🖤 Unkhahi batte 🖤

1.2K 94 36
                                    

So start from the previous part...!!

Recap: MoRan ka misunderstanding clear ho gaya.
______________________________________

Karan : Woh.... actually....
Mujhe laga ki maine tumhen kiss karne ki baat ki tho tum gussa ho. But main majak kar raha tha.( said in one go)

Monami: Hmmmm (seriously)

Karan: Sorry Monami. Main tumhen uncomfortable feel nehi karna chahata tha. Genuinely sorry. (said while looking down)

Monami : Karan....tum abhi bhi ush baat ko leke pare ho. Maine bilkul bhi bura nehi mana coz mujhe pata hai ki tum ek gentlemen ho.

Karan: Still Monami.....It's my fault.
Tumhare Mom Dad mujhpe bharosa karke tumhen mere sath jane dete hai. Aur main badle main tumhen uncomfortable feel karaya. Unka bharosa thoda.

Chalo maan liya ki tum  uncomfortabl nehi huyi. But mujhe tho characterles samaj rahe ho na. Ki main baki ladkion ke sath bhi asehin baat karta hoon. (he holds her right hand)  But believe me Monami main asa ladka nehi hoon. Maine kabhi kisi ladki ko bina consent ke haath bhi nehi pakra. (still holding her right hand)

Then reality hits him. That he holding her hand while saying that line. Karan released Monami's hand in jerk.

Karan: Woh main....mera matlab....Yeh main..... Actually....(He could not finish his line due to embarrassment)
Sorry....

Monami busted out in laughter. Karan looked at her confused. She came close to him and cupped his cheeks.

Monami: Karan...tum na pure pagal ho. Kahan se kahan chale gaye tum. (while laughing)
Karan.....maine asa kuch bhi nehi socha. Sochu bhi kyun...mujhe pata hai tum kesa insan hai. Woh kabhi mujhe uncomfortable feel nehi kara sakta. Main tumhare sath bohot comfortable feel karti hoon. Aur ase bhi Mera Khadoos Shergill chahe kina bhi Khadoos ho....kabhi kisi ke sath badtameezi nehi kar sakta. Specially kisi ladki ke sath tho bilkul bhi nehi. (while straight looking into his eyes)

A wide smile appeared on Karan's lips after knowing how much Monami trusted him. And he literally dancing in mind after listening "Mera Khadoos Shergill"  from her.

Karan: Sach Monami. Tum mujhpe itna trust karti ho

Monami: Nehi tho aur kya. Agar main tumhare sath trust nehi karti tho kya tracking pe jati tumhare sath. Jungle main bhi pure time tumhare sath thi aur bohot comfortable aur secure feel kar rahi thi. Coz I know tum mujhe kuch nehi hone dete. Aur yaad hai ush cottage main room bhi tho share kiya tha.

Karan: Haan who kese bhool dakta hoon jahan tumne mujhe daraya tha.

Monami : Areee....haan. Tum dar ke mare puri raat nehi soye the. Nonstop Hanuman Salisha padh rahe the (said while laughing)

Karan : Aaa...Ash baat nehi hai... (while fumbling)

Monami : Jhoot mat bolo tum bohot dar gaye the.

Karan: Main darta warta nehi hoon.

Monami: Haan....Haan tum darte nehi hoo. Actually bohot jada darte hoo. (laughing loudly)

Karan : Chup....ek dam chup. Pehele tho mujhe darati ho aur abh hash rahi hoon. (in fake anger)

Monami put index finger in her lips.
Karan looking at her. After sometime both busted out in laughter.

Monami: Abh tho has rahi hoon. But main bhi dar gayi thi.

Karan: Kyun?

Monami: Kahi tum mujhpe gussa tho nehi ho. Mujhe laga ki maine tumhen naraz kar diya massage ka reply na deke. Call pick na karke.

Karan: Monami ish main nazar hone wali kya baat hai. Jese ek soldier ki duty important hoti hai. Waise hi ek doctor ka kam bhi bohot important hota hai. Tum aapna duty karne main busy thi.

Monami nodded with wide smile.

Monami: Hum dono hi pata nehi kya kya soch rahe the.

Karan : Exactly.

MoRan :  Actually Main tumhen khona nehi chahata/ chahati. (together)

They both looked into each other eye. They just fully lost in the moment. Monami blushed a little. But soon they came back in sense.

Monami: Mera matlab hain agar yeh rishta toot geya tho families ko bura lagega na.

Karan felt a little bad.

Karan ( in mind) : Yeh sab tho families ke liye hi hai. Thodi na Monami mujhse....

Karan : Exactly. Aur log bhi tarah tarah kerenge na.

She also felt a little bad.

Monami (in mind) Ishe logo ki pari hai meri nehi. Aur paregi bhi kyun Thodi na Karan mujhse....

Monami just nodded.

Monami: Ache tumne jab mummy ko call kiya tho unhen sak nehi hua.  I mean tum mujhe nehi unhen inform kar rahe ho.

Karan : Woh hua kuch asa. Mom  aunty se sath call pe baat kar rahi thi.  Main bhi wohi tha. Tho maine bola main khud sham ko kya main ghar aa sakta hoon mujhe kuch baat karni thi.

Monami: Kya baat karni thi ?

Karan : Woh Batra Ma'am ne dinner ke liya invite kiya tha. Tho woh batani thi aur bohot dino se aap logo se nehi mila tho mil bhi lunga. Aur tumhen na bataya main tumhen surprise dunga.

Monami: I am quite impressed Agent Shergill. Aapne moke ka acha fayda uthaya.

Karan : I know I am smart and intelligent. (while raising his collar)

Monami: By the way Tumne bataye kyun nehi ki Batra Ma'am ne dinner pe invite kiya hai.

Karan: Aaj hi bola hai.

Monami: Ohhh.....Okkkk.

Karan: Ma'am ne bola hai sham ko hi aa jane k liya. Tumse baat karni hai.

Monami: Ruko tum kal tumhari acche se shikayat karungi .

Karan : Kesi shikayat?

Monami: Yehi ki tum mujhe kitna paresan karte hoo.

Karan: Wait a minute..... paresan....woh bhi main.... tumhen...?

Monami: Haan.

Karan: Main nehi tum mujhe paresan karte hoo always.

Monami: Bilkul nehi......

Aur ish cute nok jok ke sath inke yeh not so big misunderstanding khatam hota hai.
.
.
.

To be continued

PRECAP: MoRan in Batra house. Karan ne Monu ko bohot paresan kiya.

******

(Please ignore grammatical and spelling mistakes)

Thank you so much for reading.
☺️❤️
Hope you'll like it
Stay tuned 🦋🦋

Please guys vote and comment












Let's make a deal Where stories live. Discover now