🖤Lighten up her mood🖤

1.1K 98 38
                                    

So start from the previous part...!!

Recap: Faizi aur Karan shart ke baremain baat kar rahe the tab Monami woha aa jati hai.
______________________________________

They looked back and saw Monami standing there. Karan and Faizi's eyes widened.... they looked each other.

Monami: Kya chupa rahe ho tum dono?

"Kuch bhi tho nehi" Faizi and Karan said together.

Monami: Jhoot mat bolo dono maine aapne kano se suna ki tum dono mujhe kuch chupane k baat kar rahe the.

Karan : Kuch nehi Monami. Tumne kya sunte kya sun liya. Hum asa kuch nehi bol rahe.

Monami noticed the money in
Karan's hand.

Monami: Aur yeh paise kiske hai? Aur haath main leke kyun khare ho?

Karan and Faizi looked each other with questionable eye. They were like "Abh kya bole". Monami noticed it.

Monami: Abh kya ishaare bazi chal rahi hai?

Faizi : Karan ko pata hai... Karan bol.

Karan: Main...!! Tu bol na.

Faizi: Nehi tu bol.

Monami: Stop it. Koi ek bolo. (in little anger)

Karan : Woh.....Woh....actually.....

Monami: Tum tho rehene hi do. Tumhare who....who...ke charak main subha hi jayegi. Faizi tum bolo.

Faizi: Haan... Main!!

Monami: Faizi sach bolo kya baat hai?

Karan was signaling Faizi from behind not to tell the truth.

Faizi: Okk.. Main Sach bolta hoon. Sorry Karan. Main aur nehi chupa sakta.

Karan be like "Aaj main geya"

Faizi: Actually... Monami.... Karan k na paise kho gaye hai.

Monami: What!!! Kab....kese? (while looking at Karan)

Faizi wink at Karan. Karan got it and made a sad face.

Faizi: Haan....Karan k money bag main 5000 rupaye the...woh flower shop pe paise dete waqt 3000 kahi gir gaye....tumse baat kar raha tha tho ushka diyan nehi geya.

Monami looked at Karan with sad eyes. Karan chup chap niche dekh raha tha aur maan hi maan khush ho raha tha.

Faizi: Tumhen yeh sunke bura na lage isiliya na bolne ka baat kar raha tha.

Monami: I am so sorry Karan. Meri wajah se tumhara nuksan ho geya. I'm really very sorry. (Keeping his one hand on Karan's hand)

Karan felt bad. But he can't said that truth.

Karan : Monami...Ish main tumhari koi galti nehi hai. Mere laparvahi ki wajha se kho gaye hai. Please.... don't feel bad.

Aur tum yeha kyun aayi. Kuch kam tha kya?

Monami: Dinner ready hai. Isiliya bulane aayi thi.

Karan : Chalo dinner karte hai. Chal Faizi.

Faizi: Haan....Chal. Aur Monami Tumhen bura maane ki koi zarurat nehi hai. Tumhari koi galti nehi hai.

Faizi left from there. MoRan were alone.

Monami: Chalo Karan hum bhi chalte hai. (with withered face)

Karan: Monami smile please. Tumhare chehere pe smile suit
karti hai sadness nehi.

Monami was looking down. Karan placed his hand on Monami's shoulder and squeezed it gently to comfort her.

Let's make a deal Where stories live. Discover now