The first meeting

936 107 67
                                    

Hai ...

Hello ...

Happy reading...

*************

In a restaurant..

Moran was sipping coffee , as usual karan drinking black coffee and Monami drinking her spl type coffee , monu saw him making faces ..

Karan : what ??

Mo : kaise peethey ho woh kadwi coffee ..

Karan : aadat hai badlegi nahi , tum bhathav kyu bulaya mujhe yaha ??

Mo : woh papa kal yaha aara hai , tum free ho kal ??

Karan : so so so sorry kal mera ek bahut important meeting hai board members ke saath Delhi Jana padega , mein seeda tumhara brother and sanjana ki engagement mein milunga ..

Mo : ek aur baat hai bahut important hai..

Karan : kya ??

Mo : ( by taking a deep breath) faizi ke baremein , woh... Actually.. faizi ..

Karan holds one hand and says ..

Karan : mere saamney kuch bolne keliye tumhe nervous hone ki jarurat nahi hai Monami , you can say anything to me..

MO : woh faizi koel se pyaar kartha hai

Karan : koel koun ??

Mo : Aneesh bhayya ki choti behen ..

Immediately karan back off his hand .

Mo : dekho don't get mad , i know tum log ke beech bahut kuch huva , but ismein faizi ka kya galathi and koel ki kya galthi , think about it once ..

After a few minutes silence

Karan : humne humesha faizi ko ghar ka insaan hi samjhe Monami , kabhi bhi koi bahar Wale ki tarah treat nahi kiye ,

Monu was listening to everything keenly

Karan : agar woh koel se pyaar kartha hai toh teek hai , shadhi bhi kar saktha hai , mujhe koi problem nahi, but Mera ek condition hai ..

Mo : kya hai woh ?

Karan : zindagi mein kabhi faizi ko mujhe apna face nahi dikhana hoga , Sherghil family mein koi jagah nahi milegi , mere liye mara huva insaan ke barabar hai .

Mo : pagal math Bano karan , he is your brother and tum ayise kaise keh sakte ho ??

Karan : mein keh bhi saktha hunn and kar bhi sakta hunn , decision faizi ka hai Monami , woh kisko chahe unhe chunn saktha hai pariwaar ya pyaar ...

Monu is about to say something but karan interrupts her ..

Karan : Monami , mein tumse argue nahi karna chahtha hunn , isiliye plz mujhe gussa math dilwa and iss topic ko yehi chod do ..

Saying this he left from there rudely , faizi and koel who were hearing everything shocked hojatha hai ..

Koel had tears in her eyes and faizi tries to console her ,, monu sees them with an apologetic look. ..

****************

In Mahajan mansion..

Mahaveer ji: mein kabhi pyaar ke kilaaf nahi hunn Aneesh , aur meri pothi par mujhe pura barosa hai, woh kabhi kisi galat insaan se pyaar nahi kar sakthi , agar Sherghil family ko risthe manjoor hai tohujhe koi problem nahi hai koel ko uss ghar mein bhejne keliye ..

Aneesh : lekin mera ek condition hai dadaji , faizi ko sab kuch chod kar yaha aana hoga , mein apni behen ko uss ghar mein Jane nahi dungi ..

Dev who was listening everything silently said finally ..

𝓓𝓲𝓵 𝓭𝓲𝔂𝔂𝓪𝓷 𝓰𝓪𝓵𝓵𝓪𝓷 Where stories live. Discover now