PART-7

199 9 0
                                    

haseena

It was 3:13 clicking in the clock and we were waiting for sujata to come as we have called her for interrogation. Finally, I stood and went to main hall.
" sujata abhi tak nahi aayi?" I asked.

" nahi maddamsir, aati hi hogi." Karishma Singh answered.

Just then sujata came.

" namaste ma'am. Apne bulaya tha." She said.

" ji ji aap baithiye." Pushpaji asked her to sit. She sat on the chair opposite to pushpaji's desk and I sat on the opposite of the table others were standing.

" sabse pehle sujata ji hame ye bataiye ki uss raat kya hua tha." I asked her.

" Jaisa ki Maine aap se kaha tha ki meri maa ki tabiyat kharab thi to Mai roj raat ko khana banakar unke Ghar chali jaati thi aur subah vaapis aa jati. Uss raat bhi maine sudhir aur apni maa ke liye khana banaya. Sudhir ko khana dekar ke mai karib 10:30 baje apni maa ke Ghar ke liye nikal gayi. Vahi mujhe police se call aaya ki sudhir ki kisine goli markar hatya kardi hai jabtak Mai vaapis aai tab tak body post mortem ke liye bheji Jaa chuki thi." She sobbed a little after saying this.

" Santosh paani." I said to santu.
" ji maddam sir." She replied.

She took a glass of water and as according to her habit of innocence she herself drank it.

" uff ye masumiyat santu ji." Cheeta said as his habit and earned a glare from Karishma Singh.
I sighed at their banter.

And asked sujata," aapki maa ka Ghar aapke Ghar se kitna dur hai?."
" lag bhag 15-20 km." She answered.

" sujata ji hame aapke sasuraal ke baare mein kuch batiye." Karishma Singh asked

" sudhir mujhse apni family ke khilaaf jaakar shaadi ki thi isliye mere sasur ji ne jaydad ke barabar hisse nahi kiye the jiske kaaran sudhir aur mere devar aakash ke bich me ladai Hui thi." She told.

" to kya aapko apne sasural waalo par shak hai ki sudhir ke khoon mein unka koi haath hai?" This time pushpaji asked.

" ho bhi sakta hai Aaj kal jaydad ke chakkar me koi kya karde kuchh nahi keh sakte."

" sujata ji kya aap inn dono mein se kisi ko jaanti hai?" Santosh asked her showing the picture of that driver and other person.

" nahi Mai nahi janti." Sujat said looking at the photos.

" thik hai sujata ji. Pushpaji gaadi ki chabi laiye aur sujata ke fingerprints le lijiye." I told. Pushpaji nodded and took her finger prints. Sujata stood up and I took keys from Pushpa ji and i started leading her outside the thana while explaining her.
" sujata ji aapke pati ki gaadi chori ho gayi thi jo hame Lucknow Highway par mili jisse ek aadmi chala raha tha lekin uska accident ho gaya aur uski maut ho gayi aur gaadi ki dikki mein ek aur laash mili thi abhi Jo aapne photo dekhi ye unhi do aadmiyon ki thi."

" haa madam lekin mai inhe nahi jaanti." She repeated.

" koi baat nahi. Aap ye bataiye kya ye gaadi aur chaabi aap hi ke hai ?" I asked her.

" Ji maddam ye gaadi aur chaabi hamari hi hai. Ye keychain hamari chabi ko hi laga hua tha." She said.

" hmm. Gadi kafi damaged hai lekin abhi bhi chal rahi hai. Aap sabse pehle iski no. Plate change kijiye gaa." I instructed her

" Ji ma'am." She said and left.

As she left I hurriedly went to thana.
" Karishma Singh jaldi se sudhir ke Ghar kaa search warrant nikaliye. Hame abhi ke abhi uske Ghar ki talashi Leni hai." I ordered.

" par kaahe maddam sir?."she asked confusingly.

" sudhir ne uski FIR me likhwaya thaa ki uski gaadi tab chori Hui jab vo locked thi. Jisse ham ye samajh rahe the ki chor ne gaadi ko nakli chabi se khola hoga lekin sujata ne vo chabi pehchan Li jo hame Highway par mili thi." I said.

" iska matlab ki sudhir ne khud apni gaadi chori hone ki jhooti complaint likhwayi. Lekin uski gaadi kabhi chori Hui hi nahi thi. Vo khud uss dikki vale aadmi ke khoon mein shaamil tha." Karishma Singh completed me.

" Haan isiliye iss khoon kaa surag hame sudhir ke Ghar par hi milega." I said.

All nodded and Karishma Singh went to take search warrant of sudhir's house.

' aapne bilkul sahi pakda hai anubhav ye sudhir hi koi criminal activity me shaamil hai usi ke chalte kisi ne iska khoon Kiya hai.' I thought to myself.

*

I looked at the clock it was 4:45 pm and we were outside of sujata's home. Karishma Singh knocked on the door and sujata opened it.
" ji vo darasal hame aapke Ghar ki talashi Lena chahte hai." Karishma Singh said.

" bas abhi to main thane se Ghar aai thi ki utne mein aap log AA Gaye." Sujata said.

" ham taklif ke liye maafi chahte hai sujata ji. Lekin ye jaruri hai. Hamare paas search warrant hai aap chahe to dekh sakti hai." I said to her showing her the search warrant.

" nahi nahi aapko mujhe search warrant dikhane ki koi jarurat nahi hai aap log talashi le sakte hai." Sujata said letting us come inside.

" pushpaji aap kitchen me, Karishma Singh aap bedroom mein aur ham yaha living room mein dekhte hai." I ordered them.
They left to there respective places. And i started looking for clues in the living room. After searching near couch I went to the tv table and started inspecting while sujata stood at a distance while a Heard voice of Karishma Singh
" maddamsir yaha bedroom mein kuchh Mila hai."

I went to the bedroom to look that Karishma Singh was taking our something form under the bed. It was a suitcase.
She kept it on the bed trying to open it.
" dhyan se Karishma Singh koi bhi fingerprint mitna nahi chahiye." I instructed her.
She nodded and opened it it contained some hardware parts kept over some newspapers.
" isme to sirf hardware parts hai. Kya Karishma ji dhundh dhundh kar aapne ye dhunda. Chhe(छे)" pushpaji taunted her
Karishma Singh was about speak but I cut them knowing what was about to happen- their saas bahu banter.
" Abhi nahi please. Sujata ji kya ham ye suitcase le Jaa sakte hai." I asked sujata
" ji ma'am thik hai ." Sujata replied.

*

ANUSEENA- Just Once In An EraWhere stories live. Discover now