When bondita leave the place ani come and burn anthore diya
Ani☺ : dhanyawaad duga ma aapna mujha itni shakti di ki aaj ma aapna dil ki baat aapna payar sa kar paya janta hoo mujha payar ma bhot baar dhoka khaya magar manorma sa mara payar sacha ha kisi na sahi kaha tha ki vahi payar sacha hota ha Jo pahali nazar ma hota ha jasa mara or manorma ka payar na ki mara or sudamini ka payar kyuki mujha ussa kabhi phali nazar ma payar nahi hua khar duga ma phir sa aapka dhanaywaad or ya diya mara or manorma ka payar ka liya
He brun the diya and leave the place but after few second diya. Phir sa bujh jata ha
Dugga ma : anirudh or bondita tum dono hi gaalat fami ma hoo iss baat sa anjaan ki tum dono ka jeevan ki doori ek dusara sa badhi ha or iss baat ka jab tum dono ko ehasaas hoga tab sabsa jada dukh anirudh ko hoga....
................
Manorma was walking on garden restlessli
Manorma : mujha ya to pata ha ki anirudh bewakoof ha magar bondita tum itni budhu ho shakti ho mana ya kabhi nahi socha tha.....
Flash back
When manorma was going to temple in that moment bondita enter the temple she called manorma from behind
Bon : manorma didi aap kasa ho
Manorma troun and found a beautiful girl was standing in front of her with long hair big eye and bright smile 😊 monorma think little and guess that she was bondita she immideatly hug her bondita also respond her hug few moments letter they broke the hug
Mano ☺: kasi hoo tum bondita kitni badi ho gayi hoo or bhot sundar bhi
She made her sit on branch and she also sit the same branch
Bon : ma aachi hoo or aap kasa ho
Mano : ma to bhot aachi hoo pata ha ghar par tumha sab yaad karta ha kaka somnath bhari koyali or sabsa jada anirudh
Hearing anirudh name she look up into her eyes with confused look
Mano : janti hoo sunkar
bhot aascharaya hua hoga magar pura ghar ma koyi tumha sabasa jada yaad karta ha to vo ha anirudh tumhara biristara babu tumhara pati babu pata ha pura 8 saal ma easa ek bhi din nahi hoga jab anirudh na tumha yaad na kiya ho kisi ko dikhata nahi ha magar roj raat ko tumhari tasveer gala sa laga ka rota ha tumhari tasveer sa bata karta ha sach kahoo bondita anirudh tumsa bhoot payar karta haIn last line bondita burst in laughter,
Mano : bondita tum hass kyu rahi ho ma jhoot nahi bol rahi
Bon 😂 : ha manorma didi ma janti hoo ki aap jhut nahi bol rahi magar insaan glat ha barrister babu payar karta ha bhot payar karta ha magar mujh sa nahi aap sa
Mano 😱 : kyaaa......
Manorma become shocked and sit up from branch
Mano : ya kya kaha rahi ho bondita anirudh tum sa payar karta ha or haa kahi tumha easa isiliya to nahi lag raha kyuki mari or anirudh ki sadhi huyi ha ma tumha batana chati hoo bondita ki mari or anirudh ki sadhi
Bon : nakli ha....
Mano : tum janti hoo
Bon : ha manorma didi
Mano : tumha ya kasa pata
Bon : ya barrister babu ki dayree.janti hoo aapna padhna likna sikh liya ha aap kudh padh shakti ha
Manorma took the dayree from bondita and start reading
Azadi expracce urf manorma
13 march 1920
Aaj ma pahali baar tumsa mila manorma bass kuch pal ki mulakat ma tum mara chaan need sab la gayi aakha band karu to bass tumhara hi chahara nazar aata ha pata nahi mujha kya ho raha ha magar ya Jo bhi eahasass ha bhot payar ha
20 march 1920
Pichala bita kuch dino ma ma or manorma bhot nazdeek aa gaya ha mujha pata nahi ki tum mara bara ma kya sochti hoo manorma magar mujha har paal sirf tumhari yaad aati aaj pura chaar din ( 4 days ) ho gaya hamri muhim pura hua or tum sa ek baar bhi nahi mil paya bhot yaad aati ha tumhari or tumhara ya jhumka mana aapna pass rakh liya ha tumhari yaad banka pata nahi phir tumsa kab mil paoga.......
21 March
Aaj mari or bondita ka saalgirha thi or aaj kayi dino baad ma tum sa mil paya azadi exprace sach kahu tumha chadka bhot maza aaya bahudari sa aangra sa ladna wali manorma kisi chiz sa na darna wali manorma aaj mara mazak sa daar rahi ha saach kahoo tumhara chara par ya toda dar or ghabraahat deakh ka mujha bada maja aata ha sab aacha chal raha tha ki bondita......mujha sach ma tumsa mafi magni chahiya thi bondita ki bajha sa tumha choot lag gayi aaj baal vivha jasi kuprtha ma phaskar bondita na Jo kiya ha uska liya ma sharminda hoo manorma ma aaj aap hi dil or dimmag ka beech ma pash gaya hoo or isi uljha ma aaj mujha pata chala ki ma......tum sa payar karta hoo I love you azadi exprace....
After reading all this manorma was nub she has no word to say because manorma didn't now about anirudh feeling
Bon : aab to aapko yakin hua didi. ☺
Mano : tum or anirudh dono pagal ho ma abhi jaaka anirudh sa baat karti hoo
Bondita hald her hand and made her sit
Bon : aaj aap vahi kar raho ho manorma didi jo saalo phala kiya tha barrister babu ka prati aakrshan ko payar samjh kar mana phala hi aap dono ka saath bhot bura kiya or aaj aap Ya sab bolka barrister babu ka saath glat kar raha ho phla hi unhona mujh par bhot Sara ehasaan kiya ha or ma unka payar chinkar or unha dukhi nahi kar.shakti aapna deakha na barrister babu aap sa kitna payar karta.ha or vo aapki muhim ma bhi aapka saath data ha manorma didi aapna hi kaha tha na barrister babu ek aacha jeevan sathi ha aaj aapko moka mil raha ha unka saath jeevan bitana sa uthyiya unki or kadam badhayiya or ek naya jeevan ki suruvaat kijiya ma har kadam pa aapka saath hoo....
Mano ( mind ) : easa bondita sa baat karna ka koyi phayda nahi ha bondita jo kaha rahi ha vahi karka deakhti hoo bondita ko.jab mujha or anirudh ko ek saath deakh ka jaalan hogi tab hi bondita ko eahasaas hoga ki vo anirudh sa kitna payar karti ha
But unfortunately her plan didn't work because bondita feel nothing to see them tougher
Flash back end
Mano was walking restlessli when riya come and hold her hand
Riya : log to bhot dekha magar tumhara jassa koyi nahi deakha are itna kasa gir shakti ho tum manorma or kitna dukh doogi tum bondita
Mano : kon ho tum
Riya : ma bondita ki best friend riya
Mano : ya to aachi baat huyi ki tum yaha aagayi aap ma or tum milkar unha ek kar payga
Riya 🤨😡 : Matlab
She told the whole story
Riya : I am so sorry manorma didi bina puri baat jana ma aapko kya kya kaha diya mujha maaf kar dijiya
Mano : koyi baat nahi hamar iss baat sa kayi jaada jaruri baat ha anirudh or bondita ki
Riya : ya to aapna sahi kaha vasa bondita sa ha karvana sa pahala hama anirudh babu sa haa karvani hogi kykui sabsabadi musibaat vo kudhi ha
Mano : ya to tumna sahi kaha tumhara pass koyi plan ha
Riya : hammam.......idea
She told the idea 💡 to manorma
.........................................
Question
What do you think anirudh realised his mistake
Few words for anirudh and bondita
Recap : kahani sa jalan ki boo aa rahi ha 😜😵😏☺😂
YOU ARE READING
Anidita : bondita's big misaderstanding ( Completed )
RomanceMnorma to sampurna : sampurna ma anirudh itna dhukhi kyu ha bondita ko barrister banana ka sapna to anirudh ka pura ho gaya fir kiss baat ka dhukh sampurna : bondita ka barrister banana ka sapna to pura ho gaya magar uska payar jeevan bhar ka liya...