Part 22

499 49 42
                                    

heyy everyone!!

Aap sabko agar story pe vote ya comment nahi karna hota hai toh please story ko mat padha kijiye. Ek writer ke alawa kisi ko nahi pata hota kisne story pe vote kiya hai. Sirf 60 votes ka target diya tha ab wo bhi pura nahi hua. Ye part sirf isiliye upload kiya hai because 45 logon ne like kiya aur 28 logon ne comment kiya. Agar iss baar target pura nahi hua toh ye story ko discontinued hi samajhna jab tak target complete nahi ho jata.

I realised that meine pehle karan ki friend as ruchi introduce kiya tha and then i used riya. So, the name will be riya only.

as i promised here comes the big part of the story. in this part the whole backstory of the mission and their plan of actions will be shown. 

so let's start the ff.                          ***************************************************************************************                 
next morning.
psaf academy
conference room.

everyone is present their. (sidmoel, saranzi, etf, kritika and batra sir)

batra sir: so now you may proceed.

kritika: good morning everyone. let me and my team introduce ourselves. myself IB head and special  agent kritika shergill a.k.a agent deadly.

monami: myself IB head and special agent dr. monami mahajan a.k.a agent nightmare.

siddharth: myself special agent siddharth ganju a.k.a agent dark.

koel: myself special agent koel a.k.a agent venom.

riya.: myself ex-etf officer and special agent riya mukherjee a.k.a agent nightangle.

saranzi were shocked on this reveleation. but etf was also shocked after knowing about riya's identity.

monami: we know aap logon ke dimaag mein bahot saari baatein chal rahi hongi ki hum log top agents kaise hai aur hum as civilians yahan academy mein kyun reh rahe hai. well iske peeche ka reason is our mission jiske liye aap sabko yahan bulayta gaya hai. the etf team knows about our identity and has been getting trained for the past one month but agent deadly. before i tell you all the complete details about our mission there are a few points which need to be clear.

1) let me tell you the list of superiority.

    monami> kritika> karan, arjun, sameer, sid> koel, faizi, sanju, riya> shree, chotu, ayesha, sakshi, liza.

you all will have to follow the order of your seniors and will not take any action without the permission of your seniors. in case kritika and i are not available then you will take permission of the next superiors. 

2) you all are not allowed to contact anyone from your family and have to behave the way you were behaving till now.

3) our identities should not be leaked at any cost. and you all are not allowed to ask questions in between. we will tell you when you can. also you need to have control over your emotions during the whole mission. one mistake and you will be out of this mission.

now let me tell you all about the mission. 

Toh ye mission shuru kiya tha sooraj sir, juhi maa aur param bhaiya ne....iss mission mein unhe ek terrorist gang ko pakadna tha jiska leader tha rebel.....ek din ek informer ne juhi maa ko bataya ki rebel india mein hai....juhi maa bina kisi backup force ke rebel ko pakadne chali gayi....wahan jaake pata chala ki wo ek trap tha....rebel toh kabhi india aaya hi nahi tha....wahan par maa ko har taraf se rebel ke gundo ne gher liya tha....wo toh accha hua ki sooraj sir aur param bhaiya ko pata chal gaya ki maa akele gayi hein....wo dono ek backup team lekar uss location par pahunche....jab tak wo wahan pahunche....tab tak us warehouse mein blast ho chuka tha....sabko laga ki maa shahid ho gayi....sab wapas jaa hi rahe the ki unhe kisi ki awaz aai...unhone paas jaakar dekha toh pata chala ki wo maa thi....maa ko hospital nahi lekar jaya jaa sakta tha....kyunki rebel ke aadmi abhi bhi unke peeche the....isiliye unhe underground kar diya gaya...wahan ek trusted doctor ko bulaya gaya aur maa ka treatment karvaya....maa ko bahot zyada injuries hui thi jiss wajah se wo coma mein chali gayi thi....as maa aur humari family ko rebel se khatra tha....desh mein ye baad boli gayi ki maa shahid ho gayi thi...lekin wo tab coma mein thi....lagbagh 6 mahine baad maa coma se bahar aayi...unhe sab kuch bataya gaya....phir unhone iss mission par underground hokar kaam karna shuru kar diya....iss baare mein zyada logon ko nahi pata tha....phir kuch saalon baad hum khabar mili ki kuch ameer bacche nashe ki halat mein border cross kar chuke the....uss mission mein param bhaiya aur karan gaye the.....uss mission ke chalte param bhaiya ne karan ko bahar bhej diya unn bacchon ko bachane ke liye....karan bahar jaa hi raha tha ki param bhaiya ko goli lag gayi...uss time tak mein kritika sid aur koel hum chaaron secret agents ban gaye the.....hum jab uss spot par pahunche toh humne dekha ki param bhaiya ko 4 goli lagi thi....wo zinda the....as unki life ko khatra tha hum unhe ushi underground house mein le gaye jahan maa thi....tab hume nahi pata tha ki maa zinda hein....jab hum param bhaiya ko wahan lekar pahunche...tab humne maa ko dekha....hum toh unhe gale lagana chahate the....lekin param bhaiya ki situation aur critical hoti jaa rahi thi....isiliye miene aur maa me unka operation kiya....operation successfull tha lekin param bhaiya.....wo...wo coma mein chale gaye...

Shergill's ❤️❤️ (SLOW UPDATES)Where stories live. Discover now