Kal Ho Na Ho..

1.1K 131 53
                                    

Anubhav: (pov) ek taraf Desh

Haseena : (pov) ek taraf Apne

Anuseena closed their eyes...They remembered the Oath they took For the Nation...

Mera Har karm Desh keliye
Mere Rom Rom mein Desh Rahega,
Jai Hind Jai Hind ab se yehi
Mere Jeevan ka udeshy rahega ...

Anuseena opened their eyes...

Anuseena:(with tears) Desh Sabse pehele hume apno ki Kurbani Deni hogi...

And tears slept down their eyes....

Anubhav: ye asru Bahane ka samay nahi hai kisi bhi taraha yaha se nikalna hoga...

Anuseena went towards the wall and started knocking on it...
When they heard similar knocking sound on a particular wall...

Haseena : (pov) lagta hai uss taraf koi hai..

Haseena : kya ap hume sun sakte hai...

Anubhav smiled listening the voice...

Anubhav: Haseena Ji...

Haseena : (in tears) Anubhav...

Anubhav: Haseena ji aap chintit mat hoiye ham kuchh karte Hain..

Anubhav looked here and there he found a big rock offcourse a heavy one...
He somehow picked it...

Anubhav: Haseena Ji Deevar se peeche hatiye...

Haseena moved back...

Anubhav rushed towards the wall with all the speed he could with the heavy rock on his arms and then banged on the wall...
The wall got cracked but it didn't broke...

The rock falled down from anubhav's hands...

Haseena : Anubhav ap theekh hai??

Anubhav: ji Haseena ji ham theek hai aap chinta na Karen..

He lied because the truth was his hand was paining badly and alas was bleeding very much...
But still he again picked up the stone and again bang the rock on the wall with all the force he could...
Now this time the wall broke down...
Anubhav left the stone and now he was too weak...
But he still managed to move towards Haseena and take her into his embrace...
But Haseena was shocked after looking at his condition...
She separated and looked at his bleeding hands... And tear started flowing from her eyes

Haseena : Anubhav ye....

And she started crying bitterly....but Anubhav...

Anubhav: nahi...nahi Haseena ji..Rona nahi hai hum ashakt nahi pad sakte...hume yaha se Nikalna hoga..Un...un missiles ko rokna hoga anyatha ye desh...

Haseena : Kuch nahi hoga Anubhav iss desh ko...kuch nahi hoga...Hum iss desh ko kuch nahi hone denge...

Haseena Started looking here and there she found the bricks of the broken wall she found that the bricks were very week and thus can be broken easily....she looked at the rock by which Anubhav broke the wall and started moving towards the rock ..but Anubhav stopped her..

Anubhav: nahi haseena ji..hum karte hai...

Haseena : Anubhav hum Karlenege..

Anubhav: jante hai...Hume ye bohot acche se gyat hai ki humari priye SHO Haseena Malik chahe toh sab kar sakti hai parantu iss wakt hum mein se kisi ek ka swast rehena bohot awashak hai..anyatha dono agar Chot kha kar balheen ho jayege toh mission kaise aage badhega..

Haseena: lekin Anubhav aapko already bahut chot lag chuki hai..

Anubhav: ghav to lag chuka hai Haseena ji parantu ye ghav hamen tab tak nahin tod sakta jab tak ye mission safal na ho jaye...

And Anubhav moved towards the stone.. pick it up with the all force he could and again bang it on one of the wall and this time the wall broke in a jiffy ...
And they came out Anubhav was now more weak but he knew one thing that he can't stop...

Haseena : Anubhav ab??

Anubhav: (weakly) Saboot dhundhiye Haseena ji kyunki Jahan apradh hota Hai vahan Saboot bhi avashya hota Hai...

Anuseena started looking all around...Haseena found some sliding marks on the floor...

Haseena : Anubhav... Anubhav yah dekhiae ghasitane ke Nishan...

Anubhav touched the sand...

Anubhav: ye...ye toh rakt hai.. kisi manushya Ko yahan se ghasit kar le Jaya gaya hai ..

Haseena : (scared) Anubhav kahi humari team toh nahi??

Anubhav: ho sakta hai Haseena ji...

Haseena : Anubhav Chaliye..

Anubhav started moving with Haseena but his legs stopped thinking something...

Haseena: kya hua Anubhav??

Anubhav: Haseena Ji Ap jaiye...hum uss Missile ke Niyantran Kaksh ki Talash mein jate hai ...

Haseena : par Anubhav ap akele....

Anubhav: Akele kaha hai hum Apki Prarthanaye hai n humare saath priye...

Haseena: lekin Anubhav...

Anubhav: Jazbaat se nahi priye iss samay sirf aur sirf Dimag se Karye kijiye..ek taraf Humara Desh khatre mein hai aur ek taraf humara shampoorna parivar...Apko Jana hoga...haina..

Haseena was with tears in her eyes...she nodded in yes...

Anubhav: aur ek baat..

Anubhav filled her parted hairline with his blood...

Anubhav: (cupping her face) Hum jeevit rahe na rahe Ap humare naam ka Ye Sindoor sadev apne maang mein saja kar rakhengi..wachan dijiye...

Haseena : (with tears) Anubhav ap ye??

Anubhav: Vachan Dijiye Haseen Ji...

Haseena : hum apse wada karte hai ki hum apke naam ka sindoor humesh apne maang mein sajayenge...

Anubhav: aur haa agar ap jeevan mein aage badh Jaye toh ap humare naam ke iss sindoor ko mita sakti hai..

Haseena: Marr jayenge Anubhav par apki jagha kisi ko nahi denge...Hum Haseena Anubhav Singh aur humesha Haseena Anubhav Singh he rahenge....(with tears) koshish kijiye ga ki ap wapas laute apki Haseena apka intezar kargi...

Anubhav: Avashya karenge parantu agar na Laut paye toh??

Haseena : toh kya ..ek din hum apke pass aajyege...par apko kabhi nahi chodenge Anubhav...

Anubhav immediately hugged her and kissed on her forehead...
He seperated and grabbed her lips haseena too responded back and smiled under kiss with tears..
They seperated after a while...

Anubhav: (cupping her face) jaiye...Yaad Rakhiye ga Apka Anubhav Apse bohot prem karta hai...

Haseena: Apki Haseena bhi apse behad Mohobbat karti hai Anubhav...

Anubhav: Jaiye Haseena Ji...

And their they Left eachother for the sake of Nation and Family...they couldn't choose one between Nation and Family thus they sacrificed their love for time being... Ofcourse they have to Because Nation Comes First , Duty Comes First....they just moved in a hope that they will meet one day once again...And Yes ...

Picture Abhi Baki hai Mere Dost!!!!

Rishte - Set After Mission Beherupiya Where stories live. Discover now