the chalange

1K 167 10
                                    

Kismat bhi kya ajeb khel khelti h ek terf Naina ko Sameer sa nafart ho gai aur dusri terf Sameer ko Naina sa pyar aab yeh jaana tha ki nafart ki jeet Hoti h ya pyar ki

Next day

Vo Subha bhi har Roz jasi thi college Ka students pechla do din ma hua Sara Darma ko bhul chuka tha but do logo ki Subha phela jasi Nahi thi ek terf Sameer Jo Naina sa pyar Karna laga tha vo than betha tha ki Naina ki nafrat ko pyar ma badal Kar rahaga dusari terf Naina Jo Sameer sa pyar Karti thi aab usska pyar nafrat ma badal Gaya tha vo nafrat Jo undar hi undar ussa jala rahi thi usska dard Ka Karan band rahi thi

Naina collage pochti h aur tabhi ek ladki aa Kar ussa ek rose dati h

Naina : yeh kis liya

Ladki Bina kuch Bola chali jati h asa hi logo Ka taka lag jata h aur Naina Ka hatho ma bhot Sara roses ho jata h tabhi Preeti aati h

Preeti : yeh roses kisna Diya

Naina : Preeti pata Nahi jab sa ayi Hu har dusra Banda rose da Raha h

Tabhi dono Aaga badhti h aur dakhti h ki corridor ma Sameer khada h

Naina ussa dakh Kar samaj jati h ki yeh Sara roses ussi na Diya h aur vo Sara roses utha Kar dustbin ma Dal dati h

Sameer yeh dakh Kar smile karta h

Sameer : (in mind) kafi dhet h

Aur Naina vaha sa Jana Lagti h tabhi Sameer usska hath pakad Lata h

Sameer : Naina

Naina pecha mudti h ussa jawab Dana Ka liya tabhi Sameer apna ghutno Ka bal Beth jata h

Sameer : Naina mujha Nahi pata kasa kab aur kha ma tumsa pyar Kar betha pyar to shayad bhot phela hi ho Gaya tha tumsa par pata kal Chala jab tumhara dard ma Dil ko Tod Raha tha tumhara asu Mera Dil ko jala Raha tha tumhara mujha nafrat Karna mujha undar sa khatam Kar Raha tha Naina I love you

Naina apna hath chudvati h aur clap karna Lagti h

Naina : bhot badiya mr Sameer Maheshwari kya acting ki h award layo please tumha kya laga tum bologa aur ma maan lungi tum galat ho Sameer yeh Naina sirf nafrat Karti h tumsa sirf nafrat

Aur Naina vha sa Jana Lagti h

Sameer : ek moka Nahi da Sakti mujha

Naina : moka aur tumha sawal hi pada Nahi hota

Sameer smile karta hua

Sameer : Matlb scope h Mera

Naina : tumhara khayalo ma

Sameer : ek chalange karta Hu in 10 Dino Ka undar tum mujha I love u to bologi

Naina : inta over confidence Acha Nahi hota Mr Sameer Maheshwari

Sameer : ms Naina Agarwal Aapka liya to Jaan tak da Sakta Hu aapko Pana Ka liya to chalange liya h asa kasa har maanunga

Naina : tum Jo marzi Karo mere zindigi ma tumhari koi jagha Nahi h tumhara liya Mera Dil ma nafrat bhari hui h

Sameer : ussi nafrat ko pyar ma badlunga 10 Dino ma

Naina : get ready to loose Sameer Maheshwari

Sameer : tum to har Kar bhi jeetogi tumha ma Jo mill jayunga

Naina : aur agar ma jeeti to tum apni shakal Nahi dakhyoga Kabhi

Sameer : agar ma hara to apni shakal Nahi dakhuga

Naina : thek h to fir mere zindigi sa Jana Ka liya tiyar ho jayo

Sameer come closer

Sameer : aur tum mere Zindagi banna Ka liya

And he wink at her and leave from the place

Preeti : aab yeh kya bakwass h chal kya Raha h

Naina : vo Kabhi Nahi jeeta ga Preeti

Aur asa hi 10 din Ka count down shuru ho jata h dakhna tha ki pyar ki jeeti Hoti h ya nafrat ki

Day 1

Naina collage aati h aur aata hi ek bada shock milta h ki Sameer apni sari cigarette Ka packets ko crush Kar Ka dustbin ma Dal Raha hota h vo ladka jo cigarette Ka Bina ek pal Nahi reha Sakta vo cigarette chod Raha tha sirf apna pyar Ka liya

Par Naina to Naina thi Pana Dil ko mana bethi thi ki Sameer pa dhayan hi Nahi Dana

Aur dusri tarf Sameer hat vo kosish Kar Raha tha ki Naina usspa dhayan da usska badlav ko dakha Jo vo usska liya Kar Raha h

Raat Ka time Sameer Naina ki hostal building Ka neecha hi khada hota h lakin halat kuch alag hota kyuki Sameer apni cigarette ki talab ko rokna ki kosish Kar Raha tha upper khadi Naina uss pain ko mahsoos Kar rahi thi par usska gussa aur nafrat usska pyar par hawi tha tabhi vha rocky aata h apna dosto Ka sath

Rocky : cigarette chaiya Mera pass h

Sameer : rocky jayo yeha sa mujha tumsa koi baat Nahi Karni

Tabhi rocky cigarette nikalta h aur Sameer Ka hath ma thema data Sameer ki tadpan ussa bol rahi thi ki cigarette lo lakin fir usska samna Naina Ka chera aata h vo chera Jo ussa mana Kar rahi h aur Sameer vo cigarette utha Kar phek data h

Sameer : Nahi  chaiya rocky mana chod Di cigarette Lana

Rocky ki har Hoti h aur vha sa Chala jata h

Yeh sab upper khadi Naina dakh rahi Hoti h par abhi bhi usska dil aur dimag ma Naina

Day 2

Sameer Naina ko ek aur shock Dana Ka liya tiyar tha jitna log Ka sath ussna Bura bartav Kiya tha unnko sorry bol Raha tha

Preeti : yar Naina Sameer ko hua kya h

Swati : ha yeha to bilcull hi alag sa Sameer h

Naina : vo yeh sab mujha dikhna Ka liya Kar Raha h usska pyar Nahi h yeh

Naina Ka Dil to iss sab ko sach manna chata tha par usska usska gussa aur nafrat ussa vo manna Nahi da Raha tha

Jasa jasa din beeta ja Raha tha Sameer na apna aap ko Naina Ka rang ma rang liya tha ussna drink Karna baat baat pa gussa Karna chod Kar ek Naya Sameer ki form ma aa Raha tha

Aur khai na khai din beeta beeta Naina Ka ki nafrat bhi pighalna lagi thi vo chup chup Kar Sameer ko dakha Karti thi ki vo kasa h

Yeh sab dakh Kar Kisi tesra ki akho ma jalan ho rahi thi vo koi aur Nahi balki rocky tha Jo aab kuch asa Karna Ka Soch Raha tha Jo shayad Kisi na Nahi socha tha

Kya Naina Sameer ko i love u to bolagi   ya rocky Ka Naya plan sab kuch khatam Kar daga yeh to next part hi pata chalaga

crossed path (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें