🖤One more time🖤

1K 98 83
                                    

So start from the previous part...!!

Recap: Monami got to know the truth. Moran's fight.
______________________________________

Karan's POV

It's been 3 days since I and Monami have not spoken to each other. After that day I did not call her again. I know I made a mistake, but that doesn't mean she's going to blame me like that.

I know how to respect a woman. But I also have self-respect. I also did not try to talk to her again. Because she didn't want to listen to me. Monami didn't even give me a chance to explain. Ushe tho yeh bhi pata nehi ki maine bet kis baat ka lagaya tha. She hurt me with her words.

Knock...Knock...

My trance broken by the knock. I opened the door and saw Ma standing in front of me with a smile.

Karan's POV End

Suhana (Karan's Mom) :  Din bhar kam main itna busy reheta hai ki ma ki yaad bhi nehi aati na.

Karan: Maa.. phir se emotional baate.

Suhana: Acha chal nehi karti emotional baate. Haan woh....kaya hai shaadi ki date tho nasdik aa rahi hai. Tho main soch rahi thi ki sab suru hone se pehele Ganesh puja karaya jay. Aur maine ish baremain Monami ke family se bhi baat kiya hai aur woh bhi yehi chahate hai.

Karan: Haan Maa aapne pehele bhi bataya tha ish baremain. Tho puja kab hai?

Suhana: Parso hai puja. Tho kal tu aur  Monami jake puja ki samagri leke aana...?!

Karan : Maa... Monami ko taklef dene ki kya zarurat hai? Main leke aaunga na.

Suhana: Nehi agar koi saman chut jaye tho woh yaad rakhegi.

Karan nodded.

________________________________

"Mujhe tho ushse baat bhi nehi karni thi aur abh puja ki samagri lane ke liye jana padh raha hai" Monami said to Sid in anger.

Sid : Bro I think koi misunderstanding ho raha hai.

Monami: No.... Sid...abh main Karan ko sahi samjhai hoon. Woh asa hi hai.

Sid: Really...!!!  Tho yeh wala jhoot tu aapne aap ko bol rahi hai... mujhe nehi. Tere yeh frustrated face hi bata raha hai ki gusse main tune ushe galat sunaya aur abh tujhe bura lag raga hai. Coz tu bhi janti hai ki Karan bro kesa hai....woh ladkiyon ki kitni respect karta hai.

Monami: Nehi....matlab woh. Ok, main manti hoon ki maine ush din gusse main kuch jada hi bol gayi. But still ushki bhi galti hai.

Sid : Main manta hoon ushki galti hai. Par bet wali baat itni bhi bari nehi thi jhoot bola woh laglat tha lekin bech main jo hua woh nehi hona cahiye tha....aur ush wajha se tune aapna sara gussa Karan pe nikal diya.

Monami: Tu sahi kehe raha hai....tho abh kya karu...?!

Sid : Sorry bol aur baat khatam kar aur kya.

Monami: Ok. Bro tu bhi chal na mere sath. Mera himat barega.

Sid : Sorry....bro main aata but daddy ji ne kal kuch kam diya hai. Aur mujhe jana hi hai. So...I can't.

Monami: Ok....bro.

Sid (in mind) : Mujhe pata tha ki tu mujhe jane bolegi. Sorry bro main kabab main haddi nehi ban sakta. Faizi bro ko bhi informed kar dunga taki tum dono aapne problem solve kar lo.

____________________

Next day

Karan came and picked Monami from her house. They forget everything for a while when they see each other. But this time Karan came back in sense first and made a stern face. Monami felt bad for her that day's behavior. But didn't say anything.

Let's make a deal Where stories live. Discover now