last part

1.3K 170 23
                                    

Tabhi samna sa rocky aur usska dost aa jata h

Rocky : Sameer Tu to bada chalak nikla chakhma da Kar apni Naina ko bachana Aya tha

Sameer : tere problem mujhsa h na to Tu mujhsa baat Kar Naina ko beach ma mat la Jana da ussa

Rocky : baat Nahi hogi jayo pakdo Sameer Ko

Baki Sara ladka Sameer ko pakadna jata h but vha fight shuru ho jata h aur Sameer sabsa lad Raha hota h

Tabhi rocky jata h aur Naina Ka gala par knife Rakh data h

Rocky : Sameer Naina Zinda chiya ya Nahi

Tabhi Sameer pecha mudta h aur dakhta h ki Naina Ka gala par knife h

Sameer : rocky Tu Naina ko kuch Nahi karaga

Tabhi ek ladka aa Kar Sameer ko punch karta h aur Sameer necha fir Jata h

Tabhi Naina Zor sa chalati h

Naina : Sameer

Sameer bhi bhi Naina ko hi dakh Raha hota h Sara ladka Sameer ko mar Raha hota h

Aur Naina ki akho ma asu hota h

Naina : rocky please Sameer ko chod do please I beg you ussa chod do please

Rocky yeh dakh Kar khush ho Raha hota h

Rocky : chod do ussa yahi pada reha do dono tota maina ko sath ma

Sab ruk Jata h  Sameer Ka phone ussa chenta h aur room ma Naina aur Sameer ko akala chod Kar Chala jata h

Naina : Sameer

Naina Sameer Ka pass aa Kar bethi h

Naina : Sameer utho na please Sameer

Naina ki akha asu sa bhari hui Hoti h

Sameer apni akha kholta h aur ussa kafi chot lagi Hoti h par ussa dard chot Ka Nahi balki naina Ka akho sa bhena vala asu sa ho Raha tha

Sameer uthna ki koshish karta h aur Naina usski help Karti h

Naina apna scarf nikalti h aur ussa Sameer Ka face pa lagati h Jha sa khoon beha Raha hota h

Sameer : ahh

Naina : dard hui sorry ma Aram sa Karti Hu

Sameer : yeha dard Nahi hui

Naina : fir aur kha dard ho Raha h batayo

Sameer Naina Ka hath Lata h aur ussa apna heart pa place Kar data h

Sameer : yeha tumhara asu dakh Kar

Naina kuch Nahi bolti aur chup chap usska khoon saaf Karti h

Dono khamosh hota h par fir bhi unnki khamoshi bhot kuch bol rahi Hoti h par abhi to bhot kuch Hona Baki tha

Dusari terf

Munna Pandit Preeti aur Swati Charo Parishani ma h kyuki Sameer Ka koi call kuch Nahi Aya

Munna : yar 1 ghanta Hona ko Aya h phone Nahi Aya Lagta h police Ka pass Jana padaga

Pandit : kuch dar aur rukta h na kya pata aa Jaya

Preeti : Nahi agar aur dar ki to problem ho Sakti h

Swati : ha Preeti Sahi kha rahi h huma koi risk Nahi Lana chiya

Munna : thek h chalo fir

Charo police station ka liya Nikal jata h

Idhar Naina aur Sameer abhi bhi fasa hota h

आप प्रकाशित भागों के अंत तक पहुँच चुके हैं।

⏰ पिछला अद्यतन: Aug 06, 2019 ⏰

नए भागों की सूचना पाने के लिए इस कहानी को अपनी लाइब्रेरी में जोड़ें!

crossed path (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें