Chapter 7

3.1K 259 34
                                    

Next day

Bela had left  for the hospital and after sometime Mahir came to play with his Chiklu

Nisha: Arey Mahir, good morning

Mahir: Good morning aunty, Bela chali gayi kya hospital ?

Nisha: Haa abhi hi nikli thi thodi   der pehle aur yeh ladki ne breakfast bhi nhi kiya aur lunch bhi nhi le gayi

Mahir: Haa the same old Bela, bilkul bhi nhi badli yeh ladki

Nisha(smiled): Ek help karoge Mahir

Mahir: Aunty, aap bas hukum dijiye

Nisha: Tum Bela ke liye uska lunch box leke jaogey

Mahir: Of course aunty mai abhi usko deke ata hu

Nisha gave him two boxes

Mahir: Aunty yeh do lunch boxes koi aur bhi hai kya jisko dena hai

Nisha laughed and replied

Nisha: Nhi beta yeh dono tumhari best friend ke liye hi hai ek mein uska lunch aur dusre mai uska breakfast. Usey hospital ke canteen ka khana thoda bhi nhi pasand

Mahir: Okay aunty mai abhi usko deke ata hu wese Chiklu kaha hai

Nisha: Woh soh rahi hai raat bhar soyi nhi aur ab soh rahi hai

Mahir: Okay toh phir ussey baad mai mil lunga pehle uski mumma ke pass jata hu

Then Mahir went to Bela's hospital

When he entered the corridor every girl present there were just watching him and was whispering among themselves in praising his looks but Mahir royally ignored them and directly went towards the reception

Mahir: Excuse me, can you tell me where is Dr Bela's cabin

Receptionist: Sir do you have any appointment ?

Mahir: Arey nhi miss mai unka dost hu aur usey unko lunch dene aya hu, shayad Nisha aunty ka call bhi aya tha aapko

Receptionist: Oh yes Dr Nisha ne call kiya tha mujhe, second floor then just go towards the left 1st room is hers

Mahir: Thanks miss

Then Mahir went towards the same direction as directed by the receptionist and then he found the cabin and without knocking the door he went inside

Here Bela was checking a file very attendtively, Mahir stood near the door silently and was staring his only love, Bela

After 5 minutes, Bela stired a bit and her gaze fell on Mahir and exclaimed

Bela: MAHIR tum yeha kab aye aur kyu

Mahir also came out from his dream land and replied

Mahir: Bola tha na wapas zarur aunga toh agaya mai

Bela: Really sidha mere cabin mein ghus gaye woh bhi mujhse bina puche kya yehi sikhaya hai New York ne tumhe kisike bhi cabin mai ese hi ghus jao

Mahir: Arey kisike bhi kya tum meri best friend ho aur New York ne toh yehi sikhaya hai ki apne best friend ke cabin mein ese hi ghus jao

Bela: Wese tum yeha kyu aye ho koi khas wajah ?

Mahir: Khas wajah toh nhi bas meri Chiklu ki nani ne aapke liye yeh tiffin bheja hai, ek mein aapka breakfast jo ki apne nhi kiya aur dusre mein apka lunch jo ki aap lana bhul gye thay toh yeh lo aur haa maan jao na please

Ab Tum Hi Toh Ho ✓Where stories live. Discover now