something unexpected

1.1K 173 10
                                    

First of all sorry guys ki ma update Nahi da pa rahi but yar jab sa college shuru hua h na #busylife ho Rakhi mujha khud Ka liya hi time Nahi milta update vo to bhot door ki baat ho gai h 😭😭😭😭😭😭

Aab agar ma yeh batana Beth gai to update reha Jayaga to shuru karta h

Sameer Ka under Ka change sabko nazar aa Raha tha Naina ko bhi Naina Ka maan Ka undar ek ladai chal rahi thi usska gussa aur usska pyar Ka bech par abhi tak koi Nahi jeeta tha Sameer jee Tod mehanat Kar Raha tha ki vo Naina koyeh ehasas karva saka ki vo Naina sa Kitna pyar karta h par koi tesera tha Jo yeh Nahi Chata tha ki Sameer aur Naina Mila aur vo tha rocky usska dimag ma kuch chal Raha tha Jo sabsa chupa tha Jo shayad Sameer Naina ki life ma kuch unexpected Lana Vala tha

Naina preeti aur Swati teeno sath ma betha hua tha

Preeti : dakh na Naina 6 din ho chuka aur Sameer Kitna badal Gaya h vo tera liya badal Raha h Naina maaf Kar da ussa

Swati : ha Naina yeh vo Sameer Nahi Lagta jissa hum janta h yeh to bilcull hi Naya Sameer h Jo tujhsa pyar karta h

Naina : asa kuch Nahi h vo Sameer Maheshwari Kabhi Nahi badal Sakta yeh usski koi nayi chal hogi

Preeti : Naina apna Dil Ka gussa hata Ka ek bar apni pyar sa Soch Kar dakh

Naina : ma ussa nafart Karti Hu sirf nafart

Swati : naina ek bar baat to sun la

Tabhi Naina uth Ka vha sa chali jati h

Preeti Swati : ruk to Naina

Par Naina tab bhi Nahi rukti

3 hours later

Naina ko Gaya hua 3 ghanta ho chuka h par Naina Ka kuch aata pata Nahi h thek hat Kar Preeti aur Swati Sameer munna aur Pandit ko bulata h

Hostal Ka neecha

Preeti aur swati bhot Parishan hota h

Preeti : Sameer Naina gayab h pata Nahi kha humna Pura hostal check Kar liya but vo khai Nahi Mili

Swati : ha aur vo asa bina bataya khai Nahi jaati please ussa dhundo Sameer

Sameer : munna Pandit ass pass Ka sari jagha check karta h

Preeti Swati : hum bhi chalta h

Sameer : hmm thek h

Sameer munna Pandit Preeti Swati sab Naina ko ko dhundna ma laga tha par Naina gayab thi kha Kisi ko Nahi pata Sameer ka Dil undar hi undar tut Raha tha par ussa khud ko sambhalna tha Naina ko dhundna Ka liya

Sab ek jagha vapis milta h

Munna : Bhai Naina yeha khai Nahi sabsa puch liya sari jagha dhund liya

Preeti : Naina asa Bina bataya Nahi jati khai kuch to hua h

Aab issa ek hope samjha ya ek buri khabar Sameer Ka phone bajta h

Sameer : hello

Person : pechana mujha

Sameer : rocky parishan mat Kar iss time

Rocky : Acha h pechan liya Vasa tere Parishani ka solution na Mera pass h

Sameer : kya Matlb

Rocky : Tu Sahi Soch Raha h Naina Mera pass h mana ussa kidnap Kiya aabhi vo Mera samna bethi h usski akho ma asu h khud ko chudvana ki koshish Kar rahi h par Jo bhi Khao Sundar bhot h tere Naina
(And he tries to touch her but she moves little away )

Sameer : rocky don't dare to touch her ussa kuch BHI hua na Jaan la lunga tere samaj la Tu

Rocky : mana to tujha invite Karna Ka liya phone Kiya tha aaja na Naina Mera pass h Tu bhi aaja par akala Bina apna dosto Ka Bina police

Sameer : kha aana h

Rocky : vha badi jaldi maan gaya

Sameer : jaldi bata kha aana h

Rocky : factory area h na usska pecha khandar h vha aaja tujhsa bhot sari bata Karni h aa jaldi aa

Sameer phone cut Kar data h

Sameer : rocky na Naina ko kidnap Kiya h

Munna : rocky na par vo kyu

Sameer : mujha Nahi pata bass Itna pata h ki Naina usska pass h mujha ussa bachana h suno tum dhayan sa ma connected rehana ki koshish karunga par agar Mera connection Kabhi bhi tuta h to sedha police ko la aana ma Naina ki Zindagi Ka sath koi risk Nahi lunga

Preeti : Sameer Naina thek

Sameer preeti ko assure karta h

Sameer : Preeti ma promise karta Hu tum dono sa ki ma mere Naina ko kuch Nahi Hona dunga I promise

Preeti :hmm

Dusari terf Naina asi situation ma thi ki vo kuch Nahi Kar pa rahi thi ek terf usska Dil janta tha ki vo ayaga par fir usski nafrat bhari pad rahi thi

Tabhi rocky aata h aur Naina Ka muh sa Patti hatata h

Naina : kyu laya ho mujha yeha kya chiya tumha

Rocky : Bhai log yeh to sachi ma Devi h asi situation ma bhi lad rahi h

Sab hasna Lagta h

Naina : rocky mana kya bigada h tumhara

Rocky : tumna tumna Mera plan bagada h Mera itna Acha moka bagada h tumhari vajha sa Sameer na mere mujhsa dosti todi aur tumhari vajha sa Mera badla bhi reha Gaya

Tabhi Bhar sa awaz aati h

Rocky : Lagta h aa Gaya Sameer chalo sawagat karta h sab Ka sab sab Bhar jata h

Aur idhar Naina Ka Dil tuta ja Raha h ki jab Sameer ayaga to rocky usska sath kya karaga

Tabhi usska apna pecha kuch feel hota h vo chalana hi Vali Hoti h ki ek hath usska muh band Kar data h vo touch Jana pechana tha vo aur koi Nahi balki Sameer tha

Sameer :(in a low voice) ma Hu chup rehana

Naina Sameer ki awaz ma kho jati h usski nafrat paghalna lagi h aur vo pyar ma badalna lagi par achanak

Aab Puri story thodi hi bata dungi next part Ka intizar Karo Vasa bhi vo last part h story Ka I hope ki aapko Pasand Aya 😊😊😊

crossed path (Completed)Où les histoires vivent. Découvrez maintenant