Terrorist attack

216 26 4
                                    

Like this only days pass by. Karishma is 4 months pregnant now and has a small baby bump. She is strictly put only on desk duty by her elder siblings. Adiom have gone back to Hyderabad due to their work while Kaushalya too has gone back to Chennai as she can't keep her work on hold. Anuradha has permanently shifted back to Lucknow. Life is going smoothly for everyone. The friendship between Kareena has deepened and they have now become each other's Hasu and Karu. Haseena too has developed a sisterly bond with Adiom and calls them bhai.

MPT
Haseena enters the thana and sees everyone working silently.

Haseena: Jai Hind.

Team: Jai Hind maddam sir.

Haseena: Kya baat hai aaj sab itne shanti se kaam kar rahe hai bina koi timepass kiye.

Pushpa: Ha woh Karishma maddam ne daant lagadi subah subah.

Haseena: Accha ok. Santosh Sharma any updates?

Santu: Yes maddam sir mere quarter ka darwaza phirse kuchur kuchur kuchur aawaz kar raha hai.

Cheete: Uffff yeh masumiyat.

Karishma comes and hits him on his legs with the cane.

Karishma(shouts): Mana kiye te na ki yeh uff yeh masumiyat ka tanta humre kaanon mein nahi padna chahiye. Agar phirse yeh shabd kaha na toh maiya kasam aisi maar maarenge na ki muh se eko baat niklegi daroga ji dekhe toh bohot magar tumsa na dekha. Kaa samjhe?

Cheete: Sorry maddam sorry.

Haseena: Karishma Singh relax iss halat mein itna stress mat lijiye, aap aapke cabin mein jayiye aur waha aaram kijiye.

Karishma: Ji maddam sir.

Saying this she goes from there.

Haseena: Santosh Sharma case se related any updates?

Santu: Oh toh aap aise aarahi thi. No maddam sir koi naya case nahi hai.

Haseena: Ok hum apne cabin mein jaate hai phir.

Afternoon
Karishma had half day duty today so she went home during lunch time. Karishma reaches home and sees her two cutie pies present there.

Karishma(excited): Abhir Ruhi tum dono yaha?

Duo: Kashi masi.

Karishma kneels down and hugs the kids.

Karishma: Kaise ho dono? Summer camp kaisa tha?

Abhir: Bohot accha tha masi.

Ruhi: Ha humne bohot kushti ki.

Abhir: Kushti nahi ruhi chuhi masti hota hai woh.

Ruhi: Wahi wahi billa boy.

Karishma: Accha chalo aaj ghumne chalte hai aur uske baad shopping pe, sirf tum dono aur hum. Ka kehtey ho?

Rubhir: Done masi.

Ruhi: Billa boy nani ke paas chalke unse kehte hai humhe taiyaar karne ko.

Abhir: Ok billi girl.

Ruhi: Masi aap bhi steady hojaye jaldi.

Karishma: Steady nahi baccha ready.

Ruhi(cutely): Wahi wahi masi.

Abhir: Wahi wahi ki bacchi chal ab.

After sometime the trio are ready to go.

Their look

Karishma: Chalo baccho chalte hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Karishma: Chalo baccho chalte hai.(Karishma's phone starts ringing) Ha Akshu di kahiye ka hua? Theek hai abhi phone speaker pe rakhte hai.

Puts the call on speaker.

Akshara: Abhir Ruhi tum dono masi ke saath jarahe ho na, apna aur masi ka dhyaan rakhna ok. Masi ko zyada pareshan mat karna, unke tummy mein baby hai na toh unka extra khyaal rakhna hoga.

Rubhir: Ok mumma.

The trio then leave for the day out in the car which was driven by their driver. The trio enjoy their day roaming in different places and then go to do shopping in the mall. After shopping they go to a hotel for lunch.

At the hotel
The trio sit in the restaurant area and Karishma places the order. After lunch they are exiting the restaurant area when Karishma bumps into her father.

Karishma: Baba aap yaha?

Keshav: Ha woh hum humare mitra se milne aur uske saath bhojan keliye aaye te par tum teeno yaha kahe?

Karishma: Woh aaj hum bacchon ke saath bahar ghumne aaye te aur uske paschaat yahi bhojan karke bas prasthan karne hi wale te. (She gets a call, she talks to the person and then cuts the call) Bacchon humko na apni ek saheli se milne jaana hai toh aap Shyam(their driver) ke saath chale jao ok.

Twins: Ok maasi.

The twins leave for home with the driver.

Karishma: Baba hum bhi chalte hai.

Keshav: Sambhalke jaana.

Karishma: Ji baba.

Suddenly they hear firing and see a group of terrorist entering the hotel.

Leader: Sab log chup chap apne apne jagah pe khade raho nahi toh ek ek ko goli se uda denge.

Everyone quietly stands on their places. Keshav and Karishma too reluctantly sit quietly as their one wrong step can be dangerous for others.

Karishma: Baba humko kuch toh karna hoga, hum aise maun nahi beth sakte. Yaha upasthit sabhi ke jeevan ka prashna hai.

Keshav: Tum uchit keh rahi ho Kashi. Humhe kisi prakar se vibhag ko suchna deni hogi inn aatankwadiyon ke baare mein.

Karishma: Hum prayas karte hai.

Karishma slowly takes her and calls Haseena who immediately picks up the call.

Karishma: Hello Hasu.

Haseena: Ha Karu boliye.

Karishma: Hasu hum iss samay xyz hotel mein hai, yaha pe kuch aatankwadiyon ne sabko bandhak banaya hai. Hum aur baba bhi yahi hai. Tum issi shann vibhag ko suchit kardo.

Haseena: Ya Allah tum fikar mat karo Karu, hum unko inform karte hai. Lekin tum theek toh ho na, Keshav uncle bhi theek hai na?

Karishma: Ha hum ahhhhhhh (shrieks as one of them comes and grabs her by her hair harshly).

Keshav: Aeee chodo usse.

Teaser: Leap.

Chapter completed.
Hope you'll like it.
Do vote and comment.

Dil Ke Rishte Where stories live. Discover now