CHAPTER 20 - Senapati's Plan: Succeeded or Flopped?

85 11 7
                                    

⭕PLEASE VOTE AND COMMENT BECAUSE THAT WILL ENCOURAGE ME TO WRITE MORE. MAKE INLINE COMMENTS AS WELL.⭕

17th Century - An Unknown Place
(Samrat Singh is now about to dress Tara's hairlind with his blood. Suddenly someone twisted Samrat Singh's blood-soaked hand and slapped him. Samrat Singh looked at the man who slapped him surprised. Tara and Dhruv are delighted to see him. It's none other than

TARA'S BHAIJI, YUVRAJ MAHAVEER SINGH)

Samrat Singh - Mahaveer!! Aap?

Tara - Bhaiji... 😀

Dhruv - Bhaiji... 😃

Mahaveer - Kya Hua Samrat Singh? Hairaan ho gaye?

Samrat Singh - Aapko humare shadiyantra ke baarein mein kaise pata chala?

Mahaveer - Samrat Singh, hum Vallabgarh ke uttaradhikari, Maharaj Udhaybhaan Singh ka suputra, yuvraj Mahaveer Singh hai. Vallabghar ke dharti mein ped me se ek patta bhi gire, toh sarva pratham humein hi jaankari mil jata hai...

Samrat Singh - 😦

Flashback
(Tara walks here and there in her room with the letter that Dhruv has sent to her in the hand of a daasi. Bhaiji enters in.)

Mahaveer - Taru, kya Hua? Aap chintit lag raha hai...

Tara - Haa.... N... N... Nahi... Nahi bhaiji... kuch nahi...

Mahaveer - Taru... aise kaise kuch nahi? Taru? Aap bataenge? Yaa hum swayam pata kar lenge?

Tara - Bhaiji, aapko kaise pata chala ki hum kisi samasya mein hai?

Mahaveer - Taru, jo rakhi tum humare kalai par bandhti ho nah, woh humare dil tak pohonchti hai... Abb bataiye kya Hua...

Tara - Bhaiji... yeh patra...

(Tara shows the letter to Mahaveer.)

Mahaveer - Taru, yeh patra toh Chikitsak Dhruv neh aap ke liye likha tha. Isme kaunsi samasya hai?

Tara - Samasya hai bhaiji... yeh patra toh Dekhiye... itni acchi hindi aur Dhruv? Aapne kabhi suna hai kya Dhruvko itni acchi hindi bolte hue?

Mahaveer - Nahi... Parantu... humein lagta hai ki woh aapke sang masti karne ke liye aapke bhasha ke nakal karne ki prayaas kar raha hai...

Tara - Ek kshan ke liye samajh lenge ki yeh titoli hai. Parantu bhaiji... yeh Dekhiye... itne acche likhawat... humare Dhruvka magi ho sakta... aur sadi ko bhi ho, woh apne rajya ka bol pen (she meant to say ball pen) hi estamaal karta hai. Toh bataiye bhaiji... aapko kuch gadbad nahi lag raha?

Mahaveer - Taru, gadbad toh humein bhi lag raha hai. Samasya kuch kathin lag raha hai ... Parantu, aap chinta naa kijiye, hum hai aapke sath...

(Tara nods her head and leaves. Mahaveer felt that something is fishy. So therefore, he called his sent of the most trustworthy servants, Doorjana.)

Doorjana - Yuvraj ki jai ho...

Mahaveer - Doorjana, abhi isi kshan se aap Rajkumari Tarapriya ki peecha karenge. Aur woh kahaan yaa rahi hai kya kar rahi hai, unki poori jaankaari humein soochit karni hai. Humein bhay lag raha hai ki humari behen koi museebat mein fas jaye...

Doorjana - Ji yuvraj...

(After getting the order of secretly following Tara, Doorjana gives all the news of Tara to Mahaveer, where she goes, what se eats and all that.)

Tara's Room
(Doorjana is secretly observing Tara. Tara, unknown that Doorjana is following her, picks different clothes and tried them to choose what is best for her to wear to meet Dhruv at the abandoned area of the Rajmahal. Tara blushes.)

Tara - Dhruv... humein aisa prateet kyun ho raha hai ki tum aaj humein achambit karne ki poori taiyaari kiya hai... toh, hum bhi taiyaari karke jaana awashyak hai... Kyun Chikitsak Dhruv? Naah... Chikitsak Dr. Dhruv... Dhruv ki Tara sheegra apne prem se milne aayenge... Rajmehel ki sunsaan jagah pe...

(Doorjana notes it down in her memory of an elephant. And she goes to Mahveer to inform him about the news.)

Mahaveer - Rajmehel ki sunsaan hissa? Parantu, wahaan koi kyun jayega? Taru ne humein woh patra mein bhi kuch aisa hi dikhaya tha. Tum theek se suna hai nah Doorjana?

Doorjana - Ji yuvraj...

Mahaveer - Aap ja sakti ho...

On the Way to the Abandoned Area
(Tara was blushing and walking impatiently towards the abandoned area of the rajmahal. Doorjana is secretly walking behind her. Noone notices that Doorjana is spying on Tara. Finally Tara reaches the abandoned area.)

Tara - Yahaan toh andhera hai... Dhruv... Kahaan ho tum? Dhruv...

(Someone whose face is covered comes from behind and covers Tara's nose from a piece of clothe. And at the next moment, Tara lies unconscious. Doorjana's mouth is wide opened out of terror. That man carried Tara. Doorjana, who is already scared, yet followed the orders of the crown prince and secretly followed the man who carried Tara. Doorjana spotted the place and went back to Mahaveer to inform him about Tara being kidnapped.)

Doorjana - Yuvraj... aap sau pratishat sahi hai. Kisi neh Rajkumari ji ko agwa kiya hai.

Mahaveer - Kyaa?? Kaun hai woh Doorjana? Hum USS wyakti ko apne haathon se mrityu dand denge...

Doorjana - Kshama kijiye yuvraj... hum uss wyakti ka chehra nahi dekha. Chehera dhaka Hua tha USS wyakti ka.

Mahaveer - Koi baat nahi. Chehera dhaka Hua ya nahi... yadi usne humari behen ko haath bhi lagaya nah, hum USS wyakti ko jeewit chodenge nahi...

(Mahaveer goes to the unknown place with the help of Doorjana and made his entry at the right time when Samrat singh was about to colour Tara's hairline with his blood.)

Flashback ends.

Mahaveer - Samrat Singh, tum haar gaya... hum kadapi apni behen ke saath kuch bhi anuchit nahi hone denge... aur tumhe tumhari paapon ko sazaa zaroor milenge...

Samrat Singh - 🤣🤣

Mahveer - Isme itna hasne ki kya baat hai Samrat Singh?

Samrat Singh - Sazaa? Aap humein kaise sazaa doge yuvraj? Maharaj toh bina pramaan ke kisiko doshi nahi maanega. Aap bina pramaan ke humein doshi kaise sabit karoge?

Mahaveer - 😞😞

Samrat Singh - Jeet kar bhi haar gaya hai aap yuvraj... Aap haar gaya... Kuch nahi kar paaoge aap. Aapko gyaat hai kyun? Kyun ki aapke pitashree humein apna vishwasneeya manta hai... Such toh yeh hai... Vallabgarh ke raja humare ishaaron pe nachta hai...

Mahaveer - Samrat Singh!! 😡

Samrat Singh - Shaant yuvraj Shaant... Ab aap apni suhaagraat ke liye taiyaar ho jaiye. Vivaah hai aapka. Aur hum gaya Maharaj se milke rajya ke suraksha badhane ke liye. Yuvraj ke vivaah hai aur kisi anjaan wyakti neh Rajkumari ji ko agwa karne ki koshish bhi ki thi aur hum neh unko bachaya... Yeh dekhiye, woh wyakti neh humein apne talwaar se prahaar kiya bhi...

Mahaveer - Parantu aapke shareer mein koi aise talwaar ke prahaar ki nishaan hai nahi...

(Samrat Singh cuts his hand using his sword and it makes quite a huge wound.)

Samrat Singh - Ab prahaar hogaya nah yuvraj? 🤣😈

(Samrat Singh leaves making a loud evil laugh. After he left, Mahveer unties Tara's and Dhruv's rope and frees them.)

Mahaveer - Humein sawdhaan rehena hoga inse...

(Dhruv and Tara nod their heads in agreement.)

[MUJHE ZAROOR BATANA AAPKO CHAPTER KAISA LAGA]


Dhruv Tara - Samay Sadi Se Pare 2.0 Where stories live. Discover now