chapter 5

509 25 6
                                    

After 3 years

Khan haveli

morning 8 o'clock

Salma:- meerub nasta taiyar hai

Meerub:- jee malkin

Salma:- tumhara shohar kyu do dino se kam par nahi aaraha hai

Meerub:- jee unki tabiyat sahi nahi hai

Salma:- tabiyat sahi nahi hai ya nase me dhut hai

Meerub:- esa nahi hai malkin

Salma:- tumhare paise katenge woh do din nahi aaya uski wajah se

Meerub:- esa na kare

Salma:- jau nasta lagao

Meerub:- jee

Salma:- aur haa aaj mehman aane vale hai Ghar me to saaf safai ka dhyan rakho aur khane me bhi kafi kuch bana lena thik hai

Meerub:- jee

Meerub starts her work in kitchen few seconds later haya enters in kitchen

Haya:- Suno

Meerub:- jee haya bibi

Haya:- pata chala aaj murtasim aaraha hai 3 saal baad

Meerub:- nahi

Haya:- ab mohabbat nahi karti usse

Meerub:- me kisi keh nikah me hu aap kesi bate kar rahi hai

Haya:- bas yeh bata ne aayi thi Keh tumhare woh bete koh mat Lana samne kam hojaye to apne Ghar ravana hojana

Meerub:- jee bibi ji

Haya:- tumhara shohar Kyu nahi aaya

Meerub:- jee tabiyat sahi nahi unki

Haya:- tum usse chod kyu nahi deti

Meerub:- aur hai hi koun mera is dunia me

Haya:- woh itna zulm karta hai tum par

Meerub:- mera nasib hai yeh

Haya:- tumse bato me kabhi Jeet nahi sakti

Then she goes out of kitchen

2 hours later

Meerub:- malkin me Ghar ke liye nikal rahi hu

Salma:- tumhare bache ka khilona garden me hai lete Jana maryam ki beti ne fek diya hai waha

Meerub:- jee

Salma:- aur ha kal tumhare shohar koh lete huye aana nahi toh shahnawaz ji usse kam se nikal denge

Meerub:- nahi malkin kal woh aa jayenge

Salma:- hmm

1 hour later

Meerub enters her home

Meerub:- Hamza yeh kya halat bana Rakhi hai Ghar ki

one more chanceWhere stories live. Discover now