MEET AGAIN

984 131 70
                                    

SINGH MANSION

A car stopped at the door of Singh Mansion , opening the door , stepped out Anubav Singh in his full glory ,the future president of Singh cooperation and DSP of Lucknow..

Ragini: anu (hugging him) tu ruk mei arti utarti hu ,aab aah ja andar,kese hai mere bacha aur patle kese ho gaye

Anubav: mei thik hu ma ,bas app sab ko bohut yaad kiya ,aap sab ki tabiyat kesi hai

Mahesh: bohut behtar ,mei ayurvedic doctor ke madat se behtar hu,mere kafi acchi dost hai vyayam bhi karvati hai,Umar mei choti hai par apne tajurbe aur shayriyo se chehre par muskan lati hai..

Anubav: use milna hoga jisne apse kasrat karva li,aur meri pyar behna , veyom aur cheetah kese ho

Cheetah: mast Bhai bas apko bohut Miss Kiya ( hugging)

Karishma: bhaiya( jumping on his back)dekho na yeh apka dost hamare piche pada hai (pointing at veyom)

Anubav: aur kese ho hone wale jijashri,ek kaam diya tha behna ko patane ka voh bhi nahi hua(whispering) ,apse nahi hua toh kisi aur ko dhund lunga

Veyom: tum jante ho ho anu yar,mere liye karu ki khushi sabse pehle hai ,agar voh kisi aur ko chun leti hai aur khush hai toh mujhe manzur hai

Anubav: janta hu ,tabhi behna ke liye apse behtar koi aur ho hi nahi sakta

Pushpa: aab toh shadi karne ke bare mei soch lo anu,jo hua use age badne ki koshis karo,mei janti hu aaj bhi tu voh sab nahi bhula saka par beta Teri Puri zindagi padi hai,ek acchi ladki Teri zindagi mei khushiyan bhar degi ( keeping her hand on his shoulder)

Anubav: mujhe iss bare mei koi baat nahi karni mei app sab se vinti karta hu aur rahi baat shadi ki voh toh mei hargiz karne se raha aur mera fesla atal hai*moving upstairs*

Ragini:aaj bhi voh use gam mei ji raha hai,usi nafrat ko apne andhar bhar liye hai usne pushpa(worried) kya kasur tha mere bete ka jo yeh sab hua uske sath( crying) usi ke wajah se sab ko ekhi taraju mei tolne laga hai,anu ki yeh halat humse nahi dekhi jati Mahesh ( sobbing) Vima bata rahi thi raat bhar jagta hai,bohut gussa karta hai, choti si bato par tak chid jata hai ,aur punching itni karta hai ki khun nikle hato se,yeh mera anu nahi hai,itni nafrat kaha se bhar gaye mere bete mei( crying)yeh gussa nafrat use barbad kar dega ,voh DSP hai esi harkate nahi kar sakta,sab khatam ho raha hai ,aur hum kuch bhi nahi kar sakte apne bete ke liye(helplessly)..

Pushpa: ghav use pyar mei Mila hai,toh pyar hi uske ghavo ko bhar sakta hai,use voh pyar chahiye Jeevan Sathi wala,jo use samjh sake,uski fikr kare, uski dost bane,use apnaye,uspar vishwas kar sake ,use yeh ehsas dila sake ki voh pyar ke layak hai,use fir se pyar karna sikhaye ,pyar par vishwas karna sikhaye ,jo kabhi anu par apne rishte par har na mane ,esi ladki chaiye,har ek masum chehre ke piche ek saap ho yeh jaruri nahi bas yeh anu ko samjhana hai,par esi ladki milna muskil hai ,kyuki ek aur dhoka hamara bacha bardasht nahi kar sakta( worried)

Mahesh; hai ek ladki jo iss ghar ko aur anu ko sambhal sakti hai, shayad vohi hai jo anu ko vapas se hamara anu bana sakti hai ,jo shant tha ,khush tha dil se ,jiske anko mei ek chamak thi jise andheraa le gaya ..

Dadi: sahi kaha( cough) vahi hai jo anu ko jeena sikha sakti hai ,vahi hai jo uske tamam zakhmo par marham laga sakti hai( cough)

Ragini: ma aap kyu aye yaha ,apki tabiyat kharab hai( worried) hume bula leti,apko Aram karne ko kaha hai ,aur agar apko kuch(emotional)

Dadi: yeh sab Rona dhona karishma ke vidai  ke liye rakh ,pehle jo hum keh rahe hai voh kar ( cough)

Ragini: hum aaj hi use baat karenge ma ,hum use manayenge ,voh hi hamari akhri umeed hai..

Anubav: dadi ( hugging) yeh kya halat bana liye hai apne(teary eyes)  apna dyan rakha karo ,aap janti hai aap hamare liye kya hai,aap fikr maat kijiye hum sabse best doctor ko lekar aayenge ,apko hum kuch nahi hone denge,app fir se thik ho jaogi fir hum sath mei walking jayenge pakka( kissing her forehead)

Dadi:janti hu meri anumi ,aab ja yeh Sara saman ashram chod kar aah,hum bhi ate hai dusri gadi mei( trying to stand)

Anubav: dadi aap beti rahi ( making her seat on the wheelchair)hum Beit jate hai niche ( squatting) aur yeh kya aap hume aaj bhi anumi bolti hai ( diverting the topic)

Dadi: kyuki tu Aaj bhi meri pyare friend hi ( pulling his nose) aab ja

HAPPY HEART ORPHANAGE

Anubav: namaste mamta chachi,yeh ma ne bhejwaye hai ,voh log ate hi honge ( taking blessings)

Mamta: khush reh beta ,chal andar chal sab se mil le

Veyom: cheetah chal Teri wali ko dhoondhte hai

Karishma: mei toh chali haseenaa ko dhundne

Anubav: yeh vahi bestfriend hai na behna ki ( recollecting) aur chote Teri wali kaha hai( teasing)

Cheetah: kya Bhai aap bhi( shying) chaliye bagiche mei hogi

Santosh: kesa hai tu( shying) acha voh sab chod piche na mor hai chal chatt se dekhte hai

Veyom: karu chalo hum bhi dekhte hai sath mei( dragging her)

Anubav: aab mei kya karu in logo ke bich ( got collided by something or someone and got drenched in water)dekh nahi sakte( angryly)

Haseenaa: hum...aap yaha ( surprised)

Anubav: ohh toh tum yaha bhi ho( irritated) ,dekh kar nahi chal sakti kya ,kabhi ghadi ,kabhi hum,ek hi din mei doh bar humse takra gaya, nahi matlab kya chahti ho( looking into her eyes)

Haseenaa: jaan bujkar nahi kiya ,hum Pani de rahe the podho ko( looking into his hazel orbs) maaf kar dijiye ( calmly)

Anubav: waah subha jab tum tamasha kar rahi thi ,sab ki hamdardi batorne ke liye tab tumhe nahi laga galti tumhari hai,tab bada chik rahi thi , bhashan de rahi thi aab kya hua aye na tum apne jagah par( arrogantly)
khair mere pas insab bato ke liye vakt nahi ,mei tumhe nahi janta aur tum mujhe nahi janti bas yeh yaad rakhna aur dubara Mera rasta maat katna(walking opposite)

Haseenaa: toh suno janab agar hum nahi dekh sakte toh apki ankhe thik hai na ,toh aap kyu baar bar takra jate hai ,aap dekh lijiye kaam takrayenge,aur hum bhi apko nahi jante( walking opposite , turning her back towards him)

Precap: marriage proposal

                                                R.M.G❤️

Here is part 2 guys,hope you like it ,do let me know your views on it...Next part on 80 votes,I do not consider this things but I'm kind off dissapointed with the response to part 1 ,I write 50 percent for myself than its 50 percent for you people ,if you guys are not liking it than I'll stop it..I know it's bit boring but this is just the beginning ,I'll try to update regularly but for that I require your support...

Anubav and haseenaa seems not much fan of each other,will their paths cross again or will they walk away separately ?? what are the reasons for Anubav's insensitive behaviour?? About whom are Anubav's parents discussing??

Like✳️ comment 👇 Follow 🙌

Love Heals ( anuseena)✔️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें