backlashed at Shaurya as anger and hatred, when they all started ignoring and blaming Shaurya for each and every single mistake besides for each and every worst conditions in life. They all made Shaurya feel worthless each and every time. They all made Shaurya feel unloved and ignored stuff for the half of his life. No one...literally no one tried to understand his love for everyone and his pain. They just blamed him for everything and all the problems that Shaurya had.....they ignored 'him' and 'his' problems forever.

At this moment they all were just statues of guilt and suffocation...nothing else especially Karan Luthra.

Karan(teary eyed): Meri wajah se......mere bete ko.....
Rajveer sat down at infront of Karan teary eyed and spoke softly.
Rajveer(teary eyed): Sir.....aaj tak bohot kuch ho chuka hain Shaurya ke saath lekin yeh wakt afsoos karne ka nahi hain. Humein Shaurya ko dhoondna hain......saath mein mil kar....
Karan(teary eyed)(holding Rajveer's hand):Kaha hain Shaurya? Mujhe usse maafi maangni hain....use yeh batana hain ki main sharminda hoon.....par aisa nahi hain ki main usse pyaar nahi karta....(crying)....please...milwa do mujhe usse.....
Rajveer(teary eyed): Mujhe nahi pata hain sir ki vo kaha hain....use dhoondna hain.....pata nahi vo kya kar baithega.
Kavya(teary eyed): Kaha hain Shaurya? Tu aise kyun bol raha hain Rajveer?
Rajveer(teary eyed): Pata nahi dii......usne bas yeh message kiya tha aur uske baad se uska phone band hain.......
Karan wiped his tears and.....
Karan: Dhoondna hoga use....jald se jald dhoondna hoga.

"Kise dhoondna hoga?"asked Sameer while standing at the door, just returning from his trip to Bangalore due to a business deal.

Karan: Sameer......humein Shaurya ko dhoondna hain.....
Sameer: Shaurya ko? Kyun? Vo toh apne kisi dost ke ghar gaya tha na? Kya hua use?
Karan: Vo sab baad mein bataunga....tu pehle chal humare saath....
Sameer: Mujhe kuch wakt pehle Shaurya ka phone aaya tha......
Karan: Kya? Kya kaha usne?
Sameer: Pata nahi...maine uthaya nahi......
Rajveer: Par kyun chachu?
Sameer: Kyunki main flight mein tha aur ek min.......chachu? Main tera chachu kab se bann gaya?
Rajveer: Vo sab baad mei bataunga....aap pehle mujhe yeh bataiye ki Shaurya ka phone aapko kitne baje aaya tha?
Sameer: Lag bhag aadhe ghante pehle.....
Rajveer: Aadhe ghante pehle.....toh iss wakt vo zyada durr nahi gaya hoga...humein agar pata chal jaaye ki vo kaha tha aadhe ghante pehle toh humein........
Before Rajveer could speak more.....Sameer's phone rang again.
Sameer: Shaurya......Shaurya ka phone hain.....
Rajveer: Uthaiye na....speaker par rakhiye....
Sameer did as Rajveed wanted.
Sameer(on call): Hello Shaurya......kaha hain tu?
The person(on call): Main Shaurya nahi....Shrishti bol rahi hoon.
Sameer's eyes welled up and a smile appeared on his face.
Sameer(teary eyed)(on call): Shrishti?
Shrishti(on call): Rajveer......
Rajveer(on call): Haan maasi.....
Shrishti(on call): Beta Shaurya aur main hospital mein hoon.....
Karan(on call): Hospital? Kyun?
Shrishti(on call): Rajveer.....tu bas jaldi se jaldi 'We care' hospital aa jaa....iski halat bohot kharab hain aur yeh hospital waale keh rahe hain ki jab tak paise nahi bharenge tab tak treatment shuru nahi karenge...tu please jaldi aa jaa beta.
Rajveer(on call): Main abhi aa raha hoon maasi......
Rajveer ran outside so did the family members.

Sameer's POV(in mind)
Mere Shaurya ki raksha karna Bhagwaan. Usne aaj tak unn gunaho ki sazaa bhugti hain jo usne kabhi nahi ki.....aap please usse uski zindagi mat cheen na.....please......
Sameer's POV ends.

Rajveer was driving in full speed to the hospital.

Rajveer's POV(in mind)
Main aa raha hoon Shaurya.......main tujhe kuch nahi hone doonga yaar...I promise.
Rajveer's POV ends.

Will Rajveer be able to save Shaurya? Or will they lose Shaurya forever? Stay tuned to know more.

Scene End.

Mera bhai tu...meri jaan hain❤ (Completed)Where stories live. Discover now