Mohsin's plan succeeds?

985 84 26
                                    

Continued from previous....

Mohsin- ahhh...ek kaam karo tum na kuch bhi karke anubhav ko tumhara naam lene mat dena...matlab agar wo tumhara naam kehna jaa raha hai to use beech ne kaat ke dusri baat karo aur har waqt uske aas paas rehna isse haseena ka shak bhi badhega aur tum sab handle bhi kar paogi

Ayesha- theek hai

Mohsin- aur ek aur baat Haseena ko pata nahi chalna chahiye ki tum Ayesha ho Anamika nahi...aur yeh bhi pata nahi chalna chahiye ki hum dono ek dusre ko jante hai aur yeh humara plan hai

Ayesha- theek hai ab tum jao raat bohot ho chuki hai

Mohsin- haa chalo bye

He kissed her forehead and left the place.

Next day

Today they were going to complete 6 months of their marriage.

As's PoV- aaj humare vivah ko 6 mah purn ho rhe hai Haseena...ab aap jab chahe tab humse door ja sakti hai...aaj se aap aazad hai! (He though sadly)

Hm's pov- kyu anubhav? Kyu kiya aapne aisa? Kya kami thi humme jo aapne us dayan ko chun liya?! Khair hum aapse aapki khushi nahi chhinenge..aaj humare nikaah ko 6 mahine poore ho rahe hai...ab aap dono ko koi alag nahi karega( she thought sadly)

She went to him.

Hm- ahem

She faked a cough to gain his attention.

He wiped the lone tear and turned to her.

As- ji

Hm- aaj humari shadi ko cheh mahine ho chuke hai...aap talak le sakte hai

As- hum bhi yahi kehne wale the..chaliye

Hm- ji chaliye

They sat in the car.

Khamoshiyan song started playing on the radio.

Khamoshiyan aawaz hai
Tum sunne toh aao kabhi

He looked at her who was sitting with blank expression so her fixed his eyes on the road again.

Chhukar tumhe khil jayengi
Ghar inko bulao kabhi

Bekaraar hai baat karne ko
Kehne do inko zara

They both could relate to this song and started getting emotional so they turned off the radio but in the process their hands touched each other and they looked into each others eyes and found the same question "kyu?". Their eyes soon got filled up with tears so they pulled back their hands and looked away. Haseena's eyes gave up and tears made their way down her cheeks. Even Anubhav couldn't hold anymore and tears fell on his leg. They both wiped their tears as they saw the court on their left. They got out of the car and moved in. They saw their lawyers waiting outside the divorce counter(?)*mai nahi janti use kya kehte hai bas itna pata hai ki jaise court marriage ka room hota hai waise iska bhi room hota hai toh please mujhe marna mat*

Hm's lawyer- aiye maddam agla number aapka hi hai

As's lawyer- aap before time hai waise bhi

AnuSeena- ji

They were waiting and heard someone talking about them.

Girl- are dekho na kitne acche lagte hai ek sath phir bhi divorce le rahe hai

Girl 2- aur nhi toh kya? Kitni pyaari jodi hai inki

Koi Anjaan Apna Sa💕💕जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें