32

2.6K 160 8
                                    

She went to Oberoi Mansion

Anika(thoughts): I hope test jo main soch rahi hun wohi ho. Wahi hoga baki do logo ki har chiz same kaise ho sakti hai. Wahi chehra, wahi awaz phir ankhe kali hai...... Do mahine baad maa ka birthday hai. Unke liye yeh sab se bada gift hoga. Main sure toh hun par 100% sure hone ke liye yeh test zarrori hai

She was lost when a back hug brought her back. She smiled.

Shivaay: mere bare main soch rahi ho?

Anika: nahi

Shivaay(frowned): toh kis ke bare mein soch rahi ho?

She act as smelling something

Anika: kuch jalne ki smell aa rahi hai aapko?

Shivaay: anika stop it. And say kya soch rahi thi?

Anika: maa ke baare mein

Shivaay: kya hua mom ko?

Anika: kuch nahi hua hai. Do mahine baad unka birthday hai na. Toh wahi soch rahi thi.

Shivaay: par abhi toh time haina?

Anika: I know par kuch karna hai

Shivaay: haan ek badi si party throw karenge

Anika: yes. Lekin abhi thoda time hai toh ache se planning kar ke party karenge. Par no guest only family.

Shivaay: hmmm.

Anika: abhi aap jake fresh ho jaiye.

He nodded and went to freshen up. In the meantime she went to khanna.

Anika(whispering): khanna ji mujhe kuch chize mangvani hai.

Khanna(whispering back): par aise kyu baat kar rahi hai?

Anika: kyu ke kisi ko pata nahi chalna chahiye. Yeh lijiye iss mein jo likha hai woh lana hai.

She gave him the paper. Khanna read it.

Khanna: mam yeh toh....

Anika: haan mujhe pata hai. Yehi chahiye. Aur yeh kal subha 4 baje mujhe mil jani chahiye samjhe aap? Aur kisi ko pata nahi chalna chahiye.

Khanna: okay mam.

He left.

After dinner

In shivika's room

Anika was thinking how she will be able manage all things. She have to teach mahi secretly from the family. Shivaay saw her lost and shook her out

Shivaay: anika!!!

Anika: haan?

Shivaay(cupping her face): kya hua hai anika? I am watching from many days. Tum hamesha khoi khoi si rehti ho. Is there something bothering you?

Anika: nahi shivaay nothing like that

Shivaay: toh tum kahan gum rehti ho?

Anika: main bas soch rahi thi ke kal jaldi uthke jogging karni hai. Kuch dinon se nahi ho raha hai.

Shivaay: yehi hai na? Nothing serious right?

Anika smiled seeing his concern

Anika: nothing serious. Aur agar kuch hoga toh main aapko bata deti.

She placed her head on his chest. He wrapped his hand around her

Anika(thought): I am sorry shivaay. Main aapse jhuth bol rahi hun. Par jab tak main sure nahi hoti aapko ya kisi ko bhi kuch nahi bata sakti. Aur agar Mahi sach main aapka bhai hai. Toh usse tab tak nahi mila sakti jab tak woh kuch ban na jai

ISHQBAAZ जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें