|| Chapter 17 :- Kartik's daydream ||

187 31 7
                                    

The chapter starts with Naira sitting beside Naitik holding his hand tightly and waiting for him to gain consciousness. Aadhya was also sitting beside her. Tears were continuously flowing from her eyes.

' sorry papa Mera Koi intention nahi tha aapko Dukh pahunchane Ka lekin aap bhi toh Samjhiye Na... Mujhe Nahin karni hai shaadi to Kyon jabardasti kar rahe hain Mujh per... Main Janti hun aap Sirf Mere Khushiyan Chahte lekin par main bhi samajhti Hun Ki Meri Khushiyan kahan hai... Mujhe Jaane dijiye na Uske pass Kyon Aisa kar rahe hain aap mere sath... ', she was talking in mind seeing an unconscious Naitik.

Just then, Naitik moved a little. He was slowly slowly getting conscious. Naira and Aadhya felt relieved saying him getting conscious again.
After sometime Akshara and Aruna entered the room along with the doctor discussing something.

Naira : kya hua hai doctor papa ko?

Doctor : tension lene ki koi baat nahin hai BP high ho gaya tha Achanak se... Fir Bhi Ham precaution ke liye Kuchh test Karva Lenge Lekin aap relax rahiye Kuchh serious Nahin hoga...

Aruna : Naira ki shaadi pass hai... Aisi halat mein Naitik theek hai yahi sunkar bahut Accha Laga...

Doctor : aap Chinta mat kijiye... Main Inko Koi admit vagera Nahin karne wala... ye aaram se ghar ja sakte hain... Han per Itna Dhyan Rakhna Hoga Ki yah Koi stress ya fir tension Na Le...

" Agar Hamari suputri Ki iccha Ho To Ham bilkul bhi stress ya tension Nahin Lenge doctor sahab... aap Jara inhi se poochh Lijiye... Agar Hamen kam tension dene ki ichcha ho inhen toh... ", Naitik said in a taunting tone.

Naira bent her head down listening that. Naira look at Akshara. Akshara was not even looking a single time at Naira. Naira realised that Akshara must be very much angry on her.

Naitik : hum ghar jaaye doctor sahab?

Doctor : ji...

🍁🍁🍁

At home.....

" kya karne ja rahi thi tum Aaj? Fir se uss Tushar ke sath bhaagane Ka Plan tha na Tumhara? Agar aaj tere papa ko Kuchh ho jata to kya karne wale the ham log? ", Akshara was shouting at Naira.

Naira : mumma Ek Bar Meri Baat to Suniye-

Akshara : Ek bhi Shabd Nahin Naira !!!

Aruna : Akshara cool down doctor ne kaha na ki Naitik ko Kuchh Nahin Hua Hai vo bilkul theek hai...

Akshara : lekin agar kuch ho jata toh?

Naira : (crying) maa pls aisa mat bolo na...

Akshara : kyu naa bolu Naira? Unhone apni puri zindagi teri parwarish mein laga di aur tu aaj unhe ye din dikha rahi hai? Maana vo ek acche pati nahi bann paaye... Par vo ek acche baap hai... Ye tu maan... Ya naa maan lekin yahi sach hai...
Ek baat kaan kholke sunle Naira... Firse aisa kuch karne ki himmat bhi mat karna... Aaj ek patni hone ke naate mai keh rahi hu... Agar Naitik ko kuch bhi hua na... Mai puri zindagi tumhe maaf nahi karungi...!!!

Naira was shocked listening this. She fell down on her knees and started crying.

Aruna hugged Akshara to cool her down. Akshara also cried in her embrace.
Aadhya was trying to  console Naira.

🍁🍁🍁

Later that night.....

He was working on his laptop sitting on his bed. Suddenly he felt a soft touch of hands on his shoulders. Karthik was startled at first. He quickly looked behind and saw the most beautiful scene of his life. Naira was standing in front of him smiling. He also smiled looking at her but within seconds his smile vanished and eyes widened.

Kartik : (scared) t... tum... Yahan Kaise?

Naira :  arey..!! ye kya baat hui Bhala? Yahan Kaise ka kya matlab? Main Yahi to rehti hun...

Kartik : what nonsense?? kya Kuchh Bhi Bole ja rahi ho... Tum Yahan kab se Rahane Lag Gai abhi tak Hamari shaadi Hui Nahin Hai...

Naira : Fir Bhi Main Har Waqt Yahi rahti hu...

Kartik : arey par kaiseee???

Naira : ( putting a finger on his chest pointing to his heart  ) Main Har Waqt Yahan Nahin rahti?

Kartik : (blushed) ohhh...ha rehti ho...

Naira smiled hearing that.
He saw her smiling.....

Kartik : ye sahi hai tumhara... Baki time toh aise rehti ho jaise tumhe bolna hi naa aata ho... Aur fir jab bolti ho tab aise bolti ho ki...

Naira : ki?

Kartik : ki.... Mujhe aur jyada hi pasand aane lagti ho ☺️

Naira : accha... Ye jyada matlab kitna jyada?

Kartik : jyada matlab.... Parso se kal jyada... Kal se aaj jyada... Aur-

Naira : bas bas... Samajh gayi mai...

Kartik : (a little upset) tum toh samajh gayi... Par mera kya?

Naira : matlab?

Kartik : matlab... Mai kaise samjhunga ki mai tumhe kitna pasand hu?

Naira : ohhh... (Blushes) ye baatein aise bolke thodi batate hai...

Kartik : ye sahi hai... Baat jab khudpe aayi tab muh mod liya... Tum ladkiyan bhi na upar se thodi si khali hoti ho...

Naira : aeyyy...

Kartik : B?

Naira : chiii... Ganda joke... Aur hum ladkiyan agar upar se thodisi khali rehti hai to tum ladke toh... Upar se pure hi khali rehte hai...

Kartik : aeyyy...

Naira : 😑

Kartik went silent for a while. Then he soon heard a laughing sound. Naira was laughing wholeheartedly. He lost in seeing her smile.

Naira : let it be... Chhodo vo sab... Mujhe ye batao ki tum ye laptop leke kyu baithe ho?

Kartik : arey... Kaam kar raha hu... Aur kya?

Naira : ye sab shaadi ke baad nahi chalega ha... Office ka kaam office mein hi... Ek baar ghar aane ke baad... Tum sirf mere...

Kartik looked surprisingly at her. He was too much happy to hear that. She realised what she said and bit her tongue.

Naira : mera matlab... Mere aur family ke...

Kartik : (holds her hand) family matlab hum rono ki family na...

Naira : (trying to get rid of his grip on her wrist) kartik chhodo... Meri baato ka galat matlab mat nikalo...

Kartik : no...

Naira : kartik utho... Utho Kartik please...

Kartik utho... Kartikkkk...

And his dream broke...

Kartik : huh? Kya hua?

Kirti : kabse bula rahi hu... Ghode bech ke so raha hai yaha... Chal jaa niche...

Kartik : (yawning) sone de na yaar plsss...

Kirti : arey par vo dono walk pe jaa rhe the... Tujhe bhi bulaya hai... Khana khate hi aise padaa raha toh indigestion hojayega...

Kartik : kirti jaa yaar... Koi indigestion vagera nahi hoga... Tu jaa mujhe sone de pls....

Kirti sighed and left his room. He also sighed.

' lagta hai honeymoon bhi aise sapne mein hi hoga mera... Teri gaadi kab aage jayegi re Kartik Goenka... Ughhh.... ', he thought and buried his head in the pillows trying to sleep again.

••••

𝓡𝓮𝓱𝓷𝓪 𝓣𝓾 𝓟𝓪𝓵 𝓟𝓪𝓵 𝓓𝓲𝓵 𝓚𝓮 𝓟𝓪𝓪𝓼... ❤ ~Kaira FF Where stories live. Discover now