Gham-E-Hayat

41 21 80
                                    

Itna Bhi Karam Unka Koi Kam Na Tha

Gham Deke Puchte Hai Koi Gham To Nahi Hai

Shayad Khushi Ka Daur Bhi Aa Jaayega Ek Din

Gham Bhi To Mil Gaye The Tamanna Kiye Begair

Har Haal Mein Hansne Ka Hunar Ho Pass Jiske

Wo Agar Rone Lage Hai To Koi To Baat Hogi

Gham-E-Hayat Ab Na Kar Sakega Pareshan Mujhe

Ke Aa Gaya Hai Hunar Mujhe Muskurane Ka

нααℓ-є-∂ιℓWhere stories live. Discover now