part 9

511 29 37
                                    

In afternoon

Shalini (on call)- kaha reh gya hain tu ram. Kabse wait kar rhi hu.

Ram- ha ha jaan bas aa gya raste mein hu.

Shalini- thik hain jaldi aa.

She cuts the call.

On ram side

In car

Ram is on the way to home to pick up shalini and then moving to priya's house.

His phone rings.

Screen shows KRITI.

Ram- kriti. Ab yeh kyu phone kar rhi hain.

He didn't pick the call as he is still angry but kriti was calling again & again so he answered the last call.

On call

Ram(controlling anger)- hmm kriti bolo.

Kriti(in sweet sugary voice)- ram tum abhi tak aaye nahi. Main wait kar rahi hu.

Ram- mera wait! Kyu?

Kriti- ram tum bhul gye kya. Maine tumhe l

Aaj lunch pe bulaya tha. Issiliye wait kar rahi hu.

Ram- main nii aaunga. Mujhe kahi or jana hain.

Kriti- ram please tum jhuth mat bolo. I know jo aaj hua uss mein meri galti thi but maine sorry bhi kaha na. Please tum aa jao. I'm sorry again for that.

Ram- I'm busy kriti.

Kriti- aisa kaha par busy ho ki apni friend ke sath lunch par nii aa sakte.

Ram- kriti mujhe kafi important kaam hote hain. So please don't waste my time. I'm getting late.

Ram cuts the call angrily.

Ram (self talk)- calm down ram. Priya se milne jana hain(smiling whole heartedly).

He reaches home.

Ram- jaan chalo.

Shalini- achha hain tu aa gya. Main tujhe call karne hi lagi thi.

Ram- hmm. Aap bas 5 minutes wait karo main fresh ho ke aya.

Shalini- thik hain.

Ram came after freshening up. Both sat in the car and drove to sood house.

In car

Shalini- ram aage vo fruit stall ke paas car rokna.

Ram- hmm.

Ram stops the car near fruit stall. They purchased some fruits then left. They reached sood house. Ram knock on the door and anju opens it. She is surprised plus shocked.

Anju- ram beta aap yaha par. Aur aap(indicating towards shalini).

Ram- she is my mom.

Anju- oh achha. Namaste. Aayiye ander.

They entered and settled on sofa. Also greet with Sanjeev and gave fruits to them.

Ram- uncle priya kaha hain.

Anju-(while bringing snacks and drinks) hospital gyi hain madam.

Ram- whatt! Lekin uski tabiyat.

Anju(angry)- humari sune tab na. Hospital se ek call aya nii ki bhag. Maine kitna kaha ki tabiyat thik nii hain, aaram kar. Par meri maane tab na. Kaha ki bas 2 ghante mein aa jaungi or chali gyi. Abhi aati hi hogi.

Blooming Love❤Where stories live. Discover now