part 45

2.5K 394 36
                                    

Next day...

Sana was doing her lunch.

A- bhaiya...

Sid- hmm

A- aapko mom dad bula rhe h...

Sid- kyu??

A- pta nhi...

Sid- bol do thodi der baad aaunga....

A- unhone kaha tha important baat h...

Sid- koi baat nhi....

S- sidharth...

Sid- jab tak tum khana nhi khaogi m kahi nhi jaunga... kyuki mujhe tum mere jane ke baad nhi khane wali....

S- tum jao m kha lungi...

Sid- pr...

S- pakka kha lungi....

A- woh wait kr sakte h...

Sid- exactly...

S- kya pta baat sach me important ho....

A- mujhe lagta to nhi baki...

Sid- acha m abhi aata hu...

A- haa aap jao m yahi hu...

Sidharth came in their room.

Bm- itni der kr di tumne aane me....

Sid- boliye... kya baat h...

Bp- shehnaaz to ab bilkul thik h... haina...

Sidharth made a confused face.

Bp- sidharth tumhe yaha isiliye bulaya h kyuki maine or tumhari badi maa ne ek bhot important decision liya h...

Sid- kya...

Bp- tumhare or shehnaaz ke divorce papers ready h... kl hi banwae h maine... tum in pr sign krdo or shehnaaz se bol do....

Sid- what?? Divorce??

Bm- haa divorce...

Sid- bade papa aapne kis se puch kr yeh papers banwae...

Bp- ab kya hum tumse puchenge kuch krne se pehle...

Sid- m sana ko divorce nhi dunga.... or aap aisa kaise kr sakte h... ek second... aap hi the na woh jinke kehne pr maine yeh shadi ki thi...

Bp- haa mere kehne pr tumne yeh shadi ki thi or mere kehne pr hi tum use divorce doge or kisi or se shadi kroge...

Sid- aapne mujhe samjh kya rakha h bade papa... pehle kisi se bhi apne fayda ke liye neri shadi krwa denge phir aapka mood change ho gya to mera divorce krwake kisi or se shadi krwa denge or m bewakoofo ki trah woh krta rhunga...

Bp- sidharth...

Bm- jo ladki bacha paida nhi kr sakti woh is khandan ki bahu nhi ban sakti....

Sid- to na sahi... use aapki jrurat bhi nhi h...

Bp- sidharth apni hadd me reh kr baat kro...

Sid- jab aapne apni haad paar kr te time nhi socha to m kyu sochu... meri life h yeh... mujhe kiske sath rehna h yeh decision bhi mera hoga... aapka nhi...

Bp- thik h... raat tak ka time h tumhare paas ya to us ghamandi ladki ko choose krlo ya hume...

Sidharth smile.

Sid- iske liye mujhe raat tak ka time nhi chahiye... yeh decision m abhi... isi wakt lunga....

He take divorce papers from his hand. Bade papa smile.

Taqdeer...♥️Where stories live. Discover now