Next day ...
Morning
Raghav wakes up first n notices pallavi sleeping holding his one hand . A small smile comes on his face, he kisses on her forehead n comes out of the bed , freshen up & then goes towards the kitchen but there he finds Jaya again who is doing preparation for the breakfast.....The last day incidents started roaming inside his mind .....
R:- yahan kya kar raha hai tum
J:- nasta banane ja raha hai mai
R:- kaun bola tum ko ye sab karne ko
J:- mera mann kiya isiliye kar raha hai mai
R:- yahan pe mehman ka tarah aya hai do chaar din ka liye to mehmaan ka tarah hi rehne ka hai jyada mera ghar ka matter me ghusne ka kosis nahi karne ka .
J:- mehmaan hai to eska matlab ye nahi hai ki mai bas baitha rahega n she continues her work..
R:-shouts angrily tum sabit kya karna chahta hai Amma ye khana bana ke aur dusra kaam kar ke ...
J:- tu aisa kaiko bhadak raha hai
R:- comes close to Jaya n snatches the glass which she was holding n throws on the floor n says to aur kya kaare mai ...tum ye sab kar ke ye dikhana chahta hai na ke mai apna beti aur biwi ka khayal nahi rakh sakta hai .. Tumhare ko kya lagta hai mai akela ye sab manage nahi kar payega . Arey 10 saal se sab kuch akela manage kiya hai to abhi bhi kar lega mai.
Just then Pallavi, Farhad & Kirti also come there after hearing loud noises ..
J:- ye to kya bol raha hai
R:- wahi jo tum kar raha hai . Arey jab tak mai jinda tha tab tak to tum mera ko jhakne ko bhi nahi aya . Aur aaj achanak se yaha aa kar ke ye sab jhutha natak kar raha hai .. Sab smjh raha hai mai Amma ki tum kyu aaya hai yahan pe ..tumhare se mera khushi nahi bardasht ho raha hai na .. tum mera se Appa aur Arjun ka maut ka badla lene ko aaya hai na . Ye apna jhutha pyaar aur care dikha kar ke tum mera ko mera beti aur wife se alag karna chahta hai na ,kyuki tumhare ko to yahi lagta hai ki appa aur Arjun ko mai dur kiya tumhare se to ab same wahi cheej tum mera sath repeat karne ko aa gaya . Mera ghar todne ka liye aa gaya .. Mera khushiyan cheenne ka liye aa gaya ...
arey tum na mera ko yahan pe sirf torture karne ko aya hai .
J:- tera dimag kharab ho gaya hai kya raghav . Mai tere ko tera biwi aur bachhe se kaiko alag karega ..
R:- ha ho gaya hai mera dimag kharab jis pal se tumko aur kirti ko mai yahan pe dekha hai na us pal se hi mera dimag kharab ho gaya hai ..
Just then Mishti also comes there....daddy aap itna chilla kyu rahe ho
R:- comes to Mishti & takes her in his arms n directly goes in his room....
M:- kya hua daddy aap ro kyu rahe hai .
R:- hugs her tightly n says koi tumko mera se dur le jayega to mai royega hi na
M:- wipes his tears , koi mjhe aapse dur karega to aap usko dhishum dhishum kar ke maar dena
P:- also comes there
R:- tum itna jaldi kaiko uth gaya kal raat me to tum late soya tha na ,chalo ab aram se baithne ka
P:- sits on the bed, raghav tum itna kyu pareshan ho rahe ho ..
R:- keeps his head in her lap n cries n says tumko ,mishti aur apna aane wala baby ko mai khud se dur hota hua nahi dekh sakta hai ...
M:- also keeps her head in pallavi's lap facing raghav's face
YOU ARE READING
raghvi os n short stories part 2
Fanfictionraghav n pallavi.....this book is continuation of my previous book with the same story title name......
