Getting Started. Maybe.

121 5 25
                                    

Shehry's POV:
Finally got that lazy ass off that car and as we enetered the Riaz house we found no mustang in the car porch. "Waqas ghar par nai hai. Wiks ki tou mey leta hun zaraa aye wapis hamen bula kar khud he's on the road!!" I exclaimed with irritation with Hussain adding "Acha chal abhi andar chal warnaa khana bhi nai milegaa agar aunty uncle ne khaalia hoa tou." "Tu bhukkad ka bhukkad hi rehnaa!"

We went inside and greeted aunty in the kitchen "Hayee merey bachey aa gaye. Ao ao andar aajao itni derr lagadi. Kidgar reh gaye the??" I went into the kitchen to answer her "Bass phoopo jee thora rush tha raastey mey tou late hogaye. Maafi dedeyn." I pressed my earlobes while saying this. I know I know I was being a dramatic freak. But what to do. I am one. "Arey arey kuch nai hotaa tum bhi naa serious hi hojatey ho Sheroo betaa. Chalo ao khana khatey hain phoopa jee tum logon ka wait kar rhe hain lounge mey." "Phoopo ye Sheruu na kahiyya kijye na mey bacha nai rha." And the usual dialogue Nai bachey, merey liye tou tum hamesha hi chotey sey Sheruuu jerruu hi rho gey. I felt not like arguing and ended that conversation with a smile. Becz that was only what I could do.

When i enetered the Tv lounge I heard Sain and phoopa jee having some conversation "A jao sheroon! Kidhar reh gaye thee??" "Arreyy phoopa jee, jo khana intezar karke khaya jaye uska maza hi kuch aur hi hota hai" "Hussain bachey kabhi tou akal waali baaten karlia karo" He bestified him and I felt happy.

"Chalen chalen abh bannd band karen sab and straight to the dining table!" Phoopo jee ordered.

Hussain's POV:
Ayee Hayeee meri tou Eid hi ho gayi! I thought of the feast waiting for me on the dining table. Phoopo jee had made Afghani pulao filled with loads of mewas, kababs made me drool even more, beside there was kadahi gosht garnished with jullian cut ginger, and naaans! I couldnt wait to know what was in the sweet dish!

"Phoopoooo jeee aap mama ke baad duniya ki sabse best cook ho!! Wese sweet dish mey kia milega?" "Sain tera kuch nai ho saktaa kia bol rha hai??" Shehry spoke with embarassment. "Nai matlab mama aur phoopo donon hi number one shef hain. Heehee"

"Meri jaan  mene sawayiyan banayi hain par pehley khana tou khaaalo aur bhabi jee ki cooking ka tou muqabala koi bhi nai karsakta"

"Sahi kaha begum par abhi tou aapke haath ka shaandaar lunch mojood hai ijazat ho tou shuru karen?" And aunty with a shy smile "Tou karen naa pooch kiya rhe hain! Bacho chalo shuru hojao."

As we were having this mouth-watering and appetizing lunch suddenly something struck to my mind. We were only 4. We were supposed to be 6 right? Waqas tou hai nai aur .. Oh haan! Ambreen api nazar nai aa rhiin!

"Phoopo jee Ambreen Api kahan hain? aur ye Waqas nazar kiyun nai aa rha??" "Waqas tou ghar par hi tha par pata nai achanak koi call ayi aur keh kar chala gya ke zaroori kaam tha aata hun. Aur Ambreen. Betaa kiya bataon. Parhai kaafi tough jaa rhi hai. Extra classes chal rhi hain. Bass shaam ko ayegi." "Ohh achaa, chalen sahi hai"

The lunch finally ended and phoopo's ice cold sawayiyan were just tooo good! Suddenly there was a bell ring outside. Shehry saw me and I made that puppy face and raised the bowl in my hand. "FINE Bhookey tu khaa bass beth kar" he said this whispering that only I could hear. I made a kissy face towards him "Mey dekhta hun phoopo." And he went to open the door.

"Wiks ke bachey tujhey pata tha na ke hum aa rhe hain phir tu nikal gyaa bahar?? Khana nai khana thaa bol naaa??" Shehry started yelling and we could hear it in the dining hall. I was like "phoopo dekhlen kitna senti hai mera bhai! Biwiyon ki tarhan larr rha hai." And earned a laughter. Then they both came in. "Assalamu Alaikum mom dad. And cheetuu." We greeted him back. "Waqas bhai aap kahan reh gaye the??" I asked him with a sheepy smile. And his jaw dropped. Literally. "Ummm Shehry Sain ko bhukhar tou nai kahiin??" Shehry made an expression to assure me that I was being bestified.

'A Daydream To Be'Where stories live. Discover now