aa dekhe Zara kismein kithna hai dum

1K 117 45
                                    

Hai ..

Hello ..

Happy reading..

***************

Mahajan house. .

Karan's first day in hell  i  mean at home..

Gayathri: mein pehle hi bathari hunn , karan ke saath yaha koi badtameezi nahi karengey , yaha woh ek damaad ki tarah hi rahega

Aneesh : mom tum tension math lo , hum humare kabhi na hone wale jijaji ko bahut respect dengey ,( seeing karan ) kyu ?? Karan ji ??

Karan : ( fake smile ) i aapke face mein hi dikha Raha hai ( in mind ) rani sahiba keliye iss billota ko jhel raha hunn varna sniper utake pura goliya chala detha bade aaye tusnt maarne wala ..

An : ( in mind ) monu keliye sehna padra hai varna abhi iss suturmurg ke car bomb lagake kab ka uda detha , bade aaye badla lene wala ..

Juhi : chahiye sab dinning table par bhaitiye breakfast ready hai ..

Sare mardh dining table ke pass bhait jathe hai , juhi and Gayatri serves breakfast to everyone, they about to serve karan but Aneesh stops them ..

Aneesh : mom rukho ..

Gayatri jerked with his sudden shout ..

Gayatri: kya hua ?? Chilla kyu rahe ho ??

An : aap iss ghar ki riwaaz ko bhul gaye kya mom ..

Juhi : kounsi riwaaz hai Aneesh ..

An : badi mom , iss ghar ki sare damaad ke saath huva hai yeh rasam , lekin mom aaj kaise bhul gaya ..

Gayatri: lekin hum kya bhul gaye Aneesh ??

An : : ( dramatically) aap se yeh ummed nahi thi mom ,matlab aap ayise kaise bhul gaye ..

Ko : lekin kya rasam hai bhai ?? Woh toh bathav kyuki mujhe yaad nahi aari hai .

An : arey tumhe pata bhi nahi hogi kyuki tum bahut choti hai jab yeh rasam mama ji ke saath hua tha ..

Thats it for malvika , he took a fork from table and kept infront of Aneesh ..

Mal : ab jaldi bolo varna mein ..

An : arey rukho pati ko mardogi kya ?? ( Seeing others ) arey mom woh rasam hothi thi na Ghar ke daamad ko ghar ke sare log sweet khiladete the , ab karan bhi toh damaad hai toh rasam toh banthi hai ..

Gayatri: haan yeh toh mein bhul hi gayi ( to karan ) karan humare ghar mein ek riwaaz hai , ismein ghar ke sare log damaad ka muhh meeta kardethe hai ,ek minute mein abhi aayi ..

She left to kitchen ,karan gives a weird smile to everyone and thought to himself..

Karan : karan tu mar gaya , tumhe toh sweets bilkul pasand nahi hai aur yeh log muhh meeta ke naam se tumhara muhh mein mitayi tusengey ..

Aneesh : ( by seeing karan ) kya hua kabhi na hone wale jijaji ?? Aap dar toh nahi gaye ??

Karan : ( with fake smile ) do batein pehli , karan Sherghil kabhi darna seekha hi nahi aur dusri ..

He paused and saw everyone

Sabhi log unhe hi dekh rahe hai , jaise ki dusro baat kya hai ..

Aneesh : ab dusri bhi bathado kya hai ??

Karan : tum par adha dialogue hi waste kardiya Maine abhi pura karke dialogue ki bezzathi nahi kar saktha ..

Just then Gayatri comes with a plate full of sweets ..

𝓓𝓲𝓵 𝓭𝓲𝔂𝔂𝓪𝓷 𝓰𝓪𝓵𝓵𝓪𝓷 Where stories live. Discover now