Chapter 6

519 32 6
                                    

Afternoon 12 o'clock

Khan haveli 

Murtasim room

Salma enters in the room, she is so worried about her son because he has not spoken to anyone from the time he has enters in haveli 

Salma:- murtasim beta abhi tak naraz ho apni maa se

murtasim remains silent 

Salma:- apne bete se milne hai 

Murtasim looks at salma with tears in his eyes 

Salma:- mera beta.....she then hugs him 

Murtasim:- me aap sabse bohot nafrat karta hu,i hate you ma,mera baccha woh ek ek cheez ke liye tarasta hai,me yeh aiso aaram ki zindagi jee raha hu aur waha meerub garebi me   

Salma:- woh tumhare naseeb me nahi thi 

Murtasim:- lekin ab me usse apne naseeb me likhunga

Salma:- murtasim woh humza ke nikah me hai 

Murtasim:- woh bewa hojaye fir to woh meri ho sakti hai na 

Salma:- beta esa kuch bhi na karta jisse humare khandan ki badnami ho 

Murtasim:-yeh ab aap teh nahi karengi, aap ja sakti hai ab  

Afternoon 3 o'clock 

Meerub house 

Hamza:- meerub pani do 

Meerub:- tumhare pass hi pada hua hai lelo 

Hamza:- ek din bhi nahi hua khan ko wapis aaye aur tumhare rang dhang badal gaye meerub 

Meerub:- tumhari soch hi ghatiya hai 

Hamza:- meri to sirf soch ghatiya hai tumhara toh kirdar hi ghatiya hai 

Meerub:- kal haveli me aana padega tumhe malkin meri tankhfa katni ki bat kar rahi hai 

Hamza:- waha sab mujhe tane hi dete hai ke meri biwi khan ke sath so kar aayi hai 

Meerub:- toh keh dena apni biwiyo ko bhi sone bhej de khan ke pass, woh toh taiyar hi rehte hai sone ke liye

Hamza:- tumhare pehle bhi unki zindagi me koi ladki nahi thi aur sayad ab bhi na ho

Meerub:- jahannum me jaye woh mujhe kya 

Hamza:- tumhare bache ka baap hai woh 

Meerub:- woh tumhara beta hai samjhe aaida se khan aur mere bete ka koi talukat na nikalna tum 

one more chanceWhere stories live. Discover now