part-9

282 34 13
                                    

New morning create a new winning hope of your life. The one, which is enough to live a day happily. People's try to find a reason of happiness in it. Make busy herself/ himself to complete it. Which may cause to complete a day without worries of other problems of your life and distract yourself from your deep down broken state.

Something same goes to Sana's life. She make reason for her to be happy. She make herself busy to that reason, so she can easily distract. People's around her think positive response of her , so can she move on . But sometimes we failed to notice the behind reason of her actions. Think that she is doing great itself.

Shehnaaz can easily make people fool by only her one smile. Her smile can make heart flutter. That's why they can't notice her darkness behind her smile. Days passes like that only.

Shukla multi-speciality hospital

Sid:  sir, aap muze shehnaaz ke bare me or kuchh bata sakate hai kya. Jo aap ko pata hai lekin aap batana bhul gaye, Aisa apako lagata hai .

Dr.d:  no sidharth, Aisa kuchh nhi hai. Or  jaise tumhari treatment chal rahi hai vaise notice Kiya Jaye, to Sana ka improvement kafi achha hai. Ab vo bahar apane aap ati hai, khul ke baat karati hai. Kitchen me khud ko busy rakhati hai.

Sid:  sir jaha tak muze pata hai, petient hamesha khud ki history chhupane ki koshish karta hai. Petient ko lagata hai samane wala insaan muze notice karke judge karega. Is Karan wo upari upari treatment Lena pasand karta hai. Shayad Aisa hi kuchh shehnaaz ke sath hoo Raha ho.

Dr.d:  sidharth, shayad tum baki petient ke bare me sahi hoge, lekin Sana ke bare me muze lagata hai wo bahar AA Rahi hai. Khush rahh rahi hai. Treatment ka achha asar ho raha hai.

Sid:  sorry sir, but Mai kuchh Orr hi notice kr raha huu. Sana khud ko busy rakh Rahi hai work me. Jaise apane kaha, kitchen work, shayad usaka favourite kaam hoga. Iss se kya hota hai , petient khud ko busy kr deta hai. Distract hone ke liye main reason se. Or hum aksar dhoka kha jate hai, shayad petient thk ho raha hai. Sana ke reason me bhi same hai.

Dr.d:  sidharth is bare me Mai jyada to nhi janata lekin meri beti ka response achha hai. Mai khush hu ki vo bahar aa Rahi hai. Badal rahi hai. Baki tum apani koshish jari rakho.

Sid:  okay sir, fir milta huu mai. Bye.

Sid Home,

Navya:  sachi didi, aj mamu ke sath koi baat nhi karega. Aap bhi nhi, Mai bhi nhi. Agar apane baat ki to mai apase bhi katti. Say making a pout.

Sachi:  are baap re, aj to bhaiya Gaye kaam se. Kya hua meri baby ko, kyu itana gussa hai meri doll.

Navya:  Nani ko kyu nhi bulaya abhi tak . Navya miss karr Rahi hai na apani Nani ko. Mamu bhul kyu Gaye.

Sachi: sad face, Navya aap janate ho na, mamu or Nani ke bare me. Apako achha lagega apake mamu ko sad sad dekhake, nhi na. Aap baat krlo na Nani se. Mai face call karke deti hu chalega kya.

Navya: No,,,,, navya ko apani Nani se Milna hai. Ek to Nani ko bulao ya muze le chalo. Mai mamu se baat nhi karungi.

Sachi: achha baba Mai bhaiya se baat karati huu. Thk hai. Lekin aise roi roi sad sad face maat banao. Navya achhi nhi lagati aise. Abhi ye Khao pahale.

Navya:  Mai nhi khane wali, navya se koi pyaar nhi karta. Sab muze chhodke jate hai. Nani bhi nhi Milne ate. Mai Jaa Rahi huuu. Aap bhi nhi pyaar karte mujhase.

Navya started crying badly and go to her room. Sachi feeling sad for her. But what can she do, is nothing.

After sometime sidharth also reach home. Seat in sofa in leaving room.

Dil kanch sa Tut hi gayaWhere stories live. Discover now