Misunderstanding

319 15 7
                                    

One day when their college had a Holiday~

Rudraksh went to the market with his mom. His mother wanted to buy a saree.

Rudraksh was getting bored at the shop. He decided to call Preesha.

When he called her, he heard her ringtone

Rudraksh: Preesha ke phone ki ringtone? Yaha? Kisi aur ka hoga...vo yaha saree ki dukaan mein kya karegi?

Preesha picked up his call

Preesha:hello

He heard her voice nearby so he turned in surprised

Preesha was standing there

Rudraksh in mind:Preesha? Yaha? Use milke ata hu...

As soon as he stood up to meet her, he saw Akshit behind her.

Rudraksh was shocked.

Preesha: Rudra? Tum kuch bol kyu nahi rahe ho? Tum call par ho na?

Rudraksh came into senses and responded.

Rudraksh: hello

Preesha: tumne call kyu kiya? Sab theek hai na?

Rudraksh: tum kaha ho abhi?

Preesha: mai...vo...maya ke sath parlour ayi hu

Rudraksh: tum sach mein parlour mein hi ho na?

Preesha: ha aur kaha hungi

Rudraksh was heartbroken

Rudraksh: mujhe kuch kaam hai baa mein baat karta hu.

He saw Preesha giggling with Akshit and buying a beautiful Kanjivaram saree

Rudraksh: Preesha ne mujhse jhoot kyu bola? Mera shakk sahi tha...Preesha mujhse kuch chupa rahi thi...

He left the shop without informing his mom.

Preesha din't see him.

Rudraksh was in tears.

Rudraksh: abhi kuch din hi hue hai usko us Akshit se dance seekhte hue aur vo usko mujhse zyada acha lagne laga?

Sab ladkiyan ek jaise hoti hai...sirf ladko ko use karna janti hai...

Preesha ne mujhe dhoka deke acha nahi kiya...

Next day Preesha came and sat beside Rudra.

Preesha: Rudra aaj movie pe chaloge? Us din mai nahi ja pai thi na

Rudraksh: mujhe kaam hai

Preesha: kya kaam hai?

Rudraksh: kuch personal kaam hai tumhe nahi bata sakta

Preesha: itna personal?

Rudra: ha

Preesha : thik hai mat batao par meri taraf dekho to sahi

Rudra: kyu mere peeche padi ho? Tumhare paas to bohot option hai na...movie dekhni hai to jao na us Akshit ke sath

Preesha: tum aise kyu bol rahe ho?

Rudra: Preesha mera mood already kharab hai tum use aur kharab mat karo...jao kahi aur jake betho mujhe tumse baat nahi karni

Preesha: nahi jaungi! Kya baat hai yeh to batao

Rudraksh din't say anything but she kept asking.

After college when Rudraksh was going alone to his home Preesha came there

Preesha: Rudra tum mujhe puri baat bataoge ki nahi?

Rudraksh ignored.

Preesha: tumhe meri kasam please bolo na kya hua kyu aise behave kar rahe ho?

Rudraksh: tumhari vajah se...tumhare dhoke ki vajah se...kyu kiya tumne aisa?

Tumne mujhse kaha tha na ki tumhe dhoke se darr lagta hai isliye tum mere sath relationnship mein nahi ana chahti? Aur ab khud dhoka dete samay tumhe bura nahi laga?

Preesha: yeh kya bol rahe ho? Maine kaunsa dhoka diya?

Rudraksh:akshit! Tumko kal dekha tha maine uske sath.tumhara teacher kuch zyada hi close nahi agaya tumhare? Itna close ki meri hi girlfriend ko mujhse jhoot bolna pada ?

Preesha: Rudra meri baat suno

Rudraksh: ab kuch nahi suna mujhe. Sab ladkiyan ek jaisi hoti hai..bas ladko ko apne shauk pure karne ke liye use karti hai...tum bhi vese hi ho..

Are maine to tumse itna pyaar kiya...tumhe har vo khushi deni ki koshish ki jo tum deserve karti thi...

Maine hi tumhare dance ke passion ke liye tumhe motivate kiya...tumhe dance class join karaya aur tum cheater nikli...usi teacher ke sath chakkar chalane lagi

Preesha: bas! Jo mann mein aa raha hai bole ja rahe ho?

Tumne khud se hi sab soch liya? Mai to is relationship mein hu hi nahi?

Rudraksh: relationship ab bacha hi kaha hai...hum sirf classmates hai

Preesha's eyes filled with tears

Preesha: fine ab se sirf classmates!

Both were broken. The world seemed to end for them.

Three days passed. Preesha din't sit beside him any longer. They neither talked to eachother nor met for extra classes.

Everything changed between them.

After three days, at night Preesha messaged him.

Rudraksh was reluctant to open her message but still opened it after a minute.

Preesha's message: block karne se pehle agar mann kare to yeh message padh lena.

Kal shaam ko neeche diye gaye address par ajana.

Mujhe pata hai tum meri shakal bhi nahi dekhna chahte par jo pyaar humne ek dusre se kiya tha..usi ke khatir ek baar aa jana agar mann kare.

Mai tumhara wait karungi.

- tumhari classmate

Rudraksh: isne mujhe yaha kyu bulaya hai? Fir koi naya natak hoga.

Chahe kuch bhi ho jaye main nahi jaunga!

Where did Preesha called him and will he go?

Comment your thoughts and show your love by voting.

Love you all : )

Always for youWhere stories live. Discover now