Depressed

1.3K 113 9
                                    

Pushpa Ji was out of station, she only knows that KS has aborted the child and now she was thinking that both couples are happily living together.
______________________________________

Veyom was sitting on chair his head was resting on the chair and was aimlessly staring at the ceiling, with a cigarette in his hand. His heart knows that Karishma is innocent but his mind was dominating his heart. A tear escaped from his eye he was badly missing his love.

Next Morning, HM wakes up early and went to Karishma's room. She was sleeping so she thought not to disturb her sleep. she makes breakfast and then goes to her room. she puts the breakfast on side table, and sat beside her.

HM : KS (softly touches her)

And KS woke up with a jerk.

HM : hum hai KS. good morning.

KS : G..Good morning MS.

HM : aap breakfast kar lijiye fir hum aapke haath ki dressing kar denge.

KS : ji.

She did her dressing and went to thana, as KS was on leave she was at house alone.
At noon HM came to her home to check weather KS is ok or not. She goes inside and found KS was reading a book.

HM : arre waah KS! aap kitabe bhi padhti hai.

KS : nhi...wo to ese hi time pass ke liye padh rahe the wese aap abhi yaha kya kar rahi hai.

HM : arre... ab hum kya humare ghar me bhi nhi aa sakte?

KS : humara matlab tha ki aapko to abhi thane me hona chahiye tha to aap yaha..?

HM : hum headquarters jaa rahe the to socha aap ko dekhte chale.

KS : MS aap humare liye please itna sab mat kijiye, hum....

HM : KS aap khud apna dhyaan to rakhti nhi hai...aapne abhi tak apni dawaiyaa bhi nhi li hogi.

KS nodded in no.

HM : pta tha hume... ye lijiye khaiye.

KS takes the medicine. Just then anu comes.

HM : aap yaha..?

AS : wo.. hum behna ko dekhne aaye the. (to KS) ab kesi tabiyat hai aapki.

KS : humara abhi kisi se kuch bhi baat karne ka man nahi hai...MS aap inse jaane ko keh dijiye.

AS : aree humari baat to....

KS : kaha na...chale jaiye! (shouted).

HM : shaant ho jaiye KS...relax. anu aap chaliye.

AS : arre lekin hume...

She dragged anu out of the room.

HM : kya kar rahe hai aap, ek to pehle hi unki mental condition theek nhi hai upar se aap unhe baar baar ghussa dila rahe hai.

AS : hume to bss unki chinta ho rhi thi isliye aaye the. (sadly)

HM : aap jaiye hum unhe sambhal lenge.

AS : haseena ji bss ek aap hi hai jo iss vakt humari behen ko sambhal sakti hai, unhe kuch nhi hona chahiye warna...warna hum jee nahi payenge.

She cupped his face

HM : bharosa rakhiye, hum sab theek kar denge.

AS nodded and left her house.

HM enters the room and found KS sitting on bed and crying.

HM : arre KS.....aap please ese roiye mat (she sat beside her)

KS : MS hum samajh nhi pa rahe hai ki kyu ho raha hai humare saath humara sab kuch chala gaya hai...sab kuch (crying).

HM : ese nhi kehte KS....lijiye paani pijiye.
She gave her a glass of water, sat beside her and started rubbing her hand.

HM : chaliye kahi bahar ghoom kar aate hai.

KS : nhi MS hume nhi jana kahi.

HM : KS ese akele akele kab tak rahengi aap, chaliye humare saath aapka mood fresh ho jayega.

KS : nahi jana hume kahi (shouted)

HM : acha theek hai mat chaliye, kuch khayengi aap

KS : nahi, hume bss akela chhod dijiye aap.

But HM knows that this time KS needs her the most so HM hugs her tightly.

HM : KS bhalehi aap apne muh se na kahe lekin hum bhot ache se samjhte hai ki aapko kab kya chahiye aur kya nhi.

KS snuggling more into her arms but said nothing.

At Evening,

HM : chaliye KS kahi bahar chalte hai

KS : kyu

HM : aaj hum aapko humare favourite restaurant le chalte hai waha ka khana bhot acha hai hum aaj wahi khana khayenge.

KS : thik hai

HM stops the car in front of a clinic.

KS : MS ye kaha le aayi aap hume.

HM : aare utariye to

KS : doctor....doctor ke paas kahe laayi hai aap hume, hum..hum aapko bimaar lagte hai kya.

HM : KS bss routine checkup ke liye aaye hai hum mushkil se 20 minute lagenge aap chaliye to.

KS : mtlab aap hume yaha jhooth bolkar laayi hai.

HM : nhi bilkul nhi humne kab jhooth kaha aapse.

KS : aapne kaha tha ki restaurant ja rahe hai aur hume yaha clinic le aayi.

HM : ha to isme jhooth kya hai restaurant to hum jayenge hi na bss humne aapko ye nhi bataya ki hum pehle clinic jayenge.

KS : ye galat baat hai MS... hum nhi jayenge andar.

HM : KS aap humare liye itna bhi nhi kar sakti (pleadingly)

Now KS can't denied her. They both went inside. Doctor checked KS properly.

Doc.: hmm.... (to KS) aap bahar wait kijiye aur miss Mallik aap humre saath aaiye.

HM : ji

KS left.

Doc. : Miss Mallik aap mujhe ye bataiye ki aapne inke behaviour me kuch changes notice kiye hai jese ki jyada chid chidapan, chhoti chhoti bato par ghussa karna, kisi bhi cheez me interest nahi lena...something like that.

HM : haa wo pehle se jyada ghussa krne lagi hai chhoti chhoti baato par chid jaati hai na theek se soti hai na ache se khana khati hai.

Doc. : Aur ye kab se ho rha hai?

HM : aa..peechle 3, 4 dino se.

Doc. : Ohh..ok

HM : kya hua doctor koi serious baat hai kya?

Doc. : Miss Mallik baat serious to hai lekin itni bhi nhi...KS ke saare symptoms dekh ke lag raha hai that she is depressed.

HM : depressed..? (shocked)

Doc. : relax Miss Mallik, esa hota hai maybe she is suffering from some mental trauma...halat aur bigad jaate agar aap unhe aaj yaha nhi laati to, agar hum abhi se hi unka treatment chalu kar de to she will be cured within a month.

HM : Ok doctor...!

Doc. : aapko iss samay unka khaas dhyaan rakhna hoga Miss Mallik, she is mentally very weak and make sure ki aap jyada se jyada samay unke saath hi rahe kyuki depression me aksar patient ko negative thoughts aate hai.

HM : ise jald se jald cure karne ke liye hume kya karna chahiye doctor?

Doc. : sabse pehli cheez to unhe akele mat rehne dijiyega, overthinking se unke dimag par aur zor padega unhe khush rakhne ki koshish kijiye aur ye kuch dawaiyaa hai jo unhe time to time dete rahiyega.

HM : Ok doctor!





How's it?

Stay Blessed Everyone.

Was it a mistake?Where stories live. Discover now