chapter 2

528 28 1
                                    

khan haveli

morning 10 o'clock

Haya:- tayi ammi murtasim ki gaadi aa gayi hai woh aata hi hoga

Salma:- hmm aane do usse

after few seconds murtasim enters in the house

Murtasim:- salaam maa kya hua tension me lag rahi hai aap bohot

Salma:- tension to hoga hi tum jesi aulad jo hai

Murtasim:- kya matlab....aur yeh kis tarah se pesh aarahi hai aap mujhse

Salma:- tumhare abba koh pata chalega ki unka ladla beta har roj pata nahi kaha apni raate gujarta hai tab woh kese pesh aayenge murtasim

murtasim remains silent

Salma:- tumhari khamoshi mujhe dara rahi hai murtasim

Murtasim:- maa esa kuch bhi nahi hai bas kam ke silsile me rehna padta hai bahar

Salma:- accha yeh kam tumhare abba koh to pata hoga na

Murtasim:- maa yaar puri raat bahar tha ab aaram karne do mujhe.. bad me bat karte hai

Salma:- thake huye to bilkul bhi nazar mahi aate tum mujhe.... aao nashta karlo taiyar hai sab

Murtasim:- nahi nind aarahi hai solu thoda fir khalunga... aur haya meri chungali kam kiya karo accha hoga tumhare liye

then he goes towards his room directions

dining hall

shahnawaz:- murtasim kaha hai nazar nahi aaraha

Salma:- kuch waqt pehle hi ghar aaya hai soraha hai kamre me

Shahnawaz:- iska matlab woh ghar nahi aaya puri raat

Salma was ashamed to say aynthing

Haya:- taya abbu murtasim keh raha tha ki woh kisi kam se roj raat bahar jata hai

Shahnawaz:- esa konsa kam hai joh mujhe nahi pata

Salma:- hoga koi kam dosto ke sath party karta hoga sayad

Shahnawaz:- yeh party ka mamla nahi lagta salma

Maryam who knows where murtasim goes every night suddenly feels anxiety and salma notice that

Salma:- maryam bete tumhe kuch pata hai kya chal raha hai bhai ki zindagi me

Maryam:- maa mujhe nahi pata kuch bhi

Shahnawaz:- salma aaj raat tum maryam aur haya ke sath murtasim ke piche jaongi maryam tumhe le jayegi

Maryam:- abba sach keh rahi hu me sach me mujhe nahi pata bhai kaha jate hai

Shahnawaz:- meri jaan agar aap sach me meri izzat karti hai to aap wahi karengi jo ghar ki khusi ke liye accha hoga

Murtasim room

on the phone

Murtasim:- meerub samajh ne ki koshish karo yaar maa ko shak hogaya hai woh kitne sawal puch rahi thi

Meerub:- isliye tum nahi aaunge mujhe milne

Murtasim:- baby hume thode waqt ke liye milna bandh karna hoga aur jab sab normal hoga tab fir me aajaunga

Meerub:- bas tum bahane banau aur kuch mat karo mat aau aaj nahi kal nahi kabhi mat aana

Murtasim:- me paise bhijvata hu doc ke pass bhi hote huye aana tumhari reports aane wali hai aaj....... allah hafiz

Meerub:- khuda hafiz

one more chanceOù les histoires vivent. Découvrez maintenant