MAYU
I came back home from college aur abb shaam ho gyi thi . mai sidha apne kamre mai gayi mai nahi chahti ki mumma papa mujhe rote hue dekhen . Mujhe nahi pta ki woh aisa kyu karta hai woh mujhe akela kyu nahi chodta .I hate him .
I hate REHAN MEHROTRA.I washed my face and come down I was searching for mom dad when I heard their voice from back yard .
Aur jab mai wahan pahunchi toh
Oh my oh my god it's so pretty .
The backyard is looking so pretty .Mumma noticed me and came to me
Mayu beta abb tabiyat kaisi hai tumhari hmm kitni baar kaha hai tumhe khana ache se khaya Karo par nahi tumhe toh jaise war pe jana hota hai .dekha Aaj agye na tumhe chakkar .mera bacha kahi jyada chot to nahi ayi na tumhe .bolo bacha asked mumma.
Now am getting emotional 🤧mumma agar aap mujse aise roj subah subah itne hi pyaar se baat karo toh mujhe kabhi chakkar aye hi na I said .
Then we both heard papa laugh .me and mumma was watching him and he suddenly stopped.
Arey mayu mera bacha kaisa hai abb .
Mai theek hu papa par aap itna kyu hass rahe the arey mai hass nahi raha tha .
Aap hass rahe the ji said mumma .
Han hass raha tha kyuki aap maa beti dono itne funny aur cute lag rahe the mujhe iss liye 😂.
Mayu inn sab baaton ko chod beta mene na tera dress nikal diya tha toh tu tyaar ho ja beta guest bss aane hi wale hai okay jao bache .
Ji mumma mai jaati hu .
Aur aap Mr Malhotra itne daant Matt dikhayiye aap bhi chaliye tyaar ho jayiye .
Ji Rani ji mai toh bss apka wait kar raha hu
Mera wait kyu
Arey mujhe mera rumaal tak aap dhundkar deti hai toh mai tyaar ho jayu woh bhi akele toh ho nahi sakta .
Ji aap bhi na chaliye mai abhi apke kapde nikal deti hu aur phir mujhe bhi tyaar hona hai .
Arey Rani ji aapko tyaar hone ki kya jarurat aap toh abhi bhi Chand lag rahi ho aur tyaar hone ke baad toh hayee mai mar hi jaunga .
Abb ye line marna band kariye aur chaliye she said laughing at her cute husband.
XAVIER
am getting ready for the party .I have a house in banglore but jyada tar isse Stephen hi use karta hai kyuki wohi yahan par jyada aata hai mai toh abhi aaya hu .
pta nahi kyu uss chatanki ka face mere samne aye jaa raha hai .pta nahi jab se uss ladki se mila hu tab se mai kuch zyada hi sochne laga hu .
YOU ARE READING
You And Me Is Love
RomanceMayu is a 19 year old girl who is fond of reading love stories. But is a love story in her destiny or not? xavier is a mafia man. He doesn't know what he wants he just kill and sleep. " " Jaan ho tum meri,sirf aur sirf ...