the tashan begin

1.2K 183 9
                                    

Uss canteen Vali ladai Ka baad to Pura collage ma yeh baat aag ki terha fal gai ki Naina Agarwal aur Sameer Maheshwari ki canteen ma ladai hui h pura Collage shock ma tha ki asa Naina kasa Sameer Maheshwari sa takra gai h

But aab to Sameer sa zada effected rocky lag Raha tha pata Nahi kyu but vo Naina sa badla Lana chata tha aur issi liya ussna Sameer ko bhadkana Ka socha

Rocky : Sameer dakh Pura collage ma canteen Vali baat ho rahi h uss ladki ki vajha sa tera reputation kharab ho gai

Munna : pagal h kya rocky asa kuch Nahi h faltu ma baat Ka batangad bana Raha h Tu

Pandit : Sahi kha munna na itni si baat h usska itna bada batangad bana Raha h

Aab munna Pandit kya karta kyuki badla ki aag to lag chuki thi aur Samer Maheshwari ki reputation pa sawal khada ho asa Sameer ko to bilcull manzor Nahi tha

Sameer : badla to Hoga asa badla ki pura Collage Yaad rakhaga

Rocky : yeh hui na Sameer Maheshwari Vali baat

Munna Pandit aapas ma baat karta h

Munna : yar aab kya Hoga

Pandit : pata Nahi par aab to bhot tamasha dakhna ko milanga

Bas tabhi sa Sameer Ka goal ban Gaya ki Naina ko har terika sa parishan Karna h

Next day

In library

Naina apna liya books dhund rahi Hoti h Jo usska syllabus sa realted hoti 
h tabhi Sameer aata h aur vo book utha Ka Jana Lagta h

Naina : ek minute vo book mere h

Sameer : Acha yeh batayo ki tumhara naam kha Likha h isspa

Naina : Sameer issa phela mana dakha tha

Sameer : Naina tumna dakh lakin Chu Kar phela mana utha li

Naina : Sameer I m going to kill u

Sameer Naina Ka pass aata h

Sameer : dhamki da rahi ho

Jasa jasa Sameer Ka par Naina ki terf badta h Vasa Vasa Naina Ka kadam pecha Jana Lagta h

Naina : Sameer dakho

Sameer : dakho ms topper

Tabhi Naina wall sa takra jati h aur Sameer usska Jana Ka rasta block Kar data h

Naina : Sameer hato Mera samna sa

Sameer: dhamki da rahi thi mujha Sameer Maheshwari ko

Naina : I said rasta chodo samaj Nahi aati kya

Sameer : bilcull bhi Nahi aati

Naina Sameer ko dhakka dati h aur vaha sa chali jati h

Sameer : 😂😂😂 Aaga Aaga dakho aur kya kya karta Hu

Dusari terf Naina apna dosto Ka pass canteen jati h aur usska sir par bhoot sawar h

Naina : samajta kya h khud ko

Preeti : kon kya samajta h

Naina : Sameer Maheshwari

Swati : shant ho Jana Naina yeh bata ki Tu itna gussa ma kyu h

Naina : yar mujhsa panga la Raha h faltu ma

Preeti : avoid Kar yar pagal h vo tujha kal bhi Bola tha

Swati : Tu bhi to jhasi ki Rani banna chali thi aab vo to panga la ga hi

Naina : Jo bhi ho but agar dubara kuch Kiya na ussna to vo Gaya 😏😏😏

crossed path (Completed)Where stories live. Discover now