❣ Qalb 11.

6K 552 194
                                    

Aaj josh mei aakar sabke saamne bol tuo diya ki Aleeza meri hai aur mei nikkah karunga usse

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Aaj josh mei aakar sabke saamne bol tuo diya ki Aleeza meri hai aur mei nikkah karunga usse. Par gharwalo ka reaction kya hoga bus yahi nahi socha tha.

So now, i am sitting in front of my whole family only Aleeza was missing. After a long silent treatment my baba asked "aaj jo tumne kaha kya vo sab soch samjh kar kaha ya unko yaha se ravana karne k liye kaha" he was looking scary.

"Nahi baba meine sab soch samajh kar hi kaha tha" i answered without wasting any time, i really want her.

"Tuo iska matlab tum Aleeza se nikkah karna chahte ho?" He asked again.

"Ji bilkul" Strongly i stated.

Hmmmm.....

After few minutes of silence my mom asked with excitement in her voice.

"Tuo kya tum Aleeza ko pasand karte ho"

I nodded looking at my mom and she gasped loudly.

I can see Zubair Omar and Pari looking at me with so much excitement and joy in their eyes.

"Demir ko bhi pyaar ho sakta hai ji, mei na kehti thi mera beta pathar dil nahi hai" My mom said in her soft voice.

Pathar dil??....Wooww!!

"Par kya Aleeza bhi tumko pasand karti hai? Usse pucha tumne?" Chachu asked with concern.

I nodded as no.

Even i want to know this. I want her to accept me, to love me.

"Then go and ask her, agar vo raazi hogi tabhi hum tumhara nikkah usse karvayenge. Aur ha humari bachi ko koi taqleef na hone paaye samjhe?" Baba asked in intimidating voice.

"Ji baba, mei Aleeza ko humesha khush rakhunga" I promised everyone sitting there.

"Aleeza ya Aleeze"....... Zubair teased.

His tried to feign innocence but his eyes were probably full of mischief instead.

"Haye Demir bhai, aap na appi ko jaldi se mana le ab. Mei tuo humesha se hi aapko apni appi k liye pasand karti thi. Humari appi kitni lucky hai jo aap mile unhe, kaash mujhe bhi koi aapke jaise mile" Running towards me and holding my hands pari said excitedly. She was like a cute bunny jumping furiously.

"Ha...ha... jyada excited hone ki jarurat nahi hai, shaqal dekhi hai aaine mei. Aur tum na pad lo phele, badi aayi apne shazaade k sapne dekhne wali" Zubair pulled her from me and drag her towards the couch saying "Chup Chap baitho yaha, sab baat kar rahe hai abhi"

They both are tom and Jerry of this house.

"Jao beta aleeza se baat karo jaakar, hum tum dono k faisle ka intezaar kar rahe hai. Usse mana kar dinner k liye lao" Mom started pushing me towards stairs.

She looks more excited than me.

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Kissa Ishq Ka (Short love stories)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें