Chapter 25

2.3K 235 18
                                    

Continue from the last part....

Bela: Ab chale ghar

Mahir: Haa meri jaan chalo 

After some time BeHir reached their home and Bela directly went to her room, Mahir was behind her. Nisha saw Bela  going to her room she called her but she didn't gave any response then Nisha saw Mahir at the entrance

Nisha: Mahir, Bela ese achanak kyu aagyi, woh hospital gayi thi na toh sab thik hai na beta

Mahir: Haa aunty sab thik aur mai aapko batata kya huwa hai asal mein

Then Mahir explained each and
everything to Nisha

In Bela's room

Bela saw that Adya was sleeping with a small pout

Bela smiled seeing her and took her in her arms without disturbing her sleep and caressed her head lovingly

Bela: Mani di, I promise mai aapki bachi ko duniya ki sari khushiyan  dungi. Aapne kaha tha aapki mumma nhi hai par mai yeh aapki bachi ke saath nhi hone dungi. Usko khudke bache se bhi jyada pyaar karungi.

Aur ab mujhe pata chala kyu mujhe Adya se itni attachment ho gayi thi kyuki woh aapki beti meri Mani di ki, jiske saath bhi meri ek attachment si ho gayi thi. I am missing you di

I will miss you too
aur isiliye keh rahi hu aap mera yeh dupatta rakh lo mera lucky dupatta hai jo mai aapko de rahi hu, jab bhi meri yaad aye isko dekh lena

Bela: Woh dupatta kaha hai, kuch din pehle hi toh dekha tha mene

She tucked Adya on the bed and went towards the cupboard and started searching that dupatta

Bela: Aah kaha rakh diya maine woh dupatta

She sighed tiredly, then her gaze fell on the dupatta which was kept in the left corner of the cupboard


Bela: Mil gaya

She took the dupatta and was about to close the cupboard but then her gaze fall on a pendent, she took it and said

Bela: Yeh pendent yeha kaise aur yeh toh mene Mani di ko diya tha na toh. Mumma se puchna padega

Then she went downstairs and saw Mahir and Nisha were in the hall

Bela: Mumma woh ..

Nisha: Bacha sab thik hai na Mahir ne bataya ki

Bela: Mumma pehle aap yeh bataye ki yeh pendent mere cupboard mai kese aya

Nisha: Yeh pendent ! Haa jab Adya aayi thi na toh tab uske pass yeh pendent tha tuney shayad dhayan nhi diya tha. Mai jab agley din usko change kara rahi thi toh uske galey mai tha. Kyu kya hogaya ?

Bela: Yeh pendent mera hai, Mahir yaad hai na tumhe maine yeh Mani di ko diya tha

Mahir: Haa yeh wohi pendant hai, mujhe yaad hai tumhara favourite pendant

Bela: Mai abhi aayi

Saying this she ran to her room, took her phone and called someone

Ab Tum Hi Toh Ho ✓Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz