Chapter 4

660 38 6
                                    

After assuring everyone that Sid is safe, Karan went further with the mission details.

Karan: Sanju!Tum or Siddharth Kundan ki Factory Jao! Or dekho Waha kuch Milta hai kya.Yaha se Hume Bundelkhand Pahuchne me to time lagega to aane ka koi matlab nahi hai .Main Waha Local Police ko Inform Karta hu, To Assist You there.

As no one of the both was aware earlier that they would be on a mission, So Neither of them had any kind of technical assistance.

Karan: Sanju! Stay Connected, and keep giving regular updates. All the best.

Sanjana: Dhanyawaad Sirji! (seeing Sid)Or Waiso bhi Hum or  Siddharth ek Team hai or Hame Hum dono ke alawa koi na hara sakto hai!

Sid sees Sanjana smiling yet in shock. Their eyes silently conversed with each other about the importance of each other in their lives and went back to normal considering the gravity of the situation. They moved towards The Factory

While in the way

Sid: Waise Sanju! If I may ask Tum Yaha,akele is waqt... Tumhari to Shaadi hai na 7-8 dino me.

Sanjana: (flow me) Tumhe hi dekhne aa raho the..

Sid: Mujhe Dekhne!

Sanjana: (trying to cover it up)Wo landslide ki Khabar suni to Tumhe or waha fase logo ko dekhne ke lane aa raho the.

Sid was deeply touched by Sanju's affection and care which she was trying hard to hide. 

Sid: (in mind) Sanju ne Jis society, family, friends, pets ke lie Apne dreams or apni Happiness ko sacrifice kr Diya, Aj wo inhi sab ko ditch karke Sirf mere liye Aa Rahi Thi. Or main Bewakoof soch Raha tha she doesn't love me, Manju Yani ki Sanju Coward nahi hai ,Wo Bas apne Parents ko Bahut Sara love karti hai, Or usme kuch galat bhi nahi hai na.You are such an idiot Sid, Tune hi to Sanju ko promise Kiya tha na ki har condition me uske sath Rahega, Or tu hi crisis ke time pe Heartbroken Banke ghum Raha tha.

Sanjana: Or tu Siddharth, Tu Yaha Kaise.

Sid: Main to Vo tumhari friend hai na Manju uske liye aaya hoon. Shaadi me to bulaya Hoga na tumne. I got that, Vo coward nahi hai Bas vo Apni Family ko Pyaar karti hai. Par Family or Dreams ki Choice Dena is not done! Because koi bhi inme se Sirf Ek cheez ke sath happy nahi rah sakta na...

Sanjana: Sahi Kah Raho hai Siddharth. Par Kabhi Kabhi Paristhiti aiso ho jato hai ki bat khush ya dukhi rhne ki na hoto hai, Jo karno hai vo karno hi padto hai. Jaruri na hai Humne jaiso socha ho, Jindagi waise hi kate. Kabhi Kabhar Dusro ko Khush rakhne ke lane , Apni khushiyon ko chod deno hi behtar hoto hai,Kyunki Apno ko dukhi karke Insan waise bhi kabhi khush na rah pato hai.

Meanwhile, they reached the factory. Sid started to go in the opposite direction.

Sanjana: Siddharth! Yaha Andhera hai. Or Agar Yaha ki light jalayo to ho skto hai jise pakadne aaye hai usko bhanak pad jaye, Phone bhi ek hi hai to sath hi chalto hai.

They began searching using a flashlight on her phone. After some time,

Sanjana: Ye Itni rassiyan kayi ke lane pdi hai yaha, Itni choti rassiyon se konso saman bandhte honge.

Sid: Sanju! Dekho ye Earring! (He handed her over an earring he found on site)

Sanjana: Isko matlab hai ki In ladkiyon ko yaha rakho gaya tha. Rassiyon se shayad unke Hath pair bandho the. Or Chuttne ki koshih me ye Jhumka yha Gir gayo hogo.

Sanjana: Ab Kundanji se hi puchto hai ki kya chal raho hai yaha. Aise naak ke neeche se itno bado Kaand Hojaye or unhe kuch pato na chale, Aiso hono Mumkeen to na hai.Agar Galti se mumkeen ho bhi gayo to itno to pata chalego ki yaha akhir ye sab aayo Kaise.

Sid: Chalo!

Suddenly Sid and Sanju heard some footsteps and hid behind the boxes kept there.

Man: Vo Sahab!

Person: Are kya hua Bologe bhi!

Sanjana/Sid:(whispered to each other) Kundanji/Kundan. Is Waqt! Siddharth le inki recording Bana!

Kundan: Sanjanaji Milli!

Man: Nhi Sahab! 

Kundan: (angrily) Fir kyu bulaya mujhe yaha. 

Man:Vo Sahab Jab Sanjanaji ko dhundhne Ja raho the to Waha Humne Dekho ki Jis truck me Hmara maal ja raho tha,Vo Khado tha or usme Jane walo aadmi behosh pade the. Or Ladkiyan bhi Gayab thi sahab.

Kundan: (slapped him with full force) 7 ladkiyan bhi na sambhal paye tum log. Ek to Sanjanji gayab hai upar se tumne ladkiyon ko bhi gayab kar diya. Abhi ke abhi Jakar dhundo un Ladkiyon ko bhi or Sanjana ji ko Bhi, Vo Hume yaha chaiye kisi bhi Halat me.

And then the man went...

Kundan:(He punched the nearby table angrily )(to himself) Ek to vo Ladki Lakshmi use Kitni Mushkil se Pakad ke rakhe the. Upar se ab sab ke sab gayab ho gayi. Sanjanaji ne bhi ati macha rakhi hai.. Bas ekbar vo hmare hath pd jaye... Ab hum unhe btayenge Kundan kya Cheez hai...Are unhe to shukar manana chahiye ki hum unki izzat karte hai warna ladkiyon ki kami thode hi hai hume... Par unke to natak hi khatam nahi ho rahe... Ab hume mile vo ladkiyon ko joote ki nok pe rakhna ata hai hume Aise hi to nahi itne salo se ladkiyon ka vyapar kar rahe hai hum. 

And saying so he went towards the village. Fortunately, his talks were recorded proving to be sufficient evidence against him.

Sid: Sanju! Yaha to Kundan hi Villan nikla... Jyada door nahi gaya hoga...Chalo Ab ise dikhate hai Special Agent Sanjana Dubey kya cheez hai!

Sanjana:(smirked) Abhi nahi Siddharth! Ise to hum sabke samne dikhayenge... Ki Hum Kon hai or Ye kitno giro huo hai!

And they walked out of the Factory

TO BE CONTINUED

____________________________________________________________

Hope you all are Safe and Sound!

Please Vote and Comment!

Please Share your Suggestions too!

Stay Happy Everyone!

Love Y'all!




Holding Up Lives!Where stories live. Discover now