the first step toward friendship

470 15 14
                                    


Preesha:tumko dost banana acha nahi lagta?

Rudraksh:nahi mujhe akele rehna pasand hai

Preesha:strange...vaise maine suna hai ki tum is college ke trustee ke bete ho?

yeh sach hai kya ?

Rudra:ha

Preesha:are vaah tum to bohot lucky ho

Tumko to college mein direct admission

Mil gaya hoga koi enterance bhi nahi dena pada.meri to halat kharab ho gai thi exam ke time.

Rudraksh was staring her in anger.

Preesha:umm maine kuch galat kaha kya.

Rudraksh: main unka beta hu yeh mere liye sabse unlucky baat hai

Tumhe kuch nahi pata

Dobara yeh mat bolna samjhi.

Preesha:thik hai itna bhadak kyu rahe ho ab se kuch nahi bolungi

happy?

Rudraksh:very happy

Preesha in mind:happy bhi esa sada hua mooh bana kar hota hai

Rudraksh:mai esa hi hu

Preesha:isko mere mann ki baat kaise pata chali? Mujhe baat hi nahi karni is pagal se bas jaldi se kahi aur jagah mil jaye to peecha choote ise.

The class started and throughout the class he did not talk to her once.

It was lunch time now and all went to the canteen.

Maya came to preesha

Maya:Preesha tu thik to hai

Preesha:kyu mujhe kya hoga

Maya:vo tu pure time class mein chup thi to...tujhe itni der chup rehne ki adat kaha

Preesha:firki le rahi hai meri

Apna to araam se Dev ke sath beth gai thi aur mujhe us pagal Rudraksh ke sath fasa diya

Maya:to uska naam rudraksh hai

Teri dosti hui use

Preesha:dosti? Vo to baat tak nahi karta mujhe nahi bethna uske paas ajeeb ladka hai

Maya:thode din ruk ja fir tujhe vo acha lagne lagega use baat kar ke dekh

Preesha:maine try kiya tha par vo akdu baat hi nahi karta kya karu?

Maya:acha abhi khana kha lete hai nahi to late ho jayenge

Then they ate and went to the class. Rudraksh and Preesha still did not talk and now it was time to return to home. They all were going out of class except Rudraksh

Preesha:tum ghar nahi jao ge?

Rudra:mere papa ko urgent airport jana tha isliye driver ko ane mein late hoga.

Preesha:tum gadi se ghar jate ho vo bhi itni si door ?

Rudraksh was again starring her.

Preesha:ok ja rahi hu fir gussa mat ho

Then preesha and maya were waiting for Bus and suddenly preesha remembers something.

Preesha:are yaar main to apni notebook desk mein rakh kar bhool gai abhi leke ati hu.

Maya:are ruk dekh bus a rahi hai dekh

Preesha:tu ja main auto se a jaungi

Maya:pakka?

Preesha:pakka

Then preesha went inside the college again to get her notebook but before she reached the class she heard someone singing.

Preesha:are yeh itna acha kaun ga raha hai sab to ghar chale gaye honge...yeh akdu Rudraksh to nahi?

She then went inside and saw it was him.

Preesha:wow!tum kitna acha gaate ho kitni achi avaz hai tumhari.

Rudraksh:tum yaha kya kar rahi ho ab to chuti ho gai hai

Preesha: compliment diya  hai  atleast  thank you to bolo

Rudraksh:thank..you

Preesha:welcome!

Mai apni notebook lene aai thi acha jati hu bye!

Tabhi Rudraksh ka driver bhi gadi leke aa jata hai.

Rudraksh and preesha both came out of college.

Preesha was trying to stall an auto but none were ready to go on her route.

Rudraksh saw that.

Rudraksh:tum..kya naam tha tumhara?

Preesha:P for preesha!!

Rudraksh:ha preesha tum chaho to main tumhe lift de sakta hu

Preesha:tum? Tum mujhe lift doge main sapna to nahi dekh rahi

tum kab se meri help karne lage?

Rudraksh:driver chalo isko nahi jana

Preesha:ruko..ati hu

She went and sat beside him.

Rudraksh:driver chalo.

they both looked at eachother.



So lets see how their sour relation turns into a sweet friendship gradually.

If you liked this part make sure to vote it. Also give your suggestions in comments.

Love you all :)

Always for youWhere stories live. Discover now