🍂|~Sweet Moments~|🍂

1.7K 207 104
                                    

Anuseena's Home 🏠

"Ab kis soch mein kho gyi aap?" Anubhav asked Haseena, who is in deep thought

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Ab kis soch mein kho gyi aap?" Anubhav asked Haseena, who is in deep thought.

Haseena-hum apni family ko kaise batayenge....(tensed).

Anubhav-jaise aap har baatein batati hai..

Haseena-hume sharm aayegi....(shyly).

Anubhav-ab sharmane se kuch nhi hoga, batana toh padega aakhir itni badi good news hai....

Haseena- toh aap bata dena hum aapke pichhe chhip jayenge....(smilingly).

Anubhav-koi fayada hoga usse?

Haseena-nhi, par batana toh padega sabko....(pouted cutely).

Anubhav-hamare paas ek idea hai....

Haseena- kya...(curiously).

Anubhav-thoda aur paas aaiye....

Haseena-nhi, aap phir kuch kahenge aur hum pure din sharmate rahenge....

Anubhav-nhi hum waisa kuch nhi kahne wale....

Haseena-phir bhi hum nhi aayenge, aap aise hi bata dijiye...waise bhi hamare alawa koi nhi hai yahan....

He agreed because dusra option nhi hai and then told her about his plan.

Haseena-idea toh achha..par hum itne din yeh baat secret kaise rakhenge specially maa..woh toh yun ek second mein hamare mood swings and changes samjh jayengi....

Anubhav-jab tak aap khud nhi batayengi aisa kuch nhi hoga, haan maa ko doubt ho sakta hai bas aapko thoda dhyan rakhna padega aur apne flow flow par control warna sari planning dhari ki dhari rah jayegi.....

Haseena-try karenge...(sheepishly).

Anubhav-karna padega...

Haseena-okayyy...why the way ek question hai...!

Anubhav-do hafte mein humne is line ka bada miss kiya...(he said smiling).

Haseena-toh phir hamare sawal ka jawab dijiye...

Anubhav-puchhiye...(she holds his hands and then deeply looks into his eyes).

Haseena-hamare beech jo bhi hua use ek side rakhna, aur is question ka honestly answer dena (he agrees) aap sach mein ready hai na baby ke liye I mean yeh unexpected good news aapke liye koi burden ya problem toh nhi hogi...aapko jhooth bolne ki zaroorat nhi hai aap jo bhi man mein hai woh bol dijiye hum sach mein bura nhi manenge kyunki hum jante hai ek parental life easy nhi hoti specially working person ke liye....

Anubhav-mana yeh good news unexpected hai par yeh (keeping his hand on her abdomen) hamare liye kabhi burden nhi ho sakte...hamari chhoti Haseena hamare liye hamesha special rahegi (smiling)....aapse bhi jyada....(to tease her).

Agar Tum Saath Ho ✔Where stories live. Discover now