veer ka irade kya hai ??

917 101 31
                                    

Hai.

Hello ..

Happy reading...

Yes it has been 6 days maine yeh story ki update nahi di ..

Lekin ab de rahi hunn ..

Now let's begin the story ..m

*****************
Karan , monu , veer , Sid , faizi , paru , Anaya were going to Sanju village .

Sid , monu , veer toh sirf Sanju se milne keliye jare the , karan un logon ko india ke baremein kuch pata nahi isiliye escord kar raha tha , faizi uska friend ki dil toothe huye dekh kar akela nahi chod saktha tha isiliye un sab ke saath jaraha tha , Anaya toh karan par apni jaadu chalane keliye jarahi hai , par in sab ke beech paru isiliye jarahi thi ki uske liye ek naya boyfriend doondne , bochari jo pata nahi hai abhi uski story bahut important hai iss kahani mein ..

Anaya ki nazar puri tarah se karan par thi karan driving seat par tha , Anaya passenger seat par thi , back seat mein monu and sidG , and uske peeche faizi and veer bhaite the. .

As i said Anaya karan ko yaad rahi thi uski phone mein ek msg aayi uski mom Smitha se.

Smita: ( in msg ) baby are you out of mind tum kyu uss bekaar ki village jari ho ?? You won't belongs to this place baby ..

Anaya bhi replay di thi ..

An : ( in msg ) mom relax , mein kaha yaha permanently settle hone wali hunn ?? Bus ek baar karan se meri shadhi hone do , hum himaesha keliye Australia lekar jayengey , bus kuch hi dinon ki baat hai, inthne logon ke beech rehna mere liye bhi mushkhil hai ..

Anaya ki MSG aathe hi Smitha bhi replay ki ..

Smitha : ( in msg ) that's like my daughter , ab lagra hai tum Smitha ki beti ho. .

Anaya ne phone ko side mein rakha aur karan ko tadne lagi ,, dusri taraf karan view mirror se monu ko hi dekh raha tha , usse yeh bhi pata nahi ki Anaya usse dekh rahi hai , lekin Sidg and paru karan ko dekh rahe the , view mirror mein jo monu ko dekh raha hai ..

Achanak paru na gana gayi karan ko dekh kar ..

"deewana hai dekho
Bekaraar woh
Sambhalo sambhalo
Na pyaar ho "

Sid : oh antakshari not bad bro chalo mein bhi gata hunn , apne baremein ..

Sid bhi gaana gana shuru kar diya ..

" bachna yeh haseeno lo mein agaya "

Paru karan ki emotions ko samaj gana gayi ..

" Yeh apna din hai awara na jane kis pein ayega "

Sid : faizi ko represent karthe huye gaya ..

"Yeh dosti hum nahi todengey , Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge "

Fhir paru ne veer ko represent karthe huye gayi ..

"Ajeeb dastaan hai yeh,
Kahan shuru kahan khatam,
Ye manzilein hai kaunsi,
Na woh samajh sake na hum -"

Ab bhari Sid g ki woh Anaya ko represent karke gana gane laga ..

" Shaguna di raat raat, sajna ji hot hot
Naina vich sajnaa de laayi jaawaa shot wot

Main bal khaavan, haath na aawaan,
yaar mere to bachnaa
Main nagin nagin, nagin nagin,
naagin dance nachnaa.."

𝓓𝓲𝓵 𝓭𝓲𝔂𝔂𝓪𝓷 𝓰𝓪𝓵𝓵𝓪𝓷 Where stories live. Discover now