Chapter 21

2.5K 232 29
                                    

Continue from the last part ...

Behir went to the park

Bela: Mahir yeh sab kuch itna acha lag raha hai, hai na ?

Mahir: Haa hum dono yeh hawayein yeh khula asmaan, yeh aas paas ki surroundings sab kuch itna acha lag rha hai

Bela: Aaj ka din mai kabhi nhi bhulungi. Mujhe ab tak yakeen nhi ho raha ki maine yeh sab kaise keh diya. Mujhe toh lagta tha ki mai apne pyaar ka izhaar hi nhi kar paaungi aur toh aur  mujhe nhi lagta tha ki tumhe bhi mujhse pyar hai

Mahir: Pyaar nhi beintehaan pyaar. Yeh pyaar aaj ka nhi bohut pehle ka hai par dosti tuth jayegi yeh soch kar kabhi bola nhi aur mujhe bhi nhi pata tha ki meri best friend ko bhi mujhse pyaar hai

Bela smiled and snuggled close to Mahir while hugging his arm

Bela: I love you Mahir, mujhe  kabhi chhor na mat

Mahir: Kabhi nhi chhorunga meri  Chiklu ki maa

Bela: So bad Mahir, mene I love you kaha aur tum ho ki Chiklu ki maa bolkar bula rahe ho, ab jao baat mat karo mujhse mister

Mahir: Arrey tum toh gussa hi gayi aur haa mera I love you bolne ka tarika alag hai madam, mai theoretically nhi practically du tumhe tumhare I love you ka reply

Bela understood the inner meaning of his words so she blushed hard

Bela: Chup besharm kuch bhi bolte rehte  ho

Mahir: Sahi to kaha maine aur aapne reply abtak nhi diya maine kuch kaha abhi abhi aur apne  kuch bola nhi

Bela again blushed

Bela: Tumhe kitna maza aata haina mujhe pareshan karne mein ab bas bhi karo yaar

Mahir: Ahha Bela ji  no yarr  shiyar aaj se only hubby

Bela: So deseperate haa, abhi shaadi nhi hui hai humari

Mahir: Haa toh hui nhi toh ho jayegi na aise kya bol rahi ho

Bela: I was just joking, aajse aapko no yaar shiyar only boyfriend ji

Mahir smiled

Bela: Ab khush

Mahir: Bohot khush

Then they talk sharing their childhood memories and all because whenever they talked about their childhood days, it gave them some another kind of peace

Bela: Mahir mujhe bhukh lagi hai

Mahir: Haa mjhe bhi chalo restaurant chalkar kuch khaaliya jaaye

Bela: Haa chalo

Then they searched for restaurant and atlast they found that there was a open restaurant

Bela: Mahir waha chalo, aise aasmaan ke niche khaane ka maza hi kuch aur hai chalo na waha par please

Mahir: Haa baba chalo maine kab mana kiya hai, wese I know ki tumhe aisa restaurant kitna pasand hai

Bela: Haa ab chalo bhukh lagi hui hai bohut joron ki

Then they orders food for themselves

Bela was eating her food with a smile on her face while  Mahir was intensely staring at her

Bela: Kya hua ghoor kyu rahe ho

Mahir: Ab meri jaan hai hi itni khubsurat kya karu mai, khud ko rok nhi paata

Bela: Achaji ?

Mahir: Haanjii

Then after having their food they went out

Ab Tum Hi Toh Ho ✓Where stories live. Discover now