part-15

290 29 13
                                    

Flashback continue,

The new life begins in new world. The new college, new city new people's are invaded into your life . Sometimes we got  happy or sad memories of them. Some people have a great impact on you. Life is not a perfect like a fictional story or a textbook, where everything is going smoothly.

Sana is very excited, today is her first day of college. She come here before 5 day's, to arrenged everything before college start. Dr Deshmukh and Sana stay in his friends house. They show their trust to Dr Deshmukh, hence he is agree to Sana's responsibility. He also want someone help her in this new City.

Tomorrow in the morning Dr Deshmukh can return to India. He wants to go with daughter in her first day college. Sana is very happy for that.

After having breakfast, they are ready to go,

Sana: papa, aap or nhi rukk sakate mere liye. Plzzzzz🥺

Dr d: Sana, beta apako pata hai na, hospital me kitna kaam hai. Nhi ruk sakata, or aj Mai aa raha hu sath college drop karne.

Sana: okk papa, but Mai chahati thi hum or enjoy kare. Aye din se sab arrengement me hi nikal gaya.

Dr d: ohhh princess, Aisa nhi hai. Pichale 5 din se mai yaha huu. Or kal jaunga matlab ajka pakad ke 7 din ho jayenge kal. Itana kafi hai ek Dr ke liye apane petients de dur rahana. Waise bhi hospital se phn aya hai. Sab petients wait krr rahe hai. Ab aj tum ek baar clg Jake ayi to meri tension door ho jayegi.

Sana: okk papa, Mai jyada force nhi Karungi apako .. chalo Mai packing krti hu, fir college nikalate hai.

Dr d: that's like my good girl

Sana : love you Papa...... apako pata nhi aap kya ho mere liye... Mai apase bohot pyaar karati huu

Dr d : ye bhi koi batane wali baat hai.. meri jaan ho aap. Apake siva Mera kon hai... jao ab ready ho jao, late na hojaye...

Sana go from their to ready for her college,

Dr d:  dekhoo shekhar , Sana meri ek lauti beti hai. Mai tujhape pura bharosa karata huu isaliye Teri baat mani shehnaaz ko rakhane ke liye. Dyaan rakhana usaka.

Shekhar:  are doctor, tu chinta maat kr, Teri beti meri beti hai. Usse yaka kisi baat ki kami nhi hogi. Naye sheher me bichari bachhi ko kaha akele rakhata . Ghar me rahegi to dhyaan bhi rahega usaka.

Dr d: tu sahi kehh raha hai. Sana bohot nadan hai , usse duniya ki samajh nhi hai. Bohot emotional hai wo, jabse usaki maa ki death Hui hai, tabse bohot responsible ho gai hai. Jyada bate chupati hai, use lagata hai muze samajh nhi ata.

Shekhar: are betiya hoti hi pyaari hai. Jahha hakk ke log mile vaha bachapana aa jata hai, jaha koi apano ka saya na dikhe  waha turant badi baan jati hai. Unako koi nhi samajh sakata. Tu tension maat le yara.

Dr d: hmm tu thk keh raha hai. Sana ka dyaan rakh or use kuchh parishani rahi or tuze na bataye to muze inform kr de. Mai tabhi AA jaunga

Shekhar: haaa yara.... Sana ko hum apani beti jaise hi rakhenge tu tension maat le.

Sana comes there with her bag. Ready for college,

Sana: papa chale aab, late ho raha hai.

Dr d: haa haa chalo bachha, shekhar are hai hum... thk hai

Shekhar: jaa jaa aj chodake aja,,  lak se to Mai hi jaungaa,, gudiya ko chodne, kyu bachhaaa...

Sana: yess uncle, ye bhi koi puchane wali baat hai. Muze ane to do class se.... dekhana Ghar me Kitana bhukamp ata hai to...

Dr d: shaitan abb bhi masti karegi .. badi ho gai haii.... dyaan se Raha kr...

Shekhar: oyye tu kyu Datt Raha usse. Ye meri or gudiya ki bate haii. Hum kuchh bhi kare, jao beta college, warna yaha hi Teri class shuru ho kahi hai.

Sana: haa uncle bye....bye aunty.... sham ko milte hai.

During drive,

Dr d: dekho Sana, yehh India nhi hai. Jara sambhalkar rahana yaha. Shekhar or usaki wife kafi achhe log hai. Tum unke pass rahogi to muze bhi tension nhi rahega. Lekin kabhi bhi kuch Lage to mujhase share karna. Thk hai bachha

Sana: haa papa, mujhe pata hai aap kitane tension me ho. Aap jyada maat sochiye Mai kisise darne walo me se nhi huu.. Mai aj tak sab sahi Kiya hai or ahe bhi muze koi nhi rokk sakata apani manjeel se. Mai pura dhyan rakhungi apana. Aap bhi achhese rahiye jyada meri maat sochiye.

Dr d: kaise na sochunga , akhir meri beti hai tu.

Sana: ohhh papa,, love you 😘

Dr d: chalo college aa gaya, ab jao tum. Mai Ghar jata huu. Bye take care, college ke baad phn karna aa jaunga lene ..

Sana: ok papa bye. By the way this is University papa...

Dr d: abb ye mere liye same hi ho gaya na.. tumhe pata hai na basss

Sana shake her head in disbelieve , Dr d go from their

In college,

Sana inter college premises, there were hustle bustle, various types of car's, brands are available in parking lot. How rich people they are showing by them. Student are seen like more than models. Obviously this is fashion designer college.

This university have various branches, like fashion designer, MBA, arts, laws.... this one of the university best in u.s.

Sana happily enter inside, she saw how many people are dreams for this college but only some are completed it. She is one of them.

Sana: umm excuse me, can you please help me to principal cabin of fashion designer branch

Girl: ohh hii, why not, come with me. Are you new commer

Sana: yes, actually this is my first day.

Girl: ohhh, just come with me, I will show you the way...

Sana: thank you so much, my name is shehnaaz.

Girl: ohh sorry, hii my name is mahi..

Sana: are you from India

Mahi: yes Sana,, ohh my god Mai bhul kaise gai tum bhi to Indian ho right

Sana: yess.... yr achha hua koi to pahale din apana Mila, Mai to Darr Rahi thi.

Mahi: are koi baat nhi. Mai hu ab. Tum fashion designer branch me ho

Sana: haaa mahi, tum kya kar Rahi ho

Mahi: yr mere to master of social work ho gaya hai. Yaha MBA karne ayi huu, India jake, NGO me kaam karungi... ya fir khud ka khol dungi.. mera to yahi sapana hai .

Sana: wow best hai yr... Mai bhi sirf yaha padhai ke liye ayi huu.

Mahi:  chalo fir baad me milte hai . Ab ye aa gaya tumhara dept Mai Jaa Rahi hu, break me AA Jana mere pass, woo uss directions me hai mera..

Sana: yahhh shure..

Dil kanch sa Tut hi gayaWhere stories live. Discover now