chapter 7

502 30 4
                                    

Meerub house

Hamza:- woh khan khandaan ka varis hai meerub mere ya tumhare chahne se sachai badalti nahi

Meerub:- najayas varis

Hamza got angry at meerub he lost his cool and shouted her

Hamza:- MEERUB

At that time someone knocks on there door and hamza goes towards door and opens after few seconds

Hamza:- khan aap yaha.. As-salamu alaikum

Murtasim:- walaikum assalam

Meerub hears that and she gets up from carpet and immediately rush towards the door

Meerub:- koun hai hamza

Hamza:- khan aaye hai..... aayie na khan, aap koh taklif lene ki kya jarurat thi aap hume bula lete hum aajate, yeh lijiye ispar bethiye

Hamza gives a stool to sit on

Murtasim:- nahi isme taklif ki kya bat hai, me toh bas meerub aur apne bacche koh dekhne aaya tha

And he looks at meerub with teary eyes

Meerub:- hamza aur mera beta, hena hamza kehte kyu nahi tum

Hamza stated to feels awkward in his own home

Hamza:- meerub khan se behas mat karo chai pani ka toh pucho

Meerub:- meri juti

Hamza:- meerub yeh kya Bad-tameezi hai

Murtasim:- hamza Bad-tameezi toh tum kar rahe ho, yeh kya tarika hai bat karneka

Meerub:- aap hote koun ho mere aur mere shohar ke bich me bolne vale, honge aap hydrabad ke khan lekin aapki haveli me mere ghar me nahi

Hamza:- malkin koh pata chalega toh kam se nikal dengi woh hum dono koh na karo esa, ruhan ki kasam hai tumhe

She looks at him with anger in her eyes but could not utter a word and looks at other side

Murtasim:- ruhan nazar nahi aaraha hai

Hamza:- haa woh upper aapi rehti hai meri unhi ke pass hai me le aata hu

Murtasim nodded at him, hamza then looks at meerub and warn her to behave and he goes from there

Murtasim:- meerub dekhogi bhi nahi ab mujhe

Meerub:- aap na mehram hai mere shayad aap bhul gaye hai

Murtasim:- me tumhe apne sath lejane aaya hu

Meerub:- woh joh upper gaya hain na woh mera shohar hai me uski ijjat hu jab aap ne mujhe pair niche rond diya tha tab usne mera hath thama tha

Murtasim:- teen salo se me tarash gaya tha tum dono se milne

At that moments hamza enters in there house with ruhaan in his arms

Hamza:- dekho koun aaya hai aapse milne ruhaan

Murtasim immediately rush towards hamza and ruhaan, and takes ruhaan in his arms

Murtasim:- ya allah apne bacche koh gale lagane se badhkar aur kuch sukoon nahi deta

Ruhaan started crying for his parents he feels uncomfortable in murtasim arms

Murtasim:- ruhaan baccha me aapka baba hu dekho toh meri or

Ruhaan:- abbu

He started to slap murtasim on his face repeatedly

Ruhaan:- abbu pass jana... abbu abbu

Dejected murtrasim handover ruhaan to hamza and sat on stool

Meerub:- me chai lati hu

After meerub goes from there murtasim looks towards ruhaan who was playing with hamza's beards

Hamza:- ruhaan meri jaan dekho yeh khan hai salaam karo beta aapko ammi ne shikhaya tha na salaam karna

Ruhaan:- salum

Murtasim smile at him and takes his tiny hands in his big hands and kiss on his palm

Murtasim:- mera pyara bacha

Hamza:- khan mujhe pata hai aap kyu aaye hai me meerub se bat karunga aap bas thoda samay de hume, mujhe apna wada yaad hai

one more chanceWhere stories live. Discover now