Will she trust him again?

1K 95 8
                                    

Next Day,
Someone constantly knocking karishma's door which disturbed her sleep, she woke up and as soon as she open the door a man enters her room.

AS : good morning behna

KS : g...good morning aap itni subah subah yaha?

AS : arre wo maa ne khaas aapke liye gulaab jamun bheje the to socha subah subah hi aapko khila de baad me to na aapke paas samay hoga na humare paas.

KS : rakh dijiye hum kha lenge baad me!

AS : kya baat hai kuch hua hai kya?

KS : nhi to kuch nhi hua...aapko esa kyu lag raha ki kuch hua hai?

AS : hum aapke liye maa ke haath se bane gulab jamun laaye hai aur aap keh rahi hai baad me khayengi! jabki maa ke haath ke gulab jamun aapko bhot pasand hai.

KS : haa hume pasand hai lekin abhi mann nhi hai khane ka

AS : thik hai aapka jab bhi man ho yaad se kha lijiyega warna maa hume daatengi ki humne raaste me hi saare gulaab jamun kha liye. (chuckles)

KS : ji

AS left.
She gets ready wear her uniform and went to thana.

At noon
KS was sitting on her desk deeply thinking about something. Suddenly Haseena's eyes fall on KS, She came out of her cabin.

HM : KS... kaha khoi hui thi aap?

KS : hu...hum?? kahi nhi wo bss case ke baare me soch rahe the.

HM found something fishy
HM : thik hai to aaj aap aa rahi hai na humare ghar dinner ke liye.

KS : ji.

HM smiled and went back to cabin.

At night,
Karishma reached at Haseena's residence.

HM , KS and Ammi were sitting on dinning table.

Ammi : beta veyom ko bhi saath le aati haan?

KS : aa...wo...

HM : wo...veyom ji ki important meeting thi...hena KS

KS : ji.

Ammi : achaa....chalo tum dono baate karo me to jaa rahi hu sone

HM : ji ammi jaiye

Ammi went to her room

HM : KS kuch hua hai kya?

KS : n..nhi to.

Suddenly Haseena's eyes fell on the mark on Karishma's neck.

HM : hmm....veyom ji aaye the?

KS : aapse kisne kaha?

HM : aapke gale pe jo nishaan hai na usse saaf pata chal raha hai...bataiye kya hua tha

KS : wo...a..MS wo aaye the kal raat keh rahe the ki bohot sharminda hai aur maafi bhi mang rahe the.

HM : KS bohot ho gaya ab...aap dekh rahi hai na wo kitna guilty feel kar rahe hai ab to maaf kar dijiye unhe

KS : MS hum bhi maaf karna chahte the unhe....bohot kuch kehna chahte the unse...unhe kass kar gale lagana chahte the...unhe....

HM : bss...bss KS hum samjh gaye

KS : pata nahi kya hua tha hume MS kuch decide hi nhi kar paa rahe the aur jab tak kuch tay karte tab tak wo jaa chuke the.

HM : aap pyaar karti hai unse?

KS nodded.

HM : bss to fir itna kyu soch rahi hai!

KS : hum jab bhi sab theek karne ka sochte hai tab wahi saari baate jo unhone uss raat humse kahi thi humare dimag me ghumne lagti hai.

HM : KS hum samjh sakte hai...Lekin aap dekh rahi hai na wo kitna pachta rahe hai...aakhir galti to insaan se hi hoti hai na...agar kal ko aap unhe kisi aur aurat ke saath dekhengi to aapke man me bhi thoda shak to aayega hi na!

KS : lekin ab hum kya kare MS...kuch samjh nahi aa raha hume!

HM : kuch faisle dil se bhi liye jaate hai KS kabhi kabhi dil ki baat sunne me koi burai nahi hoti...aap wahi kariye jo aapka dil kehta hai.

KS thought for a second and nodded.

KS : thik hai MS.... hum chalte hai

HM : ji dhyan rakhiyega.

KS started walking towards the door but Suddenly stop and turn back to HM. She came back and stand in front of HM and gave her a tight hug. HM was shocked but eventually involved.

KS : Thank you MS

HM : arre KS aap hume kyu Thank you keh rahi hai?

KS : humara itna saath dene ke liye...hume samjhne ke liye thank you MS.

Haseena tries to break the hug but Karishma has no mood to get out of that sweet hug so she allowed her to stay in her arms.

HM : KS veyom ji ko sabak mil gaya hai ab hume nhi lagta ki aapko unhe aur saza deni chahiye...lekin fir bhi decision aapka hai hum aapko force nahi karenge.

KS break the hug and smiled with teary eyes.

HM : aap...thik hai na??

KS : MS hum bohot khushnaseeb hai jo hume aapke jesa dost mila! hum aapka ehsaan kabhi nahi chuka payenge...kabhi nahi.

HM : KS....aap hume dost bhi kehti hai aur ehsaan ki baat krti hai? humne aap par koi ehsaan nhi kiya...sirf apni ek pyaari si dost ki madad ki hai...chaliye ab jaiye ghar bohot raat ho gayi hai.

KS : ji

At Karishma's room.

KS was sitting on the bed with her eyes closed and constantly thinking about Haseena's words.

Heart : What are you thinking? when you accepted that you love him then what are you waiting for? go and give him a tight hug. Just go before its too late!!

She opened her eyes in worry. She get of the bed take her bike keys and drove to his house.

She reached their and found.....







How's it

Thank you
Stay blessed everyone!


Was it a mistake?Where stories live. Discover now