PART 22

902 115 0
                                    

Next day

They both reached school and went to their classroom.
After two periods, head boy and head girl came to announce something.

HB- Guys we are in final year of school, so now it's your turn to lead your fellow classmates and juniors. So there will be elections for student council after seven days.

HG- So by tomorrow morning you have to give names if you want to take part. Thank you

They both left
All students became excited expect karan

Apne bhai ko lena dena hi nahi hai kisi cheez se.

Boys- b1,b2....   Girls- G1,G2.....

G1- teju tu to part legi na

Teju- haan lungi

G2- tum to jeet hi jaogi

Teju- pata nahi

Teju- karan tu bhi part lega na

Karan- nahi mujhe koi interest nahi hai par main tumhe vote zaroor karunga laddoo

Teju- jaise ki tumhare paas koi option hai

Then recess starts, all students came on ground.

Teju went with kk to fill her name for candidate in student council.

There came boy from other section whose name was Sameer

Sameer also filled name for elections, then came towards teju

Sam- hi teju tumne part liya tab to tum jeet hi jaogi

Teju- dekhte hai all the best

Sam- kya pata him dono head boy aur head girl ban jaye kitna achha rahega, main to pehle se hi popular hoon mere against koi part bhi nahi le raha.

Sam popular to tha school mein par academics mein average tha aur rowdy type ka tha, sab darte the us se. Sam ko teju pe crush bhi tha

Then came a girl to take part in elections for head girl whose name was ayushi, she was from arts section she was also popular
She had crush on karan.

Ayu- hi you what's your name

Teju- my name is tejasswi prakash wayangankar and you

Both knew each other names but ayushi wanted to humiliate teju and teju just gave it back

Ayu- you don't know me, my name is ayushi dobriyal

Teju- to main kya karu(teju couldn't handle her fake accent so started speaking in Hindi)

Ayu- tu mere saamne kuch nahi hai to election se apna naam hata lo aur kisi chhoti post ke liye try Karo(ye bhi hindi pe aa gayi)

Teju- wo election mein dekhenge

In sab mein ek insaan tha jo sab dekh raha tha sun raha tha par kuch bol nahi raha wo tha hamara karan. Karan sab ko observe kar raha tha

KK(in mind)-
Pov on Sam:
yeh Sam kuch jyada hi close ho raha hai meri laddoo se, agar ye head boy ban gaya to laddoo ke saath rahega jab class nahi hogi.

Pov on ayushi:
Ye ladki mujhe ghoor kyu rahi hai bhaingi hai kya aur ye mere laddoo se kaise baat kar rahi hai
Aur ye laddoo se jeetegi khade khade sapne dekh rahi hai kya

Pov on teju:
Laddoo to jeet jayegi pakka hai par kuch timeere saath nahi rahegi.
Kya bajaya laddoo ne is ladki ko
Laddoo Sam se kaise baat kar rahi hai aur haath bhi mila rahi

Pov on himself:
Main nahi part lunga is faltu ke kaam mein yaha padhne aya hoon ki sabko sambhalne

Then bell rang and they went to their classrooms

Then school got over, they returned home

Teju's home

Teju- mummy hamare school mein Student council ka election hai aur maine part le liya

TM- O gadhi main bhi usi school mein teacher hoon mujhe pata hai

Teju- sorry, main bhool gayi thi aap to hame ab nahi padhate na

TM teaches maths for class 6th to 10th

TM- all the best laddoo ( teasingly)

Teju- mummy mujhe laddoo bas sunny bulata hai (making pout)

TM- achha achha sorry, sunny part liya ki nahi

Teju- nahi wo to nahi liya lagta hai phir padhaku ban ne wala hai

Teju said that because two months karan enjoyed with everyone without taking tension of studies

Yahan pe kk be baare baat ho rahi thi aur kk ka dimag mein mein kuch aur hi chal raha tha.........


End

Main school part end karne wala tha par election ka pilot aa gaya dimag mein, next part mein end ho jayega

Kk kya soch raha hoga....

Aur elections kaun jitega

Sam aur teju ka relationship kaisa hoga head boy head girl ban ne ke baad

Comments mein batao kaisa laga

Don't loose herWhere stories live. Discover now