Bazm-E-Gul

28 9 17
                                    

Bazm-E-Gul Chodh Gaya Dil Mera Pagal Nikla
Jab Bahar Aayi To Sehra Ki Taraf Chal Nikla

Jab Usey Dhundne Nikle To Nishaan Tak Na Mila
Dil Mein Maujood Raha Aankhon Se Ojhal Nikla

Ek Mulaqat Thi Jo Dil Ko Sada Yaad Rahi
Main Jisey Umar Samajta Tha Wo Ek Pal Nikla

Wo Jo Afsana-E-Gham Sun Kar Hasa Karte The
Itna Roye Hai Aaj Ke Sab Aankh Ka Kajal Nikla

Kaun Hai Jo Pareshan Nahi Tareekhi Mein
Chand Aftab Pe Dil Seene Mein Bekal Nikla

нααℓ-є-∂ιℓWhere stories live. Discover now