bondita's reply

342 35 7
                                    

Sumade was hell angry 😡 now from past few minutes he was listing anirudh bullshit talks because bondita was holding his hand now he lose her grip and hold anirudh's collar

Tari himmat kasi huyi bundi ka laddu ka bara ma ulata sidha bolna ki said sumade

Bondita was angry he again said her bundi ka laddu but now she see here and there many people were standing there so this is not right moment to talk about this

Tumna to ma 😡 baad ma. Deakhti hoo sumade think bondita

On the other hand sumade was punching anirudh very hardly he fall on ground blood was coming from his mouth

Kaka said to stop to him but anirudh said kaka no inputs him

Sumade was continually punching him

Janta kya hoo tum bondita ka bara ma bass chand sall bita lana sa tumna uska character  judge kar liya are maa bondita ka saath bachpan sa hoon ussna iss mukam tak pahuchna ka liya kya kya sacrifice kiya ha tumha kya pata

And stop punching

Jab tumna bondita ko chora tha tab vo yaha hamara pass aayi thi are tumna to aapni jindagi aaram sa bita li magar ek baar bhi socha bondita ka saath kya hua hoga are ghar sa nikalna muskil ho gaya tha uska liya are ya gaav vala to uska aap shaguni kaha kar tak bulata tha tum nahi janta ek chodi huyi aurat hona kya hota ham aadmiyo ko Jo kamyabi SIRF kuch kadam chadhna sa mil jati ha vahi kamyabi ka liya ek aurat ko hazar pahado ko paar karna padta ha

Or aaj tumhara ghurur pa thash pahuch gayi ya baat deakhka ki bondita na mujh sa sadhi kar li
Vha vha anirudh roy chodhari vah

Now anirudh was mum he have no answer what to say he was not because he didn't now why he was angry it's not like that bondita was compadating with him but when he see bondita with sumade wermilla on her forehand he feel like someone has thub sharp knife on his hart but why he didn't now and his jealousy come out with lots of anger and frustration 

Are aadami dass ( 10 ) sadhi bhi kar la to bhi chal jayga aurat ka to kaam hi hota ha uska paro ki juti bana rahna Jo vo samaya ka saath badal ta rahata ha said bondita mami

Ha aap sahi kaha rahi ha bondita na galat kiya ek pati ka hota hua dusari sadhi karna galat ha said other women

Bondita tari jasi kulachini behan. Koyi kabhi kisi ko na daa Jo dusra mardo par dora daal kar pasha lati ha said sampurna

And every women agree with her now bondita break her mum

Ya baat aap na hi kaha to aacha hoga sampurna didi kyuki binoy uncle pa dora daal ka phasana vali to aap hi thi na aagar ma kulachini ho to vo bhi aapki hi daan aakhir bado ko deakhkar saab chota hi to sikhta ha aap kaha to ma inn logo ko bata doo aapna binoy uncle sa sadhi karna ka liya tha

Sampura and his mom are scared 😱 if she tell everyone the thrught so what happened with them

Or ha mari priya Aunties kya aapka ghar ma namak mirchi ki kami ho gayi ha Jo mari jindagi ma badha rahi haa nahi ek to aap logo kahna ko to kya kahati ha aurto ko kuch nahi bolna chahiya chup rahna chahiya aapna patiyo ki haa ma haa milani chahiya to aaj kya hua are aapka patiyo ka bolna too door ki baat ha aap na to unha moka bhi nahi diya kya aab aap samjh ulaghan nahi kar rahi aab ya aapka patiyo ka aapmaan nahi kya kaha rahi thi aap Jo pati kaha vahi bhagvaan ki marzi aab batao

Then he go towards anties sasu mom

Are maa Ji aapni bhahuo ko kuch sikhayiya are ma too hoo hi galat lakin mara baara ma ulta sidha bolkar ya aapni maryada sa bahar aa rahi ha 

All sasu mom get angry on there bahu's ya saab bolkar bondita sab ma jhagda laga dati ha or sab bondita sumade ka baara ma bholkar chala jata haa

And then she goes to anirudh and give him a pepar

When he open it found a bondita's barrister, 's digre and divorce paper

He was hell schoked and angry too

So barrister babu aapna Jo todi daar pahala natak kiya vo ishi vajaha sa tha na to ya lijiya divorce paper vasa ma iss  rishta ko kabhi manti bhi nahi thi magar aap ya natak jarur karaga  ya mujha pata tha kanun ki nazro ma ya rista child marriage kab ki band ho chuka  ha so formality ka liya ya paper sin kar dijiya or ha aapna kya kaha tha mujha sati hona sa bachaya agara vagara so ya mari barristery ki digery frame karka laga dijiyaga issa aap aapni sharat bhi jiit gaya Jo aapna aapna uss British dost sa lagayi thi so hamara beech jitna lan dan ha aap sab khatam hua  

Saying this bondita about to leave the place when anirudh spoke with teary eyes

Kitni aasani sa kaha diya na tumna bondita ki hamara biccha koyi rista nahi tha na kabhi hoga ek baar bhi mara baara ma socha ki mujha kitni thash pahuchi hogi said ani

Jassa aapna mara bhavnao ki kadar nahi kari vasa mana bhi nahi kari vo suna hoga na jasi karni vasi bharni

Ooo to aab samjh aaya tumna ya saab jaan bhujhkar kiya na taki tum mujh sa badla la sako jasa mana manorma sa sadhi karka tumha jalaya tum bhi mujha jalana chahati thi ha na for your kind information mari or manorma ki sadhi nakli ha manorma aapni muhim puri kara abhi kuch dino baad jana wali ha

After listion all this manorma was schoked she can't believe in her ears anirudh was tha one proposed her and say he want to marry her but now he suddenly change his mood dose he really love her or not

Or tumha jaan kar schoked hogi mana manorma sa sadhi tumhara ujwal bhavisaya ka liya kiya tha

When bondita start laughing everyone was confused specially anirudh 

Aapko kya laga aap ya saab bologa or ma maan jaogi jiss din manorma didi ko aapna sadhi ka liya propose kiya tha uss din ma bhi vahi thi or aapko janka harani hogi ki manorma didi ko unka payara ka ehahasssa dilana vali thi socha tha chaha kuch bhi ho jaya aap mara sabsa khass dost rahoga aapna Jo kuch bhi kiya payar ka liya kiya magar kuch daar phalai aapki baat sunna ka baad mujha eahasaas hua barrister babu aap srif aapna aap sa payar karta ha

Are payar to mana or sumade na kiya ha Jo aapka payar ki taraha nahi to samaya or paristhithi deakhkar badal ta raha aapko pata ha barrister babu jab sumade ki sadhi tay huyi to vo chaan sa nahi batha kyuki uska dil ma ma thi vo yahi soch raha tha ki aagar usna sadhi kar li to mara kya hoga bass isi chinta or fikar ma hama ek dusra ka payar ka ehasaas ho gaya

Now this enough of anirudh he can't here more he was hell angry without saying anything he leave the place and all family members leave with him

Sumati come towards bondita and slap her herd she fall on ground and sumade run towards her and caught her

Tari jasi beti hona sa aacha ma banjh raha jati said sumati 😡

Sumati 😡 ya kya kiya tumna said aanad

Vahi jisska kabil thi ya and leave the place.

Aanad bent down

Baba said bondita and hug him

Chinta maat kar mari beti. Sab thik hoga

Or ha bahu sara aasu abhi bha logi to vidayi ma kya bhaogi said sumade mom

And make her stand

Baa said bondu and hug her she also her her back

Anirudh room

He enter room angry and throw everything here and there and manorma to enter

Yaa sab kya kaha tumna anirudh ki

Kya kaha mana manorma

Ki tum bondita sa payar karta ho

Ma bondita sa payar nahi karta na phala kabhi kiya tha na aaj kiya ha or na hi aana vala kisi janam ma karuga.....said ani

Thank you for your sports I don't end this ff

And ha what do you think did somdita really love each other

Anidita : bondita's big misaderstanding ( Completed )Where stories live. Discover now