SS - 1 : Part 3 - Meri Bondita

904 41 0
                                    

Ani  : Jab mai vahan gaya tha.... Thakuma ne meri pariksha li mujhpe apni bandook raanjha kar ki mujhe sach mein pachtava hai ki nahi ( When I went there.... Thakuma took my test that whether I really regret hurting her or not by pointing her rifle at me.... )

Bondita gasped...

Ani : Haan.... Par mai apni jagah se nahi hota.... Mai vahi khada raha Aur phir unhone goli chalai...par goli ka nishana mere piche rakha hua matka tha.... Voh mitti ke bartan ke tukde tukde ho gaye Aur Thakuma ne apni bandook niche karlo....Phir unhone kaha ki voh mujhe maaf karti hai kueki mujhe sach mein pachtava hai.... Aur phir unhone mujhe aur poore Roychaudharyon ko agle din Tupur aur Chandrachoor ke vivah bhoj mein aamantrit kiya.... Kueki jab hum yahan se bhaag gaye thee tab Thakuma ne Tupur ka vivah Chandrachoor se kara diya tha...(Yeah... But I didn't moved from my place... I stayed there still and she fired the bullet but its target was the pot behind me ....the pot shattered into pieces and she took her rifle down.... And said that she forgave me because I truly want her forgiveness then she called me and whole Roychaudhary family next day for a function that was held to celebrate the wedding of Chandrachoor and Tupur because when we ran away from the wedding Thakuma had made Tupur married to Chandrachoor.... )

Bondita looked at him shockingly....

Ani :Maine bhi soacha yeh sahi samay hai dono pariwaaro ki dushmani khatam karne ka.... Yeh jaante hue bhi ki baal vivah kanooni apradh hai mujhe us utsav mein shaamil hona pada..... Mai kar bhi kya sakta tha tab.... Kueki agar mai kuch Aur kehta toh dono pariwaaro ke beech aur dushmani badh jaati.... Jo mai nahi chahta tha.... (I also thought that this will be perfect time to end our enimity though I am fully against child marriage but at that time I couldn't deny Thakuma because it would have created more problems between the two families which I didn't wanted.... )

She nodded gesturing him to continue.....

Ani : Phir... Phir.... Jab mai aur poora Roychaudhary pariwaar vahan gaya..... Par unhone hame phir se dhoka diya hamare khane mein zeher daal ke.... (Then ....then.... Me and Whole Roychaudhary family went there.... But they backatabbed us by mixing poison only in our food.... )

She cupped her mouth shockingly as tears fell from her eyes....

Ani :Haan.... Aur uss din Thakuma ki haveli mein ek dhamaka hua tha aur lagta hai ki jo tohfe hum vahan le gaye thee usme baarood tha... Jis vajah se voh dhamaka hua aur jisme tumhare kaka, kaki ki mrtyu ho gayi.... (Yeah and that day there was also a blast in Thakuma's Haveli which they believe that I  had brought bomb in the gifts that I had given them.... In that blast your Kaka and Kaki died.... )

She cried looking at him....

Ani : Mujhe bharosa karo mai vahan unn tohfo mein baarood le kar nahi gaya tha... Mera Vishwaas karo bondita (Believe me bondita I haven't brought bomb in those gifts... Trust me please... )

He looked at her pleadingly.... She shaked her head and said...

Bon :Haan Sakha babu main toh aap par aankhein baandh kar ke bhi barosa hai.... Mai jaanti hoon mere Sakha babu kisi ki jaan lena ka soach bhi nahi sakte chahe voh aapka dushman ho ya na.... Mujhe toh bass kaka,  Kaki ke gizzard jaane ka dukh hai.... (yes  Sakha babu I believe you blindly... I know my Sakha babu can never harm anyone whether its your  enemy or not... But I just so sad that I  lost my Kaka -Kaki.... )

She said sadly as tears fell from her eyes....

He sighed....

Ani : Mai bhi bohot dukhi tha Isliye toh mai dobara gaya tha vahan shanti prastav lekar.... unse maafi maangne aur dono pariwaaro ke beech shanti banane...( I was also very much sad that time that's why I went to Thakuma again to maintain peace between the two families..... )

Anidita OS / TS / Short Stories Collection Where stories live. Discover now