Thali fall from anirudh hand he was nube he didn't now what to do he was continually starting at them all family members was standing there at look at them sumati come near her
Sum : ya 😡 sab kya ha bondita
Vahi jo tu deakh rahi ha maa mana or sumade na sadhi kar Li ha said bondita
Or shayad tu ya bhool rahi ha ki pahala sa hi sadhi sudha ha said sumati
Vahi to issa deakho sadhi sudha hokar aapna pati ko chodka kisi or aadmi ka saath tch tch said sampurna
Wahi to mujha to pahala sa ki iska lakcharna sahi nahi lag raha tha deakho aapna hi pados ka ladka sa chakar chala rahi ha said sampurna mom
Pahali baat to mari or barrister babu ki koyi sadhi nahi huyi said bondita
And anirudh look him with socked expenses
Or ha sampurna didi jaha tak mujha yaad ha aapna hi bataya tha ki mari or barrister babu ki sadhi sadhi nahi balki majburi thi said bondita
In that time anirudh input bondita
Bondita ya sab kya ha by touching there vivha gath try to open but sumade
Hamna sadhi kar Li ha barrister babu said sumade
Aaa tu chup raha tujh sa baat nahi ki mana aapni patni bondita sa baat ki haa 😡 said anirudh in anger
Everyone was schoked they first time see this kind on anirudh especially bondita she think anirudh wood be happy with this news but he was hell angry 😡
Aapki himmat kasa huyi barrister babu mara pati sumade par chilana ki said bondita
But anirudh was acting like he was mad his hair was messy and eyes was full red colour
Oo to aab samjh aaya tumna ya sadhi ka natak mujha jalana ka liya tha na bondita taki tum mujh sa mari or manorma ki nakli sadhi ka badla la sako said ani
Ya tum kya kaha raha ho anirudh said manorma
Tum chup raho manaorma aaj.mara or bondita ka beech koyi nahi aayga aaj bondita ko mara sara prasno ka uttar dena hoga kyu diya tumna mujha dhoka bondita
Ya tum kya kar rahao ho anirudh bondita bahu ko.chodna fasla tumhara tha tum hi bondita ko bojh samjhta tha said kaka
Mana ussa choda to vo bhi uska ujwal bhavishaya ka liya na ki mujha dhoka dana ka liya said anirudh 😡
Then he see somdita we're holding each other hand
Haat chod bondita ka said anirudh with loud and anger voice but sumade was holding his hand more tightly anirudh near them and try apart them there grip was so strong
Ya kya kar raha ha aap barrister babu kya aap pagal ho gaya ha. Said bondita
Haa ma pagal ho gaya hoo or bajaha tum ho dhokabaaj to bhot deakha lakin tum sa bada dhokabaj kahi nahi deakha bondita log to pith pa khangar ghopta ha magar tumna to mara sina par khangar ghopa ha said anirudh
Tamij sa baat kijiya mr anirudh bondita mari patni ha said sumade
Anirudh hold his collar
Tu mujha tamij sikha raha ha are sabsa bada batamij to tu ha jisna mari patni ko churaya ha
Bass bhot hua barrister babu aapna mujha Jo kaha mana sahan kar liya magar aab mara pati ki khilaf ma kuch nahi sunna chahati chodiya unha said bondita
And try to free sumade in his grip anirudh leave he and go 4 step backward and start clapping
Wha bondita roy.....das whaa tum sa badi dhokabaaj mana kahi nahi deakha bachpan ma pati babu Mara picha ghumti rahati thi kya kahati thi kya kahati haa ki 😡 ma tumhara sansaar hoo tumhara jinaa ki bajaha hoo or aab kya hua tumha sab badal gaya jasbaad badal gaya haa or sumade tumha ek mukhta ki saalaha dena chata hoo Jo auart mari na ho saki vo tumhari kya hogi
YOU ARE READING
Anidita : bondita's big misaderstanding ( Completed )
RomanceMnorma to sampurna : sampurna ma anirudh itna dhukhi kyu ha bondita ko barrister banana ka sapna to anirudh ka pura ho gaya fir kiss baat ka dhukh sampurna : bondita ka barrister banana ka sapna to pura ho gaya magar uska payar jeevan bhar ka liya...