chapter 3

155 14 1
                                    


NOW WE ARE GOING TO ANOUNCE THE GOLD MEADELIST OF THIS YEAR IS BARRISTER BONDITA ROY CHOUDHURY.

Bondita jhat se ander ati hai. Apne royel attitude k sath stage pe ati hai sir utha k. Sub clap kar rahe hai. Bondita k friends to bohut khush hai. Bondita ko uski degree aur medeal dia jata hai.

NOW I REQUEST BARRISTER BONDITA ROY CHOWDHURI TO SAY FEW WORDS.

Bondita: Good afternoon ladies and gentle man. Aj hum sub students k liye yeh ek bohut bada din hai. Hum sub aj graduate ho gaye hai. Aj k bad hum dunaya k alag alag kone mai, Alag Alag desh mai jayenge. Apne kabiliyat se nyaye ki raksha karenge. Hum subne bohut mehnat kia hai is mukam pe ane k liye. Jiska natija aj hamare hath mai hai. Isk liye meri taraf se apsub ko abhinandan.

Sub log clap karte hai.

Bondita: Aj mujhe meri jindegi ka ek kissa yad aa gaya hai. Ase hi ek din mujhe ek speach dena tha per mai ek shabd bhi nahi keh payi. Kyu ki mujhe speech padhna hi nahi ata tha. Kisne ne mazak uraya to kisine choti bacchi samajh k nazarandaz kia to koi khush ho gayi ki ladki jat hoke kale akhshar nahi padhna para. Lakin us wakt mujhe bohut bura laga tha. Asa lag raha tha ki akhir kya hai in kale aksharon mai? Kyu mujhe aur baki sub ladki ko roka jata hai ise padne mai?Ase bohut sare sawal the mere man mai. Tab koi ake mujhe mere sawalo ka jawab dia. Tark karne pe pehli baar kisine kaha tha "bravo bondita". Pehli bar galat k khilaf awaz uthane pe thapper ki  jagah kisi ne meri pith thapthapaya tha. Sub k khilaf jake.apne parivar, Samajh sabse ladkaer mujhe shiksha ki ujale mai leke aya. Mere sapno ko pankh di hai. Mere baba k bad vo pehla asa insan bana jo mujhe meri zindegi mere apne tarike se jine dia. Kabhi kisi chiz k liye nahi roka. Puri azadi di unhone mujhe. Mere sir se ghunghat hata k barrister cap pehnaya. Wo mere zindegi ka pehla aur best shikshak. Mere pati babu.barrister Anirudh Roy Chowdhury. Isi university k privious gold meadealist. Apsub proffesors mujhe dekh k kehte the ki bondita bohut mehnat karti hai. Haan karti hun mai mehnat.hum sub karte hai. Per mere pati babu ne mere sath mere har mehnat ka hissa bante the. Mujhe hosla dete the. Hum dono ne bus ek mashal jalayi hai kranti ki aur yeh wada hai humara. Khud se aur is dunya se. Ki kabhi bhi is mashal ko hum bujhne nahi denge. Ek din puri dunya mere desh bharat ko salam karegi.

Everyone clap.

In Tulsipur

kaka and binoy ka birth day hai aur anirudh ghar pe nahi hai. Actually jab se bondita gayi hai tabse anirudh rc haweli chod k kolkatta mai shift ho gaya.8 saal pehle anirudh ne bondita ko london bheja tha barristery karne k liye.binoy ne bohut koshish kia ki anirudh aur soudamini ki shadi ho jaye.per anirudh nahi mana.insub se tang ake anirudh ne ghar chod diya tha.pichle 8 saal se anirudh bhi bondita ki tarah ghar se dur hai.vo dono letter bhejte hai ekdusre ko.bondita ne bohut koshish kia anirudh ko ghar bhejne ki per anirudh nahi mana.per binoy insub ka zimmedar bondita ko hi manta hai.

binoy: Yeh sari galti uss gaw ki gawar ladki ki hai.anirudh ki zindegi barbad karke rakh di hai.jab anirudh use london bhej raha tha to humne use nahi roka yeh soch k ki ab dur chali gayi vo ladki per nahi hum galat the.anirudh ko bus apne adarsh ki hi pari hai.

FB

binoy: anirudh ab tumhe mini se shadi karleni chaye.

ani: nahi baba..yeh galat hai.mai bahu vivah k khilf hun.

binoy: bahu vivah?anirudh tum usse shadi kehte ho?are tumhari shadi..

ani:shadi jaise bhi hui hai per per shadi hui zarur hai.bondita meri zimmedary hai aur mai use majhdhar mai nahi chod sakta.

bhowmik: use nahi chodh sakte per meri beti ko chod sakte ho majhdhar mai?

ani: mai mini ko nahi chod raha uncle.aur mini meri dost hai.mujhe uski chinta hai isiliye mana kar raha hun.mai nahi chata mini kisi dusri choice bane.isse mini ko apman hoga.isse bondita aur mini dono k sath anyaye hoga.

ANINDITA ANOTHER SUN RISEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें