🔴ALERT!!🔴
DO NOT FORGET TO WATCH DHRUV TARA FROM MON-SAT AT 8.00PM ONLY ON SAB TV. WE MUST MAKE TRP UPTO 0.7 TO SAVE THE SHOW!! AND PLAESE:
1. DO NOT SKIP THE ADVERTISEMENTS
2. SWITCH ON YOUR TV 2 MINUTES BEFORE THE SHOW START SO THAT YOU CAN CONTRIBUTE FOR FULL TRP FROM YOUR SIDE
----‐------------‐------------------------------------------------
Holi Day
(Kids of Agra started playing on the streets with colours. They throw colours to each and every person they meet)Saxena Nivaas
Tara - Radhe Radhe maa ji...
Sushila - Radhe Radhe.... Kush raho...
Vidyadevi Ji - Areh.... sab log tayyar ho jaiye... Tara beta, Dhruv ke saath tumhara pehela holi hai... Jao... jaldi tayyar ho jao....
Tara - Ji awashya... hum sheegra tayyar ho jayenge...
(Tara feels nostalgic. She kept thinking how she used to play holi with her bhai ji.)
Flashback
Tara - Bhai ji, pichle baar aapne chal karke hume sarva pratam rang lagaya tha nah. Parantu iss baar, hum aapko rang lagayenge.
Mahavir - Taru, humara naam Mahavir hai. Aaj tak kisi bhi chunothi haara nahi hai hum... Pichle baar ki tarha iss baar bhi hum tumhe hi sarva pratam lagayenge rang...
Tara - Hum bhi Rajkumari Tarapriya hai bhai ji. Keval gudh savari aur dhanur vidhya mein nahi, holi ke kushiyon ka rang lagane mein bhi kushal hai hum...
Mahavir - Dekhte hai...
(Mahavir threw a rain of colour over Tara.)
Tara - Bhai ji, aapne humein piche se aise rang nahi laga sakte.
Mahavir - Aap ne toh kaha Taru, rang laga ke dikao, toh hum neh laga ke dikhaya...
(Maharaj and Maharani enter.)
Maharani - Taru iss baar bhi Mahavir ne sarva pratam lagaya hai rang...
(The royal family embrace each other)
Flashback ends
Dhruv - Tara... bhai ji ke yaad aa raha hai kya??
Tara - Haa Dhruv... har baar bhai ji sarva pratam humein hi rang lagaya hai. Iss baar humare bhai ji keval yaadon mein hi apne behen ko rang lagayenge.
Dhruv - Toh, agar samasya hai, usse door karneka tareeka sirf Chikitsak Dhruv ke pass hi hai. Tara mein wada karta hu. Aaj ka din khatam hone se pehele hum dono satravi sadi jayenge aur bhai ji ko rang bhi lagayenge...
(Tara embraces Dhruv.)
Dhruv - Abb jaldi jaldi tayyar ho jao Mrs. Dhruv Saxena...
Tara - Ji... Awashya...
Lalita, Sushila and Vidyadevi Ji in living room
Lalita - Ee Sushila, hume nahi lag raha hai iss baar dono jhoota natak karenge shaadi ka...
Sushila - Haa bhabhi... Par, humein apni aakon se iss sach ko pakka karke dekhna hai...
Lalita - Matla behen??
Sushila - Mujhe pata karna hai ki iss shaadi jhoota naa hai...
Lalita - Par kaise behen?
Vidyadevi ji - Areh hum bata denge kaise...
(Vidyadevi ji murmurs the plan in Sushila's and Lalita's ears.)
Sushila - Waah amma... Kaisa plan banaya hai aap...
Lalita - Chal behen...
(Dhruv and Tara enter the living room.)
Vidyadevi ji- Sab log aagaya... Toh chale holi manane??
Sushila - Ji amma....
(Everyone go out of the house.)
Sushila - Areh Tara beta, mere kamre mein kuch samaan rakha hai. Kya tum lekar aaoge??
Tara - Ji maa ji, awashya...
Sushila - Dhruv... jao, bahu ko madat karo...
Dhruv - Aa???
Sushila - Jao bahuko madat karo...
Dhruv - Ok maa...
(Dhruv and Tara go back into the house. When they are at the middle of the house someone locked the door from outside.)
Tara - Maa ji... Dwaar koliye... Kisine dwaar bahar se band kar diya hai Dhruv...
Dhruv - Maa darwasa kholo please... Koi hai?? Tara, aise chillake koi faida nahi hai... Koi humein nahi sunega...
Tara - Dhruv... ab hum kya karoge?
Dhruv - Ghar mein toh hai... Koi nahi hai hum dono ke beech...
Tara - Artaat?
Dhruv - Manaenge... holi... (Dhruv winks)
(Dhruv takes a handful of red colour and he applies it on his cheek in a slow romantic movement. He slowly goes closer and closer to Tara. Now, Tara is planted at the edge of the wall. Dhruv gets more closer and closer. He brushes his check with hers to apply the colour on his cheek. Next, he slowly finds his destination to get lips. He tastes her lips in this rejoicing moment of first holi celebrtaion as husband and wife.)
Dhruv - Dhar rahe ho??
Tara - Hum kyun dharungi bhala...
Dhruv - Toh jab hum aapke paas aate ho, aap aise mere bahon mein apna munh kyun chupate ho Rajkumari Tarapriya ji??
Tara - Humein aisa karna accha lagta hai... Accha lagta hai humein tumhare bahon mein rehena, humesha ke liye...
Dhruv - Accha??
Tara - Hmm...
(Sushila and Lalita who were eyeing on them whisper each other)
Sushila - Dekho nah bhabhi, hamara plan kaam kar gayo... Dhruv aur Tara iss baar sach mein shaadi karke aagayo...
Lalita - Haan behen... Kitne pyari jodi hai Dhruv Tara ki... Nazar naa lage...
(Lalita and Sushila kept observing the two love birds who are romancing with each other with much love)
[MUJHE ZAROOR BATANA CHAPTER KAISA LAGA]
YOU ARE READING
Dhruv Tara - Samay Sadi Se Pare 2.0
RomanceThis story starts up from the moment Dhruv and Tara get married. So, sit back and enjoy your favourite show, Dhruv Tara - Samay Sadi Se Pare in my point of view